Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khuwab tumharay ta'abeer hamari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

    Originally posted by munda_sialkoty
    yeh ina mushkil kaam keh diya tum ne :khi:
    well.... how dreams affect ur life... u have to know naa??
    question kero... samajh barhti hai... ish ko bhi kabhi kabhi apna-na chahhye.... we r learning all the time naa... :cc:
    u ko to dream main... hockey cricket... cards... office... nazar aa ta ho gaa... :lol
    arey haan... murghi ke andey nazar aatey hon ge... :lol
    wesey dreams aatey hein ki nightmares? :cc:
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #32
      Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

      Originally posted by neelum
      khuwabon ki taabeer mein karsakti hoon..... aap sub apnay khawab share karein aur mein aap sub ko ta'abeer bataon gi..... :)
      khuwab sunatay waqt uss mein ezafa na kejiye ga.... warna ulta par jai ga...

      main ne akser garajtey badal aur tez barish dekhi hai aur khudh ko kafi dair tak ous mei bheegtey bhi dekha hai, mere khuwabon mei bas bairsh, khula asman aur sitarey akser hotey hain ....kya U ko is ka matlab pata hai :hhh:
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

        Originally posted by ~Khalil~
        main ny kal khawab main dekha k road per aik accident huwa hay motor byc ka aur 2 aadmi buhat hee ziyada zakhmi huy hain.
        aur main Un ko janta b nahi hun.
        bus etna hee tha khawab
        aap kay amal say yaa zuban say kisi ka dil dukhay ga..... :) vo shaks hurt hoga.... :) yeh thi aap kay kuwab ki ta'abeer..... :phool:

        Comment


        • #34
          Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

          Originally posted by miss magnet
          main ne akser garajtey badal aur tez barish dekhi hai aur khudh ko kafi dair tak ous mei bheegtey bhi dekha hai, mere khuwabon mei bas bairsh, khula asman aur sitarey akser hotey hain ....kya U ko is ka matlab pata hai :hhh:
          kuwab mein barish dekhna, aasman dekhna, aur sitaray dekhna ka matlab hai k aap ko roohani khushi hogi.... aap per Allah ki rehmat hogi.... :) Allah ki khusnoodi hasil hogi...... :) aur aap ka martaba buland hoga.... log aap ki ezzat karein gay.... :)

          Comment


          • #35
            Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

            Originally posted by Aania
            hmmm ... astrology/astronomy parhi hai??
            ya sumthin else...
            khush raho...
            wesey ... dream n nightmare ko wazahat se define kero zara....
            koz i usually get stuck in nightmare.... :cc: :D
            khuwab bata.... defination ko chor...... :)

            Comment


            • #36
              Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

              ll let u know.... :lol
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment


              • #37
                Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                Originally posted by munda_sialkoty
                Larkiyoon ko intelligent sirf chand aik field mein dekhi he, khas toor pe larkoon ko bewakoof bananay mein, lekin aik larki samajdaaron wali baatein kerne lag jaye aur wo bhi bagair kisi waja ke, to hairat to hoti he na :tauba
                apni hairat ko samet lijye janab.....
                kyun ke ladkiyan ladko ko kabhi bewaqoof nahi banati woh pehle se hi bewaqoof hote hain....

                Comment


                • #38
                  Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                  Originally posted by Aania
                  ll let u know.... :lol
                  okkey meri sarkaar....

                  Comment


                  • #39
                    Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                    Originally posted by ummid
                    apni hairat ko samet lijye janab.....
                    kyun ke ladkiyan ladko ko kabhi bewaqoof nahi banati woh pehle se hi bewaqoof hote hain....
                    wah bei wah, aik aur samajdaari wali baat ki he aap ne :lol
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                      Originally posted by Aania
                      well.... how dreams affect ur life... u have to know naa??
                      question kero... samajh barhti hai... ish ko bhi kabhi kabhi apna-na chahhye.... we r learning all the time naa... :cc:
                      u ko to dream main... hockey cricket... cards... office... nazar aa ta ho gaa... :lol
                      arey haan... murghi ke andey nazar aatey hon ge... :lol
                      wesey dreams aatey hein ki nightmares? :cc:
                      Tum ne jo fermaya wo kafi hud tak sahi he, by the way tumhein kese pata ke mein aisay khawaab dekhta hoon, kahin tum wo larki to nahi jo mere khawaabon mein aa ke mere khawaab note kerti rehti ho
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                        Originally posted by neelum
                        aap kay amal say yaa zuban say kisi ka dil dukhay ga..... :) vo shaks hurt hoga.... :) yeh thi aap kay kuwab ki ta'abeer..... :phool:
                        Allah khair kerain aaj to huwa nahi yeh pher kiun huga....................
                        ===========================

                        Comment


                        • #42
                          Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          :khi: kesi kesi itemein hein yahan pe bhi :khi:
                          Assalaam-0-Alaikom:rose

                          aik request hai aap say
                          pehlay baat dekhain kia ho rahi hai phir kuch kehain
                          main nay koi mazaq nahin kiya hai


                          aur neelum sis agar aap nay koi baat ki hai tu kindly us ki tasdeeq bhi kar dain
                          aap say khwwab ki tabeer bhi poch lain gay lakin main nay yeh is say pehlay nahin suna

                          Originally posted by neelum
                          Originally Posted by neelum
                          2100 times aap "Allah" "Allah" kiya karein..... :) kuch days mein aap ko achay achay khuwab dikhai dein gay..... :)

                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • #43
                            Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                            Originally posted by Rida
                            Assalaam-0-Alaikom:rose

                            aik request hai aap say
                            pehlay baat dekhain kia ho rahi hai phir kuch kehain
                            main nay koi mazaq nahin kiya hai


                            aur neelum sis agar aap nay koi baat ki hai tu kindly us ki tasdeeq bhi kar dain
                            aap say khwwab ki tabeer bhi poch lain gay lakin main nay yeh is say pehlay nahin suna

                            [/i]
                            tasdeeq kis baat ki maangti ho?? Allah Allah karein gi tu zahir hai jinnat aur burray asraat say insaan bacha rahta hai.... :) kiya aap ko Allah ki zaat per aur uss kay naam mein kiya power nahi lagti??
                            Allah ka eik dafa naam lenay say insaan ko kitnay darjaat miltay hain uss ka aap tassawur bhi nahi karsakti..... :)

                            Comment


                            • #44
                              Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                              Originally posted by ~Khalil~
                              Allah khair kerain aaj to huwa nahi yeh pher kiun huga....................
                              ===========================
                              jo ta'abee meray elam say ban rahi thi vo meinay bata di....:rose

                              Comment


                              • #45
                                Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                                Originally posted by Rida
                                Assalaam-0-Alaikom:rose

                                aik request hai aap say
                                pehlay baat dekhain kia ho rahi hai phir kuch kehain
                                main nay koi mazaq nahin kiya hai


                                aur neelum sis agar aap nay koi baat ki hai tu kindly us ki tasdeeq bhi kar dain
                                aap say khwwab ki tabeer bhi poch lain gay lakin main nay yeh is say pehlay nahin suna

                                [/i]
                                OMG, kuri naraz ho gai...deki Rida ji...mazak ko mazak hi lijiye warna i don't think so ke mein ne aap ko hurt kerne ki kooshish ki...anyway sorry...aur ager aap phir bhi na naraz rahein muj se to mein apni bari bari aankhon se chootay chootay aansu nikaal phainkoon ga :embarasse
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X