Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khuwab tumharay ta'abeer hamari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

    Asslam-o_Alikum WR WB

    neelum me ki tabeer kha gai ? :tauba

    http://www.pegham.net/showthread.php?t=7970 aur u bhi ya dekho

    FeaamnAllah
    :lpop: :lpop:
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


    Comment


    • #92
      Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

      Originally posted by Rida
      Assalaam-0-Alaikom:rose


      oo really

      :p
      Asslam-o_Alikum WR WB

      Aur kya :D

      koi shak

      FeaamnAllah :lpop::lpop:
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


      Comment


      • #93
        Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

        Originally posted by neelum
        aam aur ghas mein tu koi farak mujhe nahi lagta...... :tauba
        kiaaaaaaaaaaaaaa

        oye koon loog o tusi :budhu:
        :thmbup:

        Comment


        • #94
          Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

          Originally posted by neelum
          aam aur ghas mein tu koi farak mujhe nahi lagta...... :tauba
          to phir ghaas aap rakh lein khanay k liey aur , Aam hamein bhej dein :khi: :lol ...done??? Munda ji khush ho jaao aam ki peti aa aa rahi hai
          sigpic

          Comment


          • #95
            Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

            :cc:
            Originally posted by neelum
            jo ta'abee meray elam say ban rahi thi vo meinay bata di....:rose
            waisy ager main buhat hee ehtiat keron k ksi ka dil na dukhy balky main dukahoon he nahi ksi ka
            pher to yeh khawab sach na huga

            Comment


            • #96
              Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

              Originally posted by ~Khalil~
              :cc: waisy ager main buhat hee ehtiat keron k ksi ka dil na dukhy balky main dukahoon he nahi ksi ka
              pher to yeh khawab sach na huga
              ta'abeer ka matlab hota hai k hum future mein jo honi yaa unhoni baatein honay wali cheezon say bacha jai....

              Comment


              • #97
                Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                Originally posted by neelum
                aam aur ghas mein tu koi farak mujhe nahi lagta...... :tauba
                Aam nahin bhejay aap nay ....hamein ..aap se kaha bhi tha ...k jab koi farq nahin ghas mein aur aam mein ..to ghaas aap rakh lijiey aur Aam hamein bhej dijieey. ..hum to nazrein tikaey baythhay thay rastay pe....:khi:
                sigpic

                Comment


                • #98
                  Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                  Salam
                  taabeer bataanaa bohat mushkil kaam, aap nay kahan say seekha?
                  kya aap scientific lehaaz say taabeer bataati haiN ya k roohaani lehaaz say ???
                  aur mujhay yai poochna hay k khawaab maiN saaNp aanay ka matlab kya hota hay???
                  agar aap ko aik mashwaraa dooN to aap buraa to nahi maanaiN gi???
                  mashwaraah day raha hooN k taabeer bata dainay k baad aap " WALLAH U A"ALAMU " zaroor likh dia kijiay aap k ilm maiN barkat rahay gi..
                  aur iss field k aik imaam guzray haiN unn kaa naam agar aap bata daiN??
                  wassalaam
                  Raza Baykamal

                  kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                  Comment


                  • #99
                    Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                    Originally posted by Eshaa_wellwisher
                    Aam nahin bhejay aap nay ....hamein ..aap se kaha bhi tha ...k jab koi farq nahin ghas mein aur aam mein ..to ghaas aap rakh lijiey aur Aam hamein bhej dijieey. ..hum to nazrein tikaey baythhay thay rastay pe....:khi:
                    Waah kuriye waah, kia baat he teri :khi:

                    Yahi baat mein neelum pari ko samjanay ki kub se kooshish ker raha hoon, lekin us ke takreebun khali head mein ini samajdaari waali baat kahan aaye gi :lpop:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      Waah kuriye waah, kia baat he teri :khi:

                      Yahi baat mein neelum pari ko samjanay ki kub se kooshish ker raha hoon, lekin us ke takreebun khali head mein ini samajdaari waali baat kahan aaye gi :lpop:
                      Awww in ka bhi khali hai head ...:tauba :khi:
                      Ye pari keh k zulm kart diya pariyon per :hathora inni saree pariyaan abhi abhi mar gaeen sadmay se
                      Last edited by Eshaa Chaudhry; 8 March 2006, 06:45.
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                        Originally posted by neelum
                        kuwab mein barish dekhna, aasman dekhna, aur sitaray dekhna ka matlab hai k aap ko roohani khushi hogi.... aap per Allah ki rehmat hogi.... :) Allah ki khusnoodi hasil hogi...... :) aur aap ka martaba buland hoga.... log aap ki ezzat karein gay.... :)

                        :) wese to her koi khuwabon per aur oun ki tabeer per yaqeen nahi kerta , magar mei kafi hadth tak kerti hoon, kiu ke mere kayi khuwab sach huwey hain

                        Allah ki rehmat to sach mei buhut hai mujh per ...khushnudi hum jese gunah garon ki hasil ho jayeh to aur kya chahiyeh........ aap ka buhut shukriya neelum ke aap ne waqt nikal ker mujhe reply kiya :)
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                          salam neelum...
                          mery aik dost ko khawab aya hay k wo boorra(old man hu gia hay)lakin abi os kee age 23 hay.

                          Comment


                          • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                            Originally posted by miss magnet
                            :) wese to her koi khuwabon per aur oun ki tabeer per yaqeen nahi kerta , magar mei kafi hadth tak kerti hoon, kiu ke mere kayi khuwab sach huwey hain

                            Allah ki rehmat to sach mei buhut hai mujh per ...khushnudi hum jese gunah garon ki hasil ho jayeh to aur kya chahiyeh........ aap ka buhut shukriya neelum ke aap ne waqt nikal ker mujhe reply kiya :)
                            welcome ji

                            Comment


                            • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              Waah kuriye waah, kia baat he teri :khi:

                              Yahi baat mein neelum pari ko samjanay ki kub se kooshish ker raha hoon, lekin us ke takreebun khali head mein ini samajdaari waali baat kahan aaye gi :lpop:
                              mera naam seedhi tarah liya karo..... kiya neelum kay saath pari shari add kartay ho......

                              Comment


                              • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                                Originally posted by ~Khalil~
                                salam neelum...
                                mery aik dost ko khawab aya hay k wo boorra(old man hu gia hay)lakin abi os kee age 23 hay.
                                teray dost ki umer draaaz hogi..... :)

                                Comment

                                Working...
                                X