Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khuwab tumharay ta'abeer hamari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

    Originally posted by neelum
    jo ta'abee meray elam say ban rahi thi vo meinay bata di....:rose
    by the way kia mein jaan sakta hoon...yeh ilm aap ke paas aaya kahan se
    :thmbup:

    Comment


    • #47
      Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

      Originally posted by Jhumroo
      yeh 'ilm Neelam ko JINN baabaa se milaa hai...koii ai'teraaz? :lol
      Achha wo JINN aap hain ... jabhi ilm ka ilm hai khoob...:P
      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

        Originally posted by munda_sialkoty
        wah bei wah, aik aur samajdaari wali baat ki he aap ne :lol
        Are you trying to fool with me?????

        Comment


        • #49
          Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

          Originally posted by Jhumroo
          nahiiN...maiN to tumhaaraa "iklautaa bhoot" huuN ... ab mujhe aazaad kar do Neelam plz...mujhe 'Eshaa~ par aanaa hai ab ya phir UMMEED par...yehi do bongineN bachi haiN PG par
          Bongii Kis ko kaha
          :a stick: :hathora
          sigpic

          Comment


          • #50
            Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

            raat ke Khuwab sunaayein kis ko raat ke Khuwab suhaane the !!!
            dhu'ndhale dhu'ndhale chehare the par sab jaane pahachaane the :lol




            Comment


            • #51
              Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

              Originally posted by munda_sialkoty
              by the way kia mein jaan sakta hoon...yeh ilm aap ke paas aaya kahan se
              aap aam khain..... aam kay darakht ginnay say kiya matlab??

              Comment


              • #52
                Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                Originally posted by Jhumroo
                yeh 'ilm Neelam ko JINN baabaa se milaa hai...koii ai'teraaz? :lol
                jinn baba say aap ko bhi milana paray ga

                Comment


                • #53
                  Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                  Originally posted by ummid
                  raat ke Khuwab sunaayein kis ko raat ke Khuwab suhaane the !!!
                  dhu'ndhale dhu'ndhale chehare the par sab jaane pahachaane the :lol




                  khuwab uss ko aatay hain jo raat ko sotay hain...... aap tu sari raat net per guzaar detay hain,,,,,

                  Comment


                  • #54
                    Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                    Originally posted by neelum
                    khuwab uss ko aatay hain jo raat ko sotay hain...... aap tu sari raat net per guzaar detay hain,,,,,
                    guzarni padti hai dear...
                    humari saari studies net per hi hoti hai..

                    Comment


                    • #55
                      Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                      Originally posted by Jhumroo
                      haaN Neelam! mujhe to Ummeed par ab shak hone lagaa hai k kahiiN yeh VO to nahiiN :wk
                      ji nahi hum WOH nahi balke HUM hain..:lol

                      Comment


                      • #56
                        Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                        Asslam-o_Alikum WR WB

                        May nay u ko khuab main dekha :kr: :kr:

                        Now ab batow tabeer

                        FeaamnAllah
                        :lpop: :lpop:
                        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                        Comment


                        • #57
                          Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                          Originally posted by miss magnet
                          main ne akser garajtey badal aur tez barish dekhi hai aur khudh ko kafi dair tak ous mei bheegtey bhi dekha hai, mere khuwabon mei bas bairsh, khula asman aur sitarey akser hotey hain ....kya U ko is ka matlab pata hai :hhh:

                          Asslam-o-Alikum WR WB

                          :kr::kr::kr:hahahahahahh

                          U nay jo dekha hay us ki tabeer me bata deyta hu ....

                          Is khuab ka matalb hay kay u kay ghar Pani nahi aata hay ... isi liya sab sey pahlay Baldiya ko call karo kay u ka shower kharab hay :kr::kr:

                          Wasy ya Barsta pani kitnay arsay sey dekh rahy ho :kr:

                          Pani aajay ga to u ko phir ya Dream nahi ay ga :kr::kr:

                          lalal lalala lalalal

                          FeaamnAllah :lpop::lpop::lpop:
                          Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                          Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                          Comment


                          • #58
                            Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                            Originally posted by neelum
                            tasdeeq kis baat ki maangti ho?? Allah Allah karein gi tu zahir hai jinnat aur burray asraat say insaan bacha rahta hai.... :) kiya aap ko Allah ki zaat per aur uss kay naam mein kiya power nahi lagti??
                            Allah ka eik dafa naam lenay say insaan ko kitnay darjaat miltay hain uss ka aap tassawur bhi nahi karsakti..... :)
                            Assalaam-0-Alaikom:rose

                            Neelum sis i know very well:)....apnay tamam muamlaat main ALLAH TALAA par yaqeen rakhti hoon:) ....just look at ma sgnature:)

                            tasdeeq is waja say ki kiun keh aisa suna nahin tha aur agar yeh koi mustanad baat nahin hai, aap nay apni taraf say aisay hi likha hai tu aap ko yeh likhna nahin chahiye tha...


                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #59
                              Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                              Originally posted by Jhumroo
                              haN mujhe pata k tum HAM ho...tumhaare liye hii ti HAM CLUB banaaya thaa...ab vahiiN ruKhsat ho ke aa jaao :lol :lol :lol
                              aap ne padha nahi kya ke hum tu aap ke "HUM CLUB" se kub se LOG OUT kar chuke...

                              Comment


                              • #60
                                Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                                Originally posted by Jhumroo
                                yeh 'ilm Neelam ko JINN baabaa se milaa hai...koii ai'teraaz? :lol
                                Meri jaan murgi ke anday mujay to koi ai'tez'tarar nahi :khi: yeh to us jin ko hona chahiye jis ka ilm misuse ho raha he yahan :khi:
                                Last edited by Mr. Sialkoty; 7 March 2006, 08:08.
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X