Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Charity

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Charity

    خیرات تو کسی بھی مستحق کو دی جاسکتی ہے اور اسلامی مراکز کو بھی اور مجبور ، غریب رشتہ داروں اور دوست احباب کو بھی
    مجھے چیرٹی کرنا صرف اسلامی مراکز اور دوست کوئی مدد مانگے تو ویسے تو آج کوئی غریب ملتا ہی نہیں بندہ چیرٹی کرے تو کہاں
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment

    • #17
      Re: Charity

      Jane jiger ussay to poori dunya deti ha ...assi tay khali khooli Captaaan aan :p
      Originally posted by azeem-ahmed View Post
      yeh zardari pehla leader hai jis ko captain log bhi charity detay hain... :lol

      Comment

      • #18
        Re: Charity

        Originally posted by Aanchal View Post
        kio zarorat nahi rehti kamanay k ....? kamian gay nahi to pesay kesay lagian gay us pay or dosroo ko kesay daian gay :p

        ub har cheez banda dosroo k pesay pay to depend kar k na karye na

        Ager paisa khud he kama ke dena he to phir organization bananay ka kia faida :p
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: Charity

          Originally posted by azeem-ahmed View Post
          vo kahtay hain na Allah ki raah mein aisay dein jo dosray haath ko bhi pata na lagay.....

          mein un logon ko pasand karta hoon jo madarasay yaa apna ghareeb rishtedaron mein charity karta hai... meri nazar mein masjid se bhi ziyada hakook apnay parosi aur rishtedaron kay hain.... aisay log ko deeni taleem dilwanay mein kharach kartay hain vo muje achay lagtay hain

          Main ne kahin perha tha ke Hazoor SAW ne farmaya "Allah ki raah mein aisay dein ke k doosray haath ko pata na lagay" to kisi sahabi ne poocha ager pata lag jaye to, Hazoor SAW ne farmaya ke yeh us se bhi ziada behtar he, is tarah loogon mein sadka kheraat ki targheeb paida ho gi. Hazrat Muhammad SAW majmay mein se pukartay thay ke kon banda falan ki madad ker sakta he. Aur is tarah jo madad kerta wo sub ke saamnay hota.

          Is hadees ka asal maqsad yeh hay ke kisi ke help sirf dikhaway ki gharz se nahi kerni chahiye.

          Apni apni sooch he, main madarsay mein charity nahi kerta.
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Charity

            Originally posted by saraah View Post
            @

            اول خویش بعد درویش ۔۔۔۔۔۔۔۔۔

            Sahi
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Charity

              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

              Ager paisa khud he kama ke dena he to phir organization bananay ka kia faida :p
              Pesa to aap apna hi lagtay hoo..har cheez bananay main ..han jin logo ny kisi ki help karni hoti hai wo aap ki organization ko support kartay rehtay hian : d
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #22
                Re: Charity

                Originally posted by Capt.Abdur Rehman View Post
                Waalykum salam ..

                yaar me apni charity zardari and company ko day raha hu aaj kal :p

                Tu na bhi de, usay leni aati he
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Charity

                  Originally posted by Sub-Zero View Post
                  خیرات تو کسی بھی مستحق کو دی جاسکتی ہے اور اسلامی مراکز کو بھی اور مجبور ، غریب رشتہ داروں اور دوست احباب کو بھی
                  مجھے چیرٹی کرنا صرف اسلامی مراکز اور دوست کوئی مدد مانگے تو ویسے تو آج کوئی غریب ملتا ہی نہیں بندہ چیرٹی کرے تو کہاں

                  Aap ne ghalat khabar suni he ke PPP ne saaray ghareeb maar mukaye, kuch ghareeb abi bhi adh'moohay paray apni aakhri saansein gin rahay hein, aap bahir nikal ker dekhein nazar aa jaein ge.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Charity

                    Originally posted by Sub-Zero View Post
                    خیرات تو کسی بھی مستحق کو دی جاسکتی ہے اور اسلامی مراکز کو بھی اور مجبور ، غریب رشتہ داروں اور دوست احباب کو بھی
                    مجھے چیرٹی کرنا صرف اسلامی مراکز اور دوست کوئی مدد مانگے تو ویسے تو آج کوئی غریب ملتا ہی نہیں بندہ چیرٹی کرے تو کہاں
                    pak bheej dia karaian
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #25
                      Re: Charity

                      ASlam O Alaikum

                      mein aaj se koi 3, 4 saal pehle kaafi charity kia kerti thi..Alhamdulillah!

                      fir mein bht hi lazy ho gai...............us jaanb dehaan jaata he aur kehti huuh ke kal karuhn gi ,parsuhn ker duhn gi lekin nhi ker paati,.....,yanni I'm really really bad now. srf Zakah de pati huhn ..woh bhi last minute.

                      mein Edhi ko dena psand kerti huhn aur doosre number per Islamic relief ko...mein regularly Majid mei diya kerti thi..local masjid mein chorri ke waqyat bht zayada barhha gaye to whaan CCTV system install kia gya............us ka 60% mein ne pay kiya.............meri aaaik silaai ki ustaani tihn..un ke ghar k haalaat bht hi khraaab ho gaye the......unko cash, betiyuhn ki shadi k lye kapre wghera(aur cash bhi) deti rhti huhn.

                      mein chahti huhn ke mein pehle se bhi zayada charity karuhn........us waqt jho mjhe qalb e sakoon milta tha..I'm missing that now...mein dobara shurru kerna chahti huhn uar is baaar yateem bachuhn ko financially sponsor kerne ke programme mein hissa lena chati hun..Insha Allah!aise pragrame k teht aap aik ( y azayada bhi )yaatem bacha muntkhib kerte hein, us ki education aur khaane peee ke ikhrajat poore kerte hein....us ke saath khat o kitaabat bhi rakhte hein taake aap us ko morally bhi support kerte rehi..ke prhai wghera kese jhaa rhi he..istrha aap us ke barrhe hone tak unko support ker skte ehin aur behtreen future dene mein madad ker sktte hin!

                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Charity

                        MY CONCEPT

                        Mein bohat soochta hoon ke hamaray loogon mein ager zakaat aur sadka heerat ka concept he theek ho jaye to Pakistan ki ghurbat kafi hud tak kum ho jaye.

                        Jese ramzan mein mere kuch business friends jo ke factories ke owner hein, takreebun saaray he laakhon rupay ki charity kerte hein, lekin us ka faida kisi ko nahi hota. chootay chootay rashan ke packet bana ker loogon mein takseem karein ge jin se un ghareebon ke 4 din bhi nahi nikaltay aur khatam.

                        kaafi saaray ghareeb loogon ko aap 1kg ghee, 5kg flour, thoori si cheeni lay dein ge to bei kia behtari aaye gi moashray mein. Ghareeb ka is mein faida kum aur nuksaan ziada he, ghareeb to wo rahay ga he, professional bikari bhi ban jaye ga, aur phir factories ke bahir ja bethein ga aur apni baari ka intzaar karay ga. Last ramzan mere doost ne 4 lac ki rakam isi tarah ziah ki.

                        Yahi 4 laakh ager sirf 10 loogon mein baant dia jaye to mere khyaal se chootay level pe koi na koi karobar ker ke apne 10 khandaan ko bikaari bananay se bacha saktay thay. Per kon soochta he? hamaray sialkot mein arboon rupaya ramzaan mein isi tarah baha dia jatay he aur her saal loog pehlay se ziada bikaari ban ker aglay saal inhi factories ke gate per wait kerte nazar aatay hein. Yeh kesa concept he charity ka jis se loogon ke zameer murda ho jatay hein, aur wo self reliance bhool jatay hein. Kia yeh dikhaway mein nahi aati? Jo loog laakhon rupay ki charity kerte hein wo aisi support kyoon nahi kerte k wo apne paoon pe kharay ho jaein?

                        Hamaray moaashray mein kisi ko stand kerne ka concept siray se moojood he nahi he. Loog safaid poosh ko to poochtay tak nahi ke wo kis haal mein he, haan albata aap ki waqfiyat ke 4 loog aap se masjid k liye donation lene aa gaye to aap unhein chaye bhi pilaein ge aur 2 lakh ka donation cheque bhi dein ge. Madrison aur Masjidoon k liye chanda ikatha kerne k liye loogon ka hajoom laga hua he. Koi bhi kisi ghareeb ki beti ki shadi k liye, kisi beemaar ke ilaaaj k liye donation mangta nazar nahi aata. Koi safaid poosh se ja ke yeh nahi poochta ke us ke bachoon ke kul se kuch khaya bhi hay k nahi.

                        Kitni 2 number charity he hamari aur kitnay 2 number loog hein hum :)
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Charity

                          Originally posted by u_r View Post

                          Masjid k liye CCTV camera k liye charity mein to kabi na karon. We have lot more better alternatives. Baki tumhari sooch achi he. Allah tumhein is kabil karay k tum ghareebon ki khidmat karo. Kooshish karo k khidmat aisi karo ke ghareeb stand ho jaye aur phir wo kisi k aagay haath na pheelaye.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Charity

                            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

                            Main ne kahin perha tha ke Hazoor SAW ne farmaya "Allah ki raah mein aisay dein ke k doosray haath ko pata na lagay" to kisi sahabi ne poocha ager pata lag jaye to, Hazoor SAW ne farmaya ke yeh us se bhi ziada behtar he, is tarah loogon mein sadka kheraat ki targheeb paida ho gi. Hazrat Muhammad SAW majmay mein se pukartay thay ke kon banda falan ki madad ker sakta he. Aur is tarah jo madad kerta wo sub ke saamnay hota.

                            Is hadees ka asal maqsad yeh hay ke kisi ke help sirf dikhaway ki gharz se nahi kerni chahiye.

                            Apni apni sooch he, main madarsay mein charity nahi kerta.
                            yeh hadees meinay bhi parhi hai.... Allah ki raah mein jitna diya jai vo behtar hota hai... assal mein hamaray assests tu vohi hotay hain jo hum akhrat kaylie bhej detay hain....
                            pakistan mein bahut gurbat hai hum tu yahan dekh rahe hain log kitnay majboor hotay hain.... hum jo Allah ki raah mein detay hain vo sahi logon tak puhach bhi nahi raha hai.... hum kuch professional gadagaron kay chungal se nakal nahi paa rahe hain
                            Last edited by azeem-ahmed; 7 June 2012, 02:42.
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: Charity

                              Originally posted by u_r View Post
                              ASlam O Alaikum

                              mein aaj se koi 3, 4 saal pehle kaafi charity kia kerti thi..Alhamdulillah!

                              fir mein bht hi lazy ho gai...............us jaanb dehaan jaata he aur kehti huuh ke kal karuhn gi ,parsuhn ker duhn gi lekin nhi ker paati,.....,yanni I'm really really bad now. srf Zakah de pati huhn ..woh bhi last minute.

                              mein Edhi ko dena psand kerti huhn aur doosre number per Islamic relief ko...mein regularly Majid mei diya kerti thi..local masjid mein chorri ke waqyat bht zayada barhha gaye to whaan CCTV system install kia gya............us ka 60% mein ne pay kiya.............meri aaaik silaai ki ustaani tihn..un ke ghar k haalaat bht hi khraaab ho gaye the......unko cash, betiyuhn ki shadi k lye kapre wghera(aur cash bhi) deti rhti huhn.

                              mein chahti huhn ke mein pehle se bhi zayada charity karuhn........us waqt jho mjhe qalb e sakoon milta tha..I'm missing that now...mein dobara shurru kerna chahti huhn uar is baaar yateem bachuhn ko financially sponsor kerne ke programme mein hissa lena chati hun..Insha Allah!aise pragrame k teht aap aik ( y azayada bhi )yaatem bacha muntkhib kerte hein, us ki education aur khaane peee ke ikhrajat poore kerte hein....us ke saath khat o kitaabat bhi rakhte hein taake aap us ko morally bhi support kerte rehi..ke prhai wghera kese jhaa rhi he..istrha aap us ke barrhe hone tak unko support ker skte ehin aur behtreen future dene mein madad ker sktte hin!
                              aap nay jo diya Allah tala qabool farmay aur mazeed denay ki bhi taufeeq day.... aap un fakeeron ko dena pasand karti hain jo kisi chorahay per kharay beekh maang rahe hotay hain jin logon nay iss dhandhay ko apna profession bana rakha hai.....
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Charity

                                Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                                MY CONCEPT

                                Mein bohat soochta hoon ke hamaray loogon mein ager zakaat aur sadka heerat ka concept he theek ho jaye to Pakistan ki ghurbat kafi hud tak kum ho jaye.
                                D
                                Jese ramzan mein mere kuch business friends jo ke factories ke owner hein, takreebun saaray he laakhon rupay ki charity kerte hein, lekin us ka faida kisi ko nahi hota. chootay chootay rashan ke packet bana ker loogon mein takseem karein ge jin se un ghareebon ke 4 din bhi nahi nikaltay aur khatam.

                                kaafi saaray ghareeb loogon ko aap 1kg ghee, 5kg flour, thoori si cheeni lay dein ge to bei kia behtari aaye gi moashray mein. Ghareeb ka is mein faida kum aur nuksaan ziada he, ghareeb to wo rahay ga he, professional bikari bhi ban jaye ga, aur phir factories ke bahir ja bethein ga aur apni baari ka intzaar karay ga. Last ramzan mere doost ne 4 lac ki rakam isi tarah ziah ki.

                                Yahi 4 laakh ager sirf 10 loogon mein baant dia jaye to mere khyaal se chootay level pe koi na koi karobar ker ke apne 10 khandaan ko bikaari bananay se bacha saktay thay. Per kon soochta he? hamaray sialkot mein arboon rupaya ramzaan mein isi tarah baha dia jatay he aur her saal loog pehlay se ziada bikaari ban ker aglay saal inhi factories ke gate per wait kerte nazar aatay hein. Yeh kesa concept he charity ka jis se loogon ke zameer murda ho jatay hein, aur wo self reliance bhool jatay hein. Kia yeh dikhaway mein nahi aati? Jo loog laakhon rupay ki charity kerte hein wo aisi support kyoon nahi kerte k wo apne paoon pe kharay ho jaein?

                                Hamaray moaashray mein kisi ko stand kerne ka concept siray se moojood he nahi he. Loog safaid poosh ko to poochtay tak nahi ke wo kis haal mein he, haan albata aap ki waqfiyat ke 4 loog aap se masjid k liye donation lene aa gaye to aap unhein chaye bhi pilaein ge aur 2 lakh ka donation cheque bhi dein ge. Madrison aur Masjidoon k liye chanda ikatha kerne k liye loogon ka hajoom laga hua he. Koi bhi kisi ghareeb ki beti ki shadi k liye, kisi beemaar ke ilaaaj k liye donation mangta nazar nahi aata. Koi safaid poosh se ja ke yeh nahi poochta ke us ke bachoon ke kul se kuch khaya bhi hay k nahi.

                                Kitni 2 number charity he hamari aur kitnay 2 number loog hein hum :)
                                yehee concept mera bhi hy exactly same per jb main ye baat ghr men karun to sb herangi se munh dekhtay hain, kaeey logon ko samjhaya bhi lekin wo apni wohee 2kg aata daal chawal ghee wali rawish pe rawan hain
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X