Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Charity

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Charity

    AOA,

    Allah ne jis jis ko us ki zaroorat se ziada atta kia he usay charity zaroor kerni chahiye. Zakaat to beherhaal faraiz mein aa jati he. Mujay yahan yeh poochna he ke aap ziada ter charity kahan kerte hein ya kahan kerna pasand kerte hein.
    :thmbup:

  • #2
    Re: Charity

    apnay aas paas k logoo main ....zaida tur rishtadroo ko deytay hain ..un main gareeb zaida hain isi leye...n markets main charity k leye boxes banye hotay hain vohan bhi daltay hian .
    .pesay n aam istamal ki cheezian bhi dresses or khanay penay ki chezian bhi rishtadaro ko deytay hian
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #3
      Re: Charity

      Originally posted by Aanchal View Post

      That's good. aur jo charity boxes hotay hein wo kin ke hotay hein?
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Charity

        Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

        That's good. aur jo charity boxes hotay hein wo kin ke hotay hein?
        charity k leye jo main organisation hoti hain un k ..
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: Charity

          Originally posted by Aanchal View Post
          charity k leye jo main organisation hoti hain un k ..
          yaani charity kerne k liye aap k liye itna he kaafi he ke koi organization ho?
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Charity

            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

            yaani charity kerne k liye aap k liye itna he kaafi he ke koi organization ho?
            ass paas k logo ko daian ji nko zarort hai zaida behtar hai..koi mangtay hian koi nahi mangtay ..jo na bhi mangian agr aap ko lagta hai k unhay zarorat hai to unhay daian : d
            aas paas koi na ho to phir yeh organizations bhi aik option hai ..yaha to furad ka itna masla nahi is mamlay main to loog day deytay hian asani say ..jis market main jaoo pesoo k boxes bharray paray hotay hian .un ka itamad hai to aisa hota hai..
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Charity

              Originally posted by Aanchal View Post
              ass paas k logo ko daian ji nko zarort hai zaida behtar hai..koi mangtay hian koi nahi mangtay ..jo na bhi mangian agr aap ko lagta hai k unhay zarorat hai to unhay daian : d
              aas paas koi na ho to phir yeh organizations bhi aik option hai ..yaha to furad ka itna masla nahi is mamlay main to loog day deytay hian asani say ..jis market main jaoo pesoo k boxes bharray paray hotay hian .un ka itamad hai to aisa hota hai..
              Mein tumhari baat se agree kerta hoon ke UAE mein aisa he hay. Loog aitmaad kerte hein in organization pe. Lekin aap ko itna to kerna chahiye ke us organization ke baray mein kuch to information honi chahiye ke wo paisa invest kis jagah pe ker rahay hein.
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Charity

                me to future main apni aik organization kholnay wali houn : d
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Charity

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  me to future main apni aik organization kholnay wali houn : d
                  achi sooch he, kamanay ki zaroorat nahi rehti :lol
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Charity

                    Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

                    achi sooch he, kamanay ki zaroorat nahi rehti :lol
                    kio zarorat nahi rehti kamanay k ....? kamian gay nahi to pesay kesay lagian gay us pay or dosroo ko kesay daian gay :p

                    ub har cheez banda dosroo k pesay pay to depend kar k na karye na
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Charity

                      vo kahtay hain na Allah ki raah mein aisay dein jo dosray haath ko bhi pata na lagay.....

                      mein un logon ko pasand karta hoon jo madarasay yaa apna ghareeb rishtedaron mein charity karta hai... meri nazar mein masjid se bhi ziyada hakook apnay parosi aur rishtedaron kay hain.... aisay log ko deeni taleem dilwanay mein kharach kartay hain vo muje achay lagtay hain
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Charity

                        kisi bachay ki school ki fees day daian yeh bhi best tareeka hai ..usay parha k is stage tuk pouncha daian k agy wo khud kuch kar sakian apnay or apni family k leye .
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Charity

                          @

                          اول خویش بعد درویش ۔۔۔۔۔۔۔۔۔
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Charity

                            Waalykum salam ..

                            yaar me apni charity zardari and company ko day raha hu aaj kal :p

                            Comment

                            • #15
                              Re: Charity

                              Originally posted by Capt.Abdur Rehman View Post
                              Waalykum salam ..

                              yaar me apni charity zardari and company ko day raha hu aaj kal :p
                              yeh zardari pehla leader hai jis ko captain log bhi charity detay hain... :lol
                              Last edited by azeem-ahmed; 6 June 2012, 18:08.
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X