Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

دوست

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: دوست

    Originally posted by azeem-ahmed View Post
    iss ko meray liye philsifiyana tareeqay se describe karna mushkil hai... bus eik choti si misaal pesh karon ga kay:

    meri office mein kuch aisay dost hain jin kay saath ghoomna phirna bethna uthna batein karna acha lagta hai... kuch aisay bhi colleagues hain jo ziyada time un kay saath guzarta hai lakin un kay saath vo maza nahi ata boriyat se hoti hai.... kuchh maah pehlay muje eik collleague kay saath muje Sargodha jana para mein itna bore hua kay kiya bataon halankay vo acha insaan hai naik nimazi hai lakin meri nafsiyat ya jo meri fitarat hai uss kay mutabiq vo nahi tha... mera yeh tour poora bore guzra.... yeh wakai sahi hai her shaks apni fitrat kay mutabik hee dost banata hai ya dost bantay hain.... jo log us ki nature kay mutabiq nahi hotay vo bore hota hai uljhan aur irritation feel karta hai....
    Originally posted by azeem-ahmed View Post
    khoobiyan kiyan honi chahien yeh such poocho tu muje pata nahi... mein kabhi kisi ko dost bananay kaylie khoobiyan dekh kar nahi banata bus ban jatay hain achi adtain hoon yaa burri mein guzara kar leta hoon... meray aksar friends smoking kartay hain lakin mein nahi karta... mein adtain dekh kar dosti nahi karta na khoobi dekh kar ...
    aap ka ans bhi ach ahi ..... aik baat jo aap nay kahi keh aap aadat dekh kar dost nahin banatay ....na khobi dekh kar ... lakin phir woh aap kay sirf waqif hoye naa jaisay Aamir bhai nay Acquaintance ki baat ki....
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #17
      Re: دوست

      Originally posted by crystal_thinking View Post
      Walikum Salam...

      thread acha hy per thread ki first line (with sorry)bilkul ghalt hy...
      neachy ap sohbat ki bat kar re or oper ap fitrat ki... relations are not based on FITRAT or SOHBAT .....

      jahn tak achay dost ki khobi hy tu buray ka bura dost b acha hy or achay ka acha dost b bura hy.... : ))
      No sorry CT :phool:... Gupshup mein aik dosray kay views jannay kay liye hi post ki jati hai....
      OK...main batati hoon.... mairi aik frnd hai jis ki aik aur fnrd hai .... .mairi frnd kafi shararti aur batoni larki hai .. jab keh us ki dost kafi serious aur kamgo larki hai ..... lakin fitratan donoon hi naik taniyat , naik fitrat larkiyaan hain is liye un ki frndship jari o sari hai...

      Dont Mix Fitrat with Aadat....agar ksi ki aadatain aap say nahin miltien.... tu aap kay relationship per zyada asar nahin paray gaa... lakin agar aap ka Batin/ inner jis say mail nahin khata us kay sath long term relation nahin reh sakta ...her ksi ki raaye us kay experience aur observation ko reflect karti hai.......

      agar aap ki nazar mein yeh ghalt hai tu plz wazahat kijiye...aap ka kia experience ya observation hai...?
      second thing Suhbat.... woh tu Hadees hai...... mairi baat nahin....
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #18
        Re: دوست

        Originally posted by azeem-ahmed View Post
        yeh baat samajh nahi aaei.... thori wazahat karein gi....
        mujhay bhi u ki last baat samajh nahin aai CT... Azeem bhai ki tarah
        main bhi waiting

        :waiting: ...
        Last edited by *Rida*; 30 May 2012, 17:36.
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #19
          Re: دوست

          Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

          Aur agar koi doost tum ko peshawar k truck pe load krwa de uska kia
          wo tu best friend ho ga na :lol
          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

          Comment

          • #20
            Re: دوست

            Originally posted by Tanha Hassan View Post

            wo tu best friend ho ga na :lol
            :lol dooston ko itna easy na lo ke un per se load ki tawaku rakho
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: دوست

              Originally posted by *Rida* View Post

              No sorry CT :phool:... Gupshup mein aik dosray kay views jannay kay liye hi post ki jati hai....
              OK...main batati hoon.... mairi aik frnd hai jis ki aik aur fnrd hai .... .mairi frnd kafi shararti aur batoni larki hai .. jab keh us ki dost kafi serious aur kamgo larki hai ..... lakin fitratan donoon hi naik taniyat , naik fitrat larkiyaan hain is liye un ki frndship jari o sari hai...

              Dont Mix Fitrat with Aadat....agar ksi ki aadatain aap say nahin miltien.... tu aap kay relationship per zyada asar nahin paray gaa... lakin agar aap ka Batin/ inner jis say mail nahin khata us kay sath long term relation nahin reh sakta ...her ksi ki raaye us kay experience aur observation ko reflect karti hai.......

              agar aap ki nazar mein yeh ghalt hai tu plz wazahat kijiye...aap ka kia experience ya observation hai...?
              second thing Suhbat.... woh tu Hadees hai...... mairi baat nahin....
              wese mein apni zindgi mein shirarati bhi hoon aur batooni bhi lakin pg per mein sahma aur simple hoon... :lol yeh baat issliye ki kay mera eik dost Amjad jo bahut khamosh tabiat hai aur bahut kam bolta hai lakin sub se acha mera dost hai.... :lol iss ki aadtein meray se bilkul nahi milti halankay meray kaafi aisi harkatein aur shirartein aisi hoti hain jo muje rokta aur tokta rahta hai lakin iss ki batein muje burri nahi lagti... vo horror movies dekhta hai aur mein action movies vo slow track music sunta hai mein disco vo roohani baatein karta rahta hai aur mein romantic lakin phir bhi hum fast friends hain... :lol aap ki baat se eik cheez mein zaroor seekhi kay by nature hum yaani amjad aur mein eik hain baaki habbits hamari different hain lakin vo aadtain hamari friendship mein rukawat bhi nahi banti...
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: دوست

                میرے لئے میرا اچھا دوست وہ جو میری خامیوں غلطیوں پر نظر رکھے اور انہیں مجھ سے بیان کرے تا کہ میں ان خامیوںپر قابو پاوں اور غلطیوں کی بنا پر کسی تیسرے کےآگے شرمندہ ہونے سے بچوں۔

                الحمدُللہ مجھے ایسا دوست میسر ہے جو ہر لحاظ سے صرف اور صرف میری بھلائی چاہتا ہے اور میرے رویوں کے بارے میں مجھ سے بےلاگ بحث کرتا ہے ۔
                :star1:

                Comment

                • #23
                  Re: دوست

                  کاش اردو رسم الخظ والے تھریڈ کے جواب میں اردو رسم الخط ہی تحریر کیا جاتا تو

                  میں بھی سنہری خیالات سے با آسانی آگاہ ہوجاتا ۔

                  خیر پابندی تو نہیں ہے کسی پر لیکن ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔کہنے میں کیا حرج ہے ۔
                  :star1:

                  Comment

                  • #24
                    Re: دوست

                    Originally posted by Pagal1 View Post

                    kia aap itna hosla rakhtay ho agar dost aap ka aap ki khamiyan biyan karay tu aap se bardasht hosakay... :lol wese meri mano tu aap eik secretary rakhain jo aap kay saath ghoomta phiray aur aap ko aap ki khamiyan biyan karta rahey.... :lol
                    sigpic

                    Comment

                    • #25

                      sonhari khayalat kartay .... :lol
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: دوست

                        Originally posted by azeem-ahmed View Post
                        kia aap itna hosla rakhtay ho agar dost aap ka aap ki khamiyan biyan karay tu aap se bardasht hosakay... :lol wese meri mano tu aap eik secretary rakhain jo aap kay saath ghoomta phiray aur aap ko aap ki khamiyan biyan karta rahey.... :lol
                        تمھیں میں کیا بتاوں؟؟
                        یہ فرد پرائمری کلاس کے دنوں سے دوست ہے
                        اور اس کی یہی خوبی مجھے اس کا گرویدہ کئے ہوئے ہے کہ وہ دوسروں سے میری برائیاں کرنے کے بجائے مجھ سے میری خامیاں بیان کرتا ہے الحمدُللہ
                        :star1:

                        Comment

                        • #27
                          Re: دوست

                          Originally posted by Pagal1 View Post

                          تمھیں میں کیا بتاوں؟؟
                          یہ فرد پرائمری کلاس کے دنوں سے دوست ہے
                          اور اس کی یہی خوبی مجھے اس کا گرویدہ کئے ہوئے ہے کہ وہ دوسروں سے میری برائیاں کرنے کے بجائے مجھ سے میری خامیاں بیان کرتا ہے الحمدُللہ
                          aap apni bivi ki tu baat nahi kar rahe ho? :lol
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: دوست

                            Originally posted by azeem-ahmed View Post
                            aap apni bivi ki tu baat nahi kar rahe ho? :lol
                            کسی نے درست کہا ہےکہ عظیم نام رکھ دینے سے کوئی عظیم نہیں ہوجاتا
                            :star1:

                            Comment

                            • #29
                              Re: دوست

                              Originally posted by Pagal1 View Post

                              کسی نے درست کہا ہےکہ عظیم نام رکھ دینے سے کوئی عظیم نہیں ہوجاتا
                              aap nay sahi kaha.....azeem ki zaat tu sirf Allah ki hai... mein tu eik naa cheez banda hoon... meri kia majjal kay mein khud ko azeem kahlwa sakon.... aap aisay mulk mein bethay hain bus aap merrayliye dua kiya karein... aur meinay ramzan mein umra karnay ka irada kiya hai aur aap bhi dua karein mein umra karsakon....
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: دوست

                                Originally posted by Pagal1 View Post
                                کاش اردو رسم الخظ والے تھریڈ کے جواب میں اردو رسم الخط ہی تحریر کیا جاتا تو

                                میں بھی سنہری خیالات سے با آسانی آگاہ ہوجاتا ۔

                                خیر پابندی تو نہیں ہے کسی پر لیکن ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔کہنے میں کیا حرج ہے ۔

                                Mere khyal se aapke liye roman urdu perhna aur samajna ziada mushkil nahi. Choti choti baaton ko apni majbori na banaein. Her koi apni sahoolat k mutabik rasm ul khat ka intkhab krta he chahay wo koi b ho. Jahan aap per koi pabandi nahi k aap unicode main likhein ya angreezi main wahan doosron ko b paband na karein. Its about choice. Try to respect it.
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X