Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کیا سیکھتے ہیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: کیا سیکھتے ہیں

    Originally posted by *Rida* View Post






    kehtay hain naa halaat chaltay hoye pahiye ki tarah hotay hain.... jab aap oper ki janib hoon tu neechay ki janib mojoud loagoon ko nahin bholain..... isi tarah woh bhi aap ko is ki ulat situation mein nahin bholain gay...:thmbup:
    main nay aisa dekha hai waisay ...... jin kay mizaj aasman per pohanch gaye thay lakin makafat e amal jaisay kainati qanoon kay aagay bay bus ho gaye....
    me is ki aik example batatai houn aik class fellow ki ...normal halat they ghar k baki larkiyaan bhi help kar diti the us ki ..hamnay bhi kai baar pic n drop kia usay ..inter k bad usay achi job mill gai foran hi ..achi salary n ghar k paas bhi the..jubk baki larkeoo nay abhi sucha hi na tha job ka kay job karni hai ya studies ya kuch or..bus ................vohi say wo badal gai ...peechay sub bhool gai larkeoo ko k kon kia hai us k leye . saray links khutem kar deye......job ki ..kamaya ....phir 2 saal pehlay shadi hovi shadi say phelay job choor di the ...shadi hovi husband ki itni kamai hi nahi the k ghar bhi rent pay lay sakian ..parents k ghar reh rahi hai or bhabhi kay taanay sun rahi hai : ) ..job usay koi dhung ki mill nahi rahi the ..education itni the nahi kkoi highfy job millye ..pehlay to luck say mill gai the ..phir khak chaan k usay aik temporary job milli hai ..time bhi zaida dena parta hai or salary bhi low..n ghareloo life bhi distrubed.........tub isay friends bhi yaad aian lekan ub koi friend isay ghas nahi dalti ......yeh is k apnay amaal ka nateeja hai .....!
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #32
      Re: کیا سیکھتے ہیں

      Originally posted by Aanchal View Post
      me is ki aik example batatai houn aik class fellow ki ...normal halat they ghar k baki larkiyaan bhi help kar diti the us ki ..hamnay bhi kai baar pic n drop kia usay ..inter k bad usay achi job mill gai foran hi ..achi salary n ghar k paas bhi the..jubk baki larkeoo nay abhi sucha hi na tha job ka kay job karni hai ya studies ya kuch or..bus ................vohi say wo badal gai ...peechay sub bhool gai larkeoo ko k kon kia hai us k leye . saray links khutem kar deye......job ki ..kamaya ....phir 2 saal pehlay shadi hovi shadi say phelay job choor di the ...shadi hovi husband ki itni kamai hi nahi the k ghar bhi rent pay lay sakian ..parents k ghar reh rahi hai or bhabhi kay taanay sun rahi hai : ) ..job usay koi dhung ki mill nahi rahi the ..education itni the nahi kkoi highfy job millye ..pehlay to luck say mill gai the ..phir khak chaan k usay aik temporary job milli hai ..time bhi zaida dena parta hai or salary bhi low..n ghareloo life bhi distrubed.........tub isay friends bhi yaad aian lekan ub koi friend isay ghas nahi dalti ......yeh is k apnay amaal ka nateeja hai .....!
      very true very true....
      insaan ko her sorat mein insaan jaisa hi behave karna chahiye yeh kia keh oqat hi bhol gaye...
      aur jo me ki tarf ki example hai woh perhi likhi muhtarma hain....shadi zara khushhaal jaga ho gai tu unhoon nay dosroon ko kuch zyada hi haqeer samajh lia apni nazar mein ....buht bura behave karnay lageen ...na maikay say bana kar rakhi na susral say... kai loag hotay hain jin kay samnay un kay aaamaal dair say aatay hain.... lakin un kay mamlay mein buht taizi say qudrat ka qanoon lago howa...... divorce ho gai aur ab bachoon ko apnay waldain kay ghar per reh kar paal rahi hain...apni salery aur dosroon ki support say kaam chal raha hai....
      Last edited by *Rida*; 27 May 2012, 15:34.
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      Working...
      X