Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Konsi Kitaab parrh rhe hein???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

    Originally posted by saraah View Post


    ماہنور اور پاشا کا رول کس نے پلے کیا تھا؟
    اچھا ایک بات تو بتاو تم کہیں اے آر خاتون کی بہن تو نہیں یو آر خاتون؟؟؟
    pehle tum btaao a r khatun kon he???

    mahnoor:sunita marshall pasha:fahad mustafa
    Last edited by u_r; 29 April 2012, 22:30.


    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

      Originally posted by thefire1 View Post
      Walaikum Assalaam

      Sultan Salahuddin Ayoobi (Rehmat ALLAH Aleh)
      Written by Rasheed Akhtar Nadwi

      Jaisa kay title say waaza hay kay yeh kitan Hazart Salahuddin Ayoobi ki seerat-e-hayat per mabni hay, app RH ki ibtidayii zindagi, aap ki fatoohaat aur aap ki ilmi zindagi per likhi gayi yeh kitaab qaabil-e-tehseen hay, kitaab abhi tak mukammal nahin hoyee, almost aadhi complete kar chuka hoon.
      good.............mein kum prhti huhn lekin Islamic History aur Biographies on prominent muslims appeal kerti hein......

      thanks for providing details:rose

      Originally posted by crystal_thinking View Post
      Good to great ...

      it's about world's leading companies .... but i think writer ko pehlay "How the mighty fall" likhi chahye the pher "Good to Great" hmmmm...
      thnks for the reply..............ghalban tumahre career se mutaliq kuch info de gi ya wese hi intkhaab kiya iss book ka??

      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
      Walikum Salam...!!

      Yaqeen nahi aa raha k tum jaisee larki nay....itna acha (good) topic choose kia hai:khi:...anyhow its a nice topic...!!

      Iss computer k daur main bhi...mujhay kitabain parhany say kafi dilchaspi hai...(khas ker Islamic (history say muta'aliq)..!!

      Aaj kal masroofiyat k bawajood aik kitaab zair-e-mutaliya hai...!!

      Name of Book: Mazhabi Dastanain aur unn ki Haqeeqat
      Author name: Habib-ur-Rehman Kandhlvi
      Volumes of book: 04

      Iss book main musanif nay kuch aisee jhooti riwayaat say parda uthaya hai...jo humaray mazhab main kafi mashoor aur maroof hain..per haqeeqat main wo intehaee zeef aur manghrat hain...(note: ye baat musanif nay 'Asmaa-ur-Rijaal' k ilm jo k Ahadees-e-Nawi (s.a.w) ya mazhabi riwayat k parakhany ka tareeqa hai.. ki madad say sabit ki hain)...!! Iss kitaab k 04 volume hain...Jinn hazraat ku Islamic history say dilchaspee hai....aur wo unn ki haqeeqat janna pasand kertay hoon...unn ki lye yaqeenan ye aik dilchasp kitaab sabit ho gee..!!

      May be internte pay available hoo...search k baad ager nazar say guzree tu send ker doon ga...Jo parhan chahye..!!


      ............Beauty lies in the eyes of the beholder.....isstrah mein kahuhn gi ke aap khud ache nhi hein to threads kese ache laggein ge aap ko:lol

      boht boht shukriya details dene ka..aur haahn link is welcomed!!!!

      mein ne parrhi book Sword of Allah Khalid Bin Waleed RA written by a Pakistani general A I Akram(in English)......kaafi arrsa pehle likhi gai he...


      overall...............mjhe yeh kitaab bht hi achi laggi lekin kuch cheezhen maslan aik doh jgha per shairi jo likhi gaye he us mein mere khyaal se lafzuhn ka intkhaab acha nhi he...( ya shaed text mein he, shari mein nhi...kafi arrsa huwa book nhi prhi).............
      Last edited by u_r; 29 April 2012, 22:46.


      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

        Originally posted by u_r View Post
        pehle tum btaao a r khatun kon he???

        mahnoor:sunita marshall pasha:fahad mustafa
        کیا تم نے میرا پہلا جواب غور سے نہیں پڑھا ؟
        دونوں کا نام سن کر مزہ ہی خراب ہوگیا ہے جو ناول پڑھ کے آیا تھا
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #34
          Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

          hmm Ismat Chugtaye ka Novel Tehri Lakeer parha hai aik do din pehlay .. aur aaj aik novel Silsilay'war parha hai ..
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment


          • #35
            Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

            Gujjar ka karnama Written by Mr.Sailkotey
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment


            • #36
              Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

              Originally posted by Tanha Hassan View Post
              Gujjar ka karnama Written by Mr.Sailkotey
              Abid Gujjar ka kaarnama thi wo book
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                Originally posted by u_r View Post

                ............Beauty lies in the eyes of the beholder.....isstrah mein kahuhn gi ke aap khud ache nhi hein to threads kese ache laggein ge aap ko:lol

                boht boht shukriya details dene ka..aur haahn link is welcomed!!!!

                mein ne parrhi book Sword of Allah Khalid Bin Waleed RA written by a Pakistani general A I Akram(in English)......kaafi arrsa pehle likhi gai he...


                overall...............mjhe yeh kitaab bht hi achi laggi lekin kuch cheezhen maslan aik doh jgha per shairi jo likhi gaye he us mein mere khyaal se lafzuhn ka intkhaab acha nhi he...( ya shaed text mein he, shari mein nhi...kafi arrsa huwa book nhi prhi).............
                Agree with u....!!

                You are welcome.....link search ker k bhejoon doon ga...per jab time milay ga!!

                Nice to know about..your intrest...!!

                Sword of Allah Khalid Bin Waleed RA....time mila tu zarorr parhoon ga...!!

                Hazrat Khalid bin Walid (r.z) say muta'aliq...mainy aik aur author ki book parhee ....written by Shiblee....lykin iss book main author nay ziada ter mashoor-o-maroof Mua'arikh 'Ibn-e-Jarreer Tibri' ku quote kia hai...lykin uss ki kuch riawayat sahi nahi...maslan Hazrat Umer (R.Z) ka khlifa bannay ka baad Hazrat Khalid Bin Walid (r,z) ku zaati Inaad ki bina per Fouj k general k rank say Ma'azool kernay say muta'aliq riwayaat mangharat hain...(Wallah Alam)



                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment


                • #38
                  Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                  me nay to omraha ki books hi parhi the :lol: abhi koi nahi
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #39
                    Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    me nay to omraha ki books hi parhi the :lol: abhi koi nahi
                    Umrah ki books mein bohat ziada extra likha hota he. Umrah se related Saudi Ulema ki books ziada authentic samji jati hein
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                      Agree with u....!!

                      You are welcome.....link search ker k bhejoon doon ga...per jab time milay ga!!

                      Nice to know about..your intrest...!!

                      Sword of Allah Khalid Bin Waleed RA....time mila tu zarorr parhoon ga...!!

                      Hazrat Khalid bin Walid (r.z) say muta'aliq...mainy aik aur author ki book parhee ....written by Shiblee....lykin iss book main author nay ziada ter mashoor-o-maroof Mua'arikh 'Ibn-e-Jarreer Tibri' ku quote kia hai...lykin uss ki kuch riawayat sahi nahi...maslan Hazrat Umer (R.Z) ka khlifa bannay ka baad Hazrat Khalid Bin Walid (r,z) ku zaati Inaad ki bina per Fouj k general k rank say Ma'azool kernay say muta'aliq riwayaat mangharat hain...(Wallah Alam)

                      iss book mein bhi aisi hi batuhn ka zkr kiya gya he....jiss se mood khraab ho jaata he....We hold both in high respect they should not have been pitted against each other.

                      take your time with the link.......jabh/agger mile to sher ker djyge..abh jabke aapko ilm ho gya he ke mein ne itna sohna thread lgaya huwa he:lol


                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                        Keep Me Alive by Natasha Cooper

                        is novel k start mein aik line hy jiski wajhy sy meny isko chose kra...

                        "it's good food and not fine words that keeps me alive"

                        first time is writer ko read kar re jald he tellon ge k kaisa hy...
                        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                        Comment


                        • #42
                          Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                          Aaj kal Koi b book Zer e Mutalia nhi
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                            Originally posted by WASI ANJUM View Post
                            Aaj kal Koi b book Zer e Mutalia nhi
                            q??????
                            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                            Comment


                            • #44
                              Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                              Originally posted by WASI ANJUM View Post
                              Aaj kal Koi b book Zer e Mutalia nhi
                              jabh hui to itlah yhaan zroor dejijye ga...review ke saath:dance5:


                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Konsi Kitaab parrh rhe hein???

                                Originally posted by u_r View Post
                                iss book mein bhi aisi hi batuhn ka zkr kiya gya he....jiss se mood khraab ho jaata he....We hold both in high respect they should not have been pitted against each other.

                                take your time with the link.......jabh/agger mile to sher ker djyge..abh jabke aapko ilm ho gya he ke mein ne itna sohna thread lgaya huwa he:lol

                                Absolutely agree with u....!!


                                Mujhay khushi hai....k aaj bhi aap jaisay loog mujud hain....jo novels, technology, chatting, sms waghaira k ilawa 'Islamic history' say shaghaf rakhtay hain...warna humaree naujawan nasal ku tu ye bhi nahi maloom k humaray Khulaf-e-Rashdeen k kia naam hain t:donno:..??? ...:thmbup:

                                Jee zarorr...iss kitaab (Mazhabi Dastanain aur unn ki haqeeqat) ki pdf tu majood hai...wo shayed yaha download na ho ...(due heavy file)..main kushish karon ga k uss kla text mil jaye..tu forwar kjar doon ga...InsSha Allah !!


                                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                                Comment

                                Working...
                                X