Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

چار بہترین اعمال

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • چار بہترین اعمال

    السلام علیکم

    Click image for larger version

Name:	4 amal.jpg
Views:	1
Size:	68.6 KB
ID:	2488117

  • #2
    Re: چار بہترین اعمال

    Very nice sharing





    Comment


    • #3
      Re: چار بہترین اعمال

      Sub se pehla point debatable he.
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: چار بہترین اعمال

        hatam tai kitni khoobsurat baat ki hai ... wese hatam tai hazrat Muhammad saw se pehlay guzray hain yaa baad mein?
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: چار بہترین اعمال

          last point or second last point... hmmm ... it's a thought provoking
          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

          Comment


          • #6
            Re: چار بہترین اعمال

            Haatim Tai ka taaluq qabeela al-Tai say tha aur aap ka intiqaal Nabi-e-karim SAW kay nabaoowat kay aiylaan say pehlay hi hogaya tha, woh zaat kay Christian thay... albatta unki baiti SAFANA BINT TAII nay ISLAM qubool kar kay apnay bhai ADI BIN HAATIM ko ISLAM ka pegham dia aur aap SAW say milnay ka kaha, ADI BIN HAATIM nay aap SAW kay IKHLAAQ say mutaasir hokar ISLAM qubool kia aur SHAB-e-RASOOL SAW main shumaar huway..... yeh riwaayat bohat mashoor hay kay jab jab Hazrat Adi bin Haatim Al-Tai Nabi-e-Karim SAW kay saamnay aatay aap SAW kay chehray per muskuraahat bikhar jaati!

            Originally posted by azeem-ahmed View Post
            hatam tai kitni khoobsurat baat ki hai ... wese hatam tai hazrat Muhammad saw se pehlay guzray hain yaa baad mein?
            Last edited by thefire1; 28 April 2012, 14:13.
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: چار بہترین اعمال

              JAZAK ALLAH KHAIR, kaafi purhikmat baat hay, sochnay per majboor!

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              السلام علیکم

              [ATTACH=CONFIG]101891[/ATTACH]
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: چار بہترین اعمال

                Aik baat mein yahan pe kehna chahoon ga ke ub loog kisi bhi famous personality ke saath baatein joor ker aagay phela dete hein. Jese aaj kul Hazrat Ali (RA) ke naam ko bhi use kia jata he. Pyaaray buchoon ki pyaari baatein aaj kul saari ki saari Hazrat Ali (RA) ke naam se joor ker forward ker di jati hein. Loogon ne assume ker lia he ke is baat mein hikmat he to isay Hazrat Ali se relate ker ke forward ker di jaye.
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: چار بہترین اعمال

                  Bilkul sahi kaha aap nay, humain chahye kay kisi bhi baat ko karnay say pehlay yaa kisi kay saath mansoob karnay say pehlay usska achi tarah mutala'a karain aur phir aagay phelayain kiyonki agar aap nay ghalat baat mansoob kii tou iss say fitnay phelnay ka andessha hota hay aur aap per usski zimaydaari hogi....

                  issi liye buzurg humesha kehtay hain kay "pehlay touloo, phir bolo" toulnay ka matlab literally toulna nahin balkay mutala'a karna, mushaida karna hay!!

                  Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                  Aik baat mein yahan pe kehna chahoon ga ke ub loog kisi bhi famous personality ke saath baatein joor ker aagay phela dete hein. Jese aaj kul Hazrat Ali (RA) ke naam ko bhi use kia jata he. Pyaaray buchoon ki pyaari baatein aaj kul saari ki saari Hazrat Ali (RA) ke naam se joor ker forward ker di jati hein. Loogon ne assume ker lia he ke is baat mein hikmat he to isay Hazrat Ali se relate ker ke forward ker di jaye.
                  sigpic

                  Comment

                  Working...
                  X