Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachat ki aadet.......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Bachat ki aadet.......

    Thank you for your worthy comments, off course that is been taken care, Jahan jaisay mumkin hay hum poori koshish kartay hain kisi ki madad kar dain, I really don't want to mention that, yeh amar tou meray aur meray Rab kay darmiyaan hay, ALLAH SWT nay jitna dia hay uss per uss ki makhlooq ka haq hay, rihstaydaroon ka haq hay aur jab bhi main aisi madad karta hoon tou MADAD samajh kar mnahin balkkay unka HAQ samajh kar karta hoon :)

    Nice to know about your habits, i saw in some of the posts earlier kay aap ko smoking ki aadat hay, is it true?!


    Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
    I guess jin loogon ke akhrajaat limited hotay hein ya jin per loogon ki dependency limited hoti he wo aik achi position mein hotay hein apne aap ko plan ker ke chal sakein. Jese Azeem ne bataya ke wo 70% tak saving ker leta he aur aap 30%. Though for me it is impossible ke mein aisa kuch bhi plan kar sakon ya plan kerne ke baad us plan ko implement ker sakon. Buri aadat to mujay bhi nahi he ke jahan paisay uraaon, na he koi ghalat shook palay hein. Han mein appreciate karon ga ke aap loog aik planning ke sath chal rahay ho, lekin in the meantime mein aap ko facilitate karon ga ke jahan aap apne shook ko itni taqviyat dete hein wahan chand aik deserving loogon ko apne saath le ker chalein unhein bhi support karein. Aakhir Allah ne aap ko aap ki zaroorat se ziada dia he to is ke peechay bhi koi reason ho gi :)
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Bachat ki aadet.......

      Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
      pehli baat aap ulat ker gaye.

      Khair, mera aik doost jo buchpan se mere sath perha aur baad mein Australia Phd kerne chala gaya aur phir wahi kamanay lag gaya. Pakistan aaya muj se milnay aaya to mein ne kaha k chalo aaj dinner bahir kerte hein. To mujay kehta he ke yaar tumhein to pata he ke mein shuru se he meyana ravi kerne wala banda hoon aur restaurant se khaein ge to achay khasay paisay lagein ge. Mere us doost ne Australia mein itna kamaya, wahan pe apna aik ghar bhi khareeda aur lakhon ki income per month lekin mein heeran tha ke us ka dil mutter ke danay se ziada nahi berh paya. School ke zamanay mein bhi wo aisa tha aur itna kamanay ke baad bhi waisa. Tha to mera doost kia kehta usay, banda poochay tum ne pehlay kabi paisay diye hein jo ub baat ker rahay ho :lol

      Khair mein bohat heeran aur preshan bhi ho jata hoon aisay loogon ko dekh ker, in ki sooch ko dekh ker ke yeh aakhir hein kia cheez :lol
      wakai hairaan kun baat hai.. aisay bahut se log hain jo bahut kamaytay hain lakin kharach karnay ki himmat nahi hoti... yeh bhi Allah ki shaan hai Allah itna day deta hai phir bhi vo log apnay per kharach nahi kar paa rahe hotay.... :lol
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Bachat ki aadet.......

        Originally posted by thefire1 View Post
        Thank you for your worthy comments, off course that is been taken care, Jahan jaisay mumkin hay hum poori koshish kartay hain kisi ki madad kar dain, I really don't want to mention that, yeh amar tou meray aur meray Rab kay darmiyaan hay, ALLAH SWT nay jitna dia hay uss per uss ki makhlooq ka haq hay, rihstaydaroon ka haq hay aur jab bhi main aisi madad karta hoon tou MADAD samajh kar mnahin balkkay unka HAQ samajh kar karta hoon :)

        Nice to know about your habits, i saw in some of the posts earlier kay aap ko smoking ki aadat hay, is it true?!
        That's good.

        Mujay smoking ki aadat nahi he. Infact mujay smoking ki aadat kabi nahi ho sakti. Mein ne kabi kabar dooston se cigarette paker ker kush to lagaye hein lekin aaj tak aik pura cigarette nahi pi saka. Mere paas beth ke koi smoking ker raha ho to mujay koi masla nahi hota albata mein smoke nahi kerta
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Bachat ki aadet.......

          Originally posted by azeem-ahmed View Post
          wakai hairaan kun baat hai.. aisay bahut se log hain jo bahut kamaytay hain lakin kharach karnay ki himmat nahi hoti... yeh bhi Allah ki shaan hai Allah itna day deta hai phir bhi vo log apnay per kharach nahi kar paa rahe hotay.... :lol
          :lol banda ziada door na he jaye khud ko he dekh le ke 70% bachat kerne walay loog bhi is dunia mein moojood hein :kr:
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Bachat ki aadet.......

            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
            :lol banda ziada door na he jaye khud ko he dekh le ke 70% bachat kerne walay loog bhi is dunia mein moojood hein :kr:
            meri 30% salary ki bachat mein aap motorcycle khareed saktay ho... :lol
            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: Bachat ki aadet.......

              Originally posted by azeem-ahmed View Post
              meri 30% salary ki bachat mein aap motorcycle khareed saktay ho... :lol
              Yaar tumhari salary se mein kahan khareed sakta hoon :lol Yaar kooshish ker ke mujay bhi apni jesi job dilwa do, mujay her month 300 Ltr. petrol ki ashad zaroorat hoti he :lol
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Bachat ki aadet.......

                Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                Yaar tumhari salary se mein kahan khareed sakta hoon :lol Yaar kooshish ker ke mujay bhi apni jesi job dilwa do, mujay her month 300 Ltr. petrol ki ashad zaroorat hoti he :lol
                :lol
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: Bachat ki aadet.......

                  Originally posted by azeem-ahmed View Post
                  :lol
                  Yaar kuch ker warna mein bohat jelous ho jaoon ga tum se :lol
                  :thmbup:

                  Comment

                  Working...
                  X