Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mehngai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mehngai

    Aslam-o-Alaikum doosto,

    Hamari koom jahan bayak waqt bohat saaray bohraanu ka shikaar he wahan mehngai ka jin bhi bootle se bahir nikal ker dhandanata phir raha he. Petrol ka rate 5 rupay berhay ga aur aashiya ke rate mein 10 rupay izafa ker dia jata he. Price control system implement nahi kia jata aur koi consumer court bhi aisay mein fa'aal nazar nahi aati. All the efforts to check the inflation are merely symbolical.

    Aisay mein mujay aap se do char sawal kerne hein jin mein basically yeh ke being consumer hamaray kia rights hein, kia hum inflation ko kum kerne k liye koi kirdaar adaa ker saktay hein?

    Mehngai se aap kis hud tak affected hein, kia aap ki purchasing power mein kami aai ya afraat-e-zar ne is inflation ko neutralize ker dia he?

    Last and not the least, kia aap ub bhi People party (zardar/gillani's regime) ko vote dein ge? Ager nahi to jo loog dein ge aisay loogon ke baray mein aap kay views kia hein?
    :thmbup:

  • #2
    Re: Mehngai

    changga thrad laya i...veli ho ke tasfeel de naal jwaaab deyaahn gi.........

    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Mehngai

      alaa
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Mehngai

        yeh eik report hai jo aap ko share kar raha hoon aur apnay comments abhi mein baad mein doon ga... :lol

        Click image for larger version

Name:	35.jpg
Views:	2
Size:	79.0 KB
ID:	2423044

        Last edited by azeem-ahmed; 6 April 2012, 15:18.
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Mehngai

          hamaray hukumraan ko bhi dekh lain... issay pehchana?

          Click image for larger version

Name:	536320_363607467010877_138116036226689_1019731_410176178_n.jpg
Views:	1
Size:	52.3 KB
ID:	2423045
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Mehngai

            @ Azeem

            Yeh fact Angelina Julie se he chupay huay thay baki to puri dunia ko pata he Pakistan ki elite class kitni luxury enjoy kerti he. Khair ub asal mudday pe aap ke comments ka wait rahay ga
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Mehngai

              Originally posted by azeem-ahmed View Post
              hamaray hukumraan ko bhi dekh lain... issay pehchana?

              [ATTACH]101549[/ATTACH]
              Aslam Raisani. Balochistan's chief minister. Is ki kabi takreerein sunein ya media interaction dekhein to aap ko pata chalay ga ke yeh her waqt nashay mein Tun hota he
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Mehngai

                Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                Aslam-o-Alaikum doosto,

                Hamari koom jahan bayak waqt bohat saaray bohraanu ka shikaar he wahan mehngai ka jin bhi bootle se bahir nikal ker dhandanata phir raha he. Petrol ka rate 5 rupay berhay ga aur aashiya ke rate mein 10 rupay izafa ker dia jata he. Price control system implement nahi kia jata aur koi consumer court bhi aisay mein fa'aal nazar nahi aati. All the efforts to check the inflation are merely symbolical.

                Aisay mein mujay aap se do char sawal kerne hein jin mein basically yeh ke being consumer hamaray kia rights hein, kia hum inflation ko kum kerne k liye koi kirdaar adaa ker saktay hein?

                Mehngai se aap kis hud tak affected hein, kia aap ki purchasing power mein kami aai ya afraat-e-zar ne is inflation ko neutralize ker dia he?

                Last and not the least, kia aap ub bhi People party (zardar/gillani's regime) ko vote dein ge? Ager nahi to jo loog dein ge aisay loogon ke baray mein aap kay views kia hein?
                sub se pehlay mein apnay baray mein bataon muje 300 litre kay pay mein cash miltay hain yeh 300 litre meri petrol ceiling hai.. jab patrol barhta hai mein khush hota hoon.. :lol kyun iss martaba 6 rupay petrol barha aur meri Rs.3600/= increase hogaye.. khushi ki baat hai na... :lol

                dosri baat aap nay poochi kay mehgai se kis had tak affected hain.. dost such poocho tu mein nahi hua hoon balkay meri purchasing power mein ezafa hua hai.. :lol

                vote kis ko dena hai agar zardari ko shaheed kiya gaya tu mein ppp ko doon ga aur agar ppp walon ka koi shadeed na hua tu mein Imran khan ko doon ga.. :lol
                sigpic

                Comment

                • #9

                  Aap ko itna petrol kyoon milta he janab aap part time company k liye taxi chalatay hein kia :lol

                  Mere bhai ager ho sakay to mujay b kisi aisi jagah mein fit kerwa do jahan sirf 150 lt. petrol he mujay maheenay ka mil jaye, mein guzara ker lon ga :lol

                  Achi baat he, mehngai ke is daur mein koi aik banda to khush hay :kr:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Mehngai

                    Aur haan zardari shaheed nahi ho ga, bulke wo loogon ki bug'dur mein mara jaye ga :kr:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Mehngai

                      Originally posted by azeem-ahmed View Post
                      hamaray hukumraan ko bhi dekh lain... issay pehchana?

                      [ATTACH]101549[/ATTACH]
                      o tuhaaadi khaair.............sadey satiya naas :lol

                      Innu v labh gaey
                      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                      Comment

                      • #12
                        Re: Mehngai

                        PPPP K tamam Advaar mein Mehngaai ka Jin bottel sey bahir he raha hai.....Jitna Merit ka bura hal PPPP govt mein hota hai utna kisi aur Govt k dour mein nahi hua kabi..............OGDCL mein intrview daney gaia tha mein tu waha asey log be tahey jin k pass PM sahib ka personl signature shuda Letter tha bas hum ko tu janey key he takleef uthna apari theee :lol

                        Khair yeh bat be apni jaga haqeeqat hai k PPPP ka vote bank buht mazboot hai jo Log PPPP lover hain wo buht he katar hain wo vote kisi aur ko daney ka tasuwar be nahi kartey..........aur ab key bar haalat shayed kuch change hun lekin kuch areas asey hain jaha ab key bar be PPPP win karey gaey
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment

                        • #13
                          Re: Mehngai

                          Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

                          Hamari koom jahan bayak waqt bohat saaray bohraanu ka shikaar he wahan mehngai ka jin bhi bootle se bahir nikal ker dhandanata phir raha he. Petrol ka rate 5 rupay berhay ga aur aashiya ke rate mein 10 rupay izafa ker dia jata he. Price control system implement nahi kia jata aur koi consumer court bhi aisay mein fa'aal nazar nahi aati. All the efforts to check the inflation are merely symbolical.

                          Aisay mein mujay aap se do char sawal kerne hein jin mein basically yeh ke being consumer hamaray kia rights hein, kia hum inflation ko kum kerne k liye koi kirdaar adaa ker saktay hein?

                          Aamir Bahi yaha sirf ek zardari nahi hai hamrey ander be ek ek zardari chupa hua hai........petrol barhey ga tu Fruit mehnga ker dia jaey ga reason pocho tu jawab ata hai jeeee petrol mehnga ho gaia hai........ek ek fruit shop per 5,5 rate hain jo behas ker laey us k laey aur,jo car sey utrey us k laey aur,jo chup ker k saman laey jaey us k laey aur.......Price control ka nizam tu tab aeye jab hamrey ander koi shaaoor ho.....hum sab ka haal yeh hai k "jotey marney waley barha do line mein time buht lagta hai".....
                          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                          Comment

                          • #14
                            Re: Mehngai

                            :kr:

                            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                            Comment

                            • #15
                              Re: Mehngai

                              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                              Aur haan zardari shaheed nahi ho ga, bulke wo loogon ki bug'dur mein mara jaye ga :kr:
                              dost muje nahi lagta zardari bug'daur mein mara jai balkay yeh poori qaum ko bagudur mein marwa day ga.. mein iss martaba imran khan ko vote doon ga issliye ab thori change ho aur muje pata hai yeh imran khan government chalanay mein nakaam hee hoga lakin phir bhi azmanay mein haraj nahi ziyada se ziyada imran kiya karey ga petrol 200 ruppay ka kar day ga aur kiya karsakta hai.... :lol
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X