Aslam-o-Alaikum doosto,
Hamari koom jahan bayak waqt bohat saaray bohraanu ka shikaar he wahan mehngai ka jin bhi bootle se bahir nikal ker dhandanata phir raha he. Petrol ka rate 5 rupay berhay ga aur aashiya ke rate mein 10 rupay izafa ker dia jata he. Price control system implement nahi kia jata aur koi consumer court bhi aisay mein fa'aal nazar nahi aati. All the efforts to check the inflation are merely symbolical.
Aisay mein mujay aap se do char sawal kerne hein jin mein basically yeh ke being consumer hamaray kia rights hein, kia hum inflation ko kum kerne k liye koi kirdaar adaa ker saktay hein?
Mehngai se aap kis hud tak affected hein, kia aap ki purchasing power mein kami aai ya afraat-e-zar ne is inflation ko neutralize ker dia he?
Last and not the least, kia aap ub bhi People party (zardar/gillani's regime) ko vote dein ge? Ager nahi to jo loog dein ge aisay loogon ke baray mein aap kay views kia hein?

Comment