Re: My diary unlocked
dunya mein esi koi qom nahi milti js ne dusri kisi zaban mein taraqi ki ho....Sb se pahle Greeks they jinho ney apni zabaan mein taraqi ki. Us k bad Arabs ne 8th century mein taraqi ki. Unki taraqi kuch yun hui k jab unho ney dunya k Ilm Ko apni zabaan mein Tarjuma keeya...Us k bad Hum ney Dekha k her kitab latin mein translate ki gaii aur isterah Itlay ne taraqi ki aur phir Europe mein Her country ne Apni zabaano mein dunya k her Ilm ko TArjuma krna shru ker dieya aur taraqi ki manzlein tay kien......Ajj humara mukamal nisaab Engineering,Medical,Business English Language mein Hai. Ajj k Neurologists kehte hain k Bacha jab peda hota hai tu jo zaban us k sath boli jaati hai ager Bunyaadi taleem use Usi zaban mein nahi mili tu us ki takhleeqiat khatm hojati hai ......Hum log Universities mein parhte hain, positions bhi lete hain, mager us k bawajood bhi na tu hun achey Engineer ban paate hain na Ache doctor.......
Humari taleem sirf haafze ka imtihaan hota jo sab se bara Crammer( Rattai) hoga utni posotion uski achi hogi....Osho kehta hai k Gold mEdal jo student haasil kerta hai Meri Nazr mein wo Maha Bewqoof hai... Einstein Matric mein Fail hua tha q k cramming us k bas ki baat nahi thie... Ajj hamey chahye k saari kutab Apni zaban Mein tarjuma karein Aur us k saath saath Cramming system ko bhi khatm ker k Takhleeq ko tarjee dien

Comment