Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate 4...shouhr bewafa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: debate 4...shouhr bewafa

    Originally posted by Aanchal View Post
    :lol: is main married unmarried wali kia baat hovi :lol: jo cheez logoo kay samnay hoti hai wohi batai jati hai na : )
    sub shouhroo ko nahi magar buhat say hain aisay ..or wajoohat bhi hoti hain ...koi lady apna ghar kharab nahi karna chahathi ...magar mardoo ki waja say ho jatay hian kharab ..or mard aurtoo pay daltay hian ...

    chalian aap bhi apna point of view bataian ..baki jis ka jo point of view ho ga wo bata daian gay : )
    Aap ne shayad mere comments ko sahi se nahi parha........logon ke saamne cheezen hone or logon ka un cheezen per experience hona 2 alag alag baaten hein..........
    Aor dosri baat ye hai ke jis per jo halaat guzarte hein sirf wohi shakhs us situation ko sahi define kar sakta hai, baqi log sirf daikh kar sun kar apni raaye dete hein............jis ko mai kisi bhi toor authentic ya sahi nahi samajhta

    Aur rahi baat ke ladies(as a wife) ka sahi hona to mai is baat sey 101% dis-agree karta hun.............

    Comment

    • #47
      Re: debate 4...shouhr bewafa

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum
      beweoo ko aksar apnay husband say shekayat rehti hai kay wo shadi kay bad badal jatay hain ..un ki care nahi kartay ..maa/behan ki side zaida leytay hain ..rishtoo ki parwa nahi hoti unhay or idher udher zaida chakar chalatay rehtay hian ..or aksar nobat Talaq tuk pounch jati hai ...or aksar ki ho bhi jati hai ..phir nai biwi naya shouhar or phir say vohi maslaye :lol:

      to debate yeh hai is baat main kis hud tuk sachai hai kay waqai mard aisa kartay hian ? relation qayam rakhnay main nainsaafi kar jatay hian ?
      وعلیکم السلام
      ہاں روائیتی مرد بالکل ایسے ہوتے ہیں اور پاکستانی معاشرے میں اکثرئیت روائتی مردوں کی ہے گھریلو ھوالے سے سمجھدار مرد میں نے بہت کم دیکھے ہیں پر دیکھے ضرور ہیں ۔۔۔بہت ہی کم ایسے ہیں جو بیوی اولاد ماں بہن بھائی میں توازن قائم کرتے ہیں
      جہاں تک شک کی بات ہے میرا خیال ہے کہ اس میں زیادہ قصور عورت کا ہوتا ہے
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #48
        Re: debate 4...shouhr bewafa

        Originally posted by saraah View Post

        sister please in rawaiti husbands ki defination tu karna....
        sigpic

        Comment

        • #49
          Re: debate 4...shouhr bewafa

          Walaikum Assalaam

          Aik baar phir aap ka shurkiya aik achi behas ka aghaaz karnay kay liye!

          Relation qaim rakhnay main dono fareeq ka bohat baRa haath hota hay, magar aik achay relationship ko maintain karnay main sab say madgaar aik MARD hosakta hay, kiyonki chahay aurat kitna hi compromise kar lay agar mard ki jaanib say positive response nahin hay tou ma'amlaat bighaR jaatay hain....!

          Ek ghar main har kisi ko uss ki HAQ ki adaeygi karnay main MARD ko humesha paish paish rehna zaroori hay, aik saas aur bahu ki laRai main mard iss baat say moon nahin mouR sakta kay yeh aurtoo kay ma'amlaat hay aurtain nimtayain, main thaka huwa aaya hoon aur main yeh sab kuch nahin sunn sakta aur daily issi tarah ki complain rishtoo main tanayoo paida kar daiti hay jo risjtay tootnay ka bayis bhi banti hay.... Isi liye mard ka chayeh kay dono ki baat itminaan say sunnay aur hatmi baat ka faisla karay.. naa kay MAA kay huqooq ki adayegi main BIWI per ya BEHAN kay huqooq ki adayegi main BIWI yaa BEHAN aur MAA per ZULM karay!!!!

          Rahee baat bewafayii ki tou iss main bhi aapas main baat ki jayay aur har qisam kay SHAK-O-SHUBBAY ko door kia jayay taakay aik mutwaazin zindagi basar ki jaa sakay.... Meri waaldi kehti thiii kay "Mard chahayay bahar jitnay bhi mooo marta rahay aakhir main ussay ghar ki taraf ki loutna hota hay" baaqi insaan kay apnay aamaal ka badla daini waali zaat ALLAH SWT ki hay hum insaanon ki nahin, SABR say kaam lainay say bohat say masaayil hal hojaatay hain!!

          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

          Fi Amaan ALLAH

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum
          beweoo ko aksar apnay husband say shekayat rehti hai kay wo shadi kay bad badal jatay hain ..un ki care nahi kartay ..maa/behan ki side zaida leytay hain ..rishtoo ki parwa nahi hoti unhay or idher udher zaida chakar chalatay rehtay hian ..or aksar nobat Talaq tuk pounch jati hai ...or aksar ki ho bhi jati hai ..phir nai biwi naya shouhar or phir say vohi maslaye :lol:

          to debate yeh hai is baat main kis hud tuk sachai hai kay waqai mard aisa kartay hian ? relation qayam rakhnay main nainsaafi kar jatay hian ?
          sigpic

          Comment

          • #50
            Re: debate 4...shouhr bewafa

            Originally posted by azeem-ahmed View Post
            sister please in rawaiti husbands ki defination tu karna....
            چندرا گواہنڈھ نا ہووے تے لائی لگ نا ہووے گھر والا
            وہ جو لائی لگ ہوتے ہیں :lol
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #51
              Re: debate 4...shouhr bewafa

              Originally posted by saraah View Post

              چندرا گواہنڈھ نا ہووے تے لائی لگ نا ہووے گھر والا
              وہ جو لائی لگ ہوتے ہیں :lol
              sister pashto mujhe nahi aati.... urdu mein samjain yaa sindhi mein......:khi:
              sigpic

              Comment

              • #52
                Re: debate 4...shouhr bewafa

                یہ پشتو نہیں پنجابی ہے ۔۔۔۔۔۔ویسے لائی لگ اس بندے کو کہتے ہیں جو جسکی سنے اسکی طرف ہوجائے اپنی عقل کو استعمال نا کرے جیسے بیوی کی سنے تو اسکا طرفدار ہوجائے ماں کی سنے تو اسکا طرفدار ہوجائے
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #53
                  Re: debate 4...shouhr bewafa

                  Originally posted by saraah View Post
                  یہ پشتو نہیں پنجابی ہے ۔۔۔۔۔۔ویسے لائی لگ اس بندے کو کہتے ہیں جو جسکی سنے اسکی طرف ہوجائے اپنی عقل کو استعمال نا کرے جیسے بیوی کی سنے تو اسکا طرفدار ہوجائے ماں کی سنے تو اسکا طرفدار ہوجائے
                  iss ka matlab hai rawaiti husband baray chawal husband hotay hain...... :garmi: mein tu such pochho tu phir ghair rawaiti husband banon ga......... :think:
                  sigpic

                  Comment

                  • #54
                    Re: debate 4...shouhr bewafa

                    واعلیکم السلام

                    آج کل کے ڈرامے دیکھ کر تو لگتا ہے کہ عورتوں نے بیوفائی میں پہلی پوزیشن حاصل کر لی ہے ہا ہا ہا
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #55
                      Re: debate 4...shouhr bewafa

                      Originally posted by Masood View Post
                      واعلیکم السلام

                      آج کل کے ڈرامے دیکھ کر تو لگتا ہے کہ عورتوں نے بیوفائی میں پہلی پوزیشن حاصل کر لی ہے ہا ہا ہا
                      ab aisa bhi nahin hai [-( Same Time par Mard ka bhi Yahi Roop Dekhaya ja raha hai wo kyun nahin dekhtey tum ?
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment

                      • #56
                        Re: debate 4...shouhr bewafa

                        Originally posted by Masood View Post
                        واعلیکم السلام

                        آج کل کے ڈرامے دیکھ کر تو لگتا ہے کہ عورتوں نے بیوفائی میں پہلی پوزیشن حاصل کر لی ہے ہا ہا ہا
                        kon say dramye main :p

                        Qissa 4 darveesh dekha ? humsafar, maat main hero ka dost lolz, or kuch peyaar ka pagal pan main bhi hero badal gaya
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #57
                          Re: debate 4...shouhr bewafa

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          Walaikum Assalaam

                          Aik baar phir aap ka shurkiya aik achi behas ka aghaaz karnay kay liye!

                          Relation qaim rakhnay main dono fareeq ka bohat baRa haath hota hay, magar aik achay relationship ko maintain karnay main sab say madgaar aik MARD hosakta hay, kiyonki chahay aurat kitna hi compromise kar lay agar mard ki jaanib say positive response nahin hay tou ma'amlaat bighaR jaatay hain....!

                          Ek ghar main har kisi ko uss ki HAQ ki adaeygi karnay main MARD ko humesha paish paish rehna zaroori hay, aik saas aur bahu ki laRai main mard iss baat say moon nahin mouR sakta kay yeh aurtoo kay ma'amlaat hay aurtain nimtayain, main thaka huwa aaya hoon aur main yeh sab kuch nahin sunn sakta aur daily issi tarah ki complain rishtoo main tanayoo paida kar daiti hay jo risjtay tootnay ka bayis bhi banti hay.... Isi liye mard ka chayeh kay dono ki baat itminaan say sunnay aur hatmi baat ka faisla karay.. naa kay MAA kay huqooq ki adayegi main BIWI per ya BEHAN kay huqooq ki adayegi main BIWI yaa BEHAN aur MAA per ZULM karay!!!!

                          Rahee baat bewafayii ki tou iss main bhi aapas main baat ki jayay aur har qisam kay SHAK-O-SHUBBAY ko door kia jayay taakay aik mutwaazin zindagi basar ki jaa sakay.... Meri waaldi kehti thiii kay "Mard chahayay bahar jitnay bhi mooo marta rahay aakhir main ussay ghar ki taraf ki loutna hota hay" baaqi insaan kay apnay aamaal ka badla daini waali zaat ALLAH SWT ki hay hum insaanon ki nahin, SABR say kaam lainay say bohat say masaayil hal hojaatay hain!!

                          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                          Fi Amaan ALLAH
                          acha jawab hai aap ka : )
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #58
                            Re: debate 4...shouhr bewafa

                            :)
                            sigpic

                            Comment

                            • #59
                              Re: debate 4...shouhr bewafa

                              Originally posted by azeem-ahmed View Post
                              iss ka matlab hai rawaiti husband baray chawal husband hotay hain...... :garmi: mein tu such pochho tu phir ghair rawaiti husband banon ga......... :think:
                              ٹھیک ہے شادی کے ایک سال بعد اپنی بیگم سے ہمارا رابطہ کروانا
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              • #60
                                Re: debate 4...shouhr bewafa

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                acha jawab hai aap ka : )
                                Originally posted by thefire1 View Post
                                :)
                                آپ اردو لکھنے کے کتنے پیسے لیں گے :lol
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X