Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate 4...shouhr bewafa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: debate 4...shouhr bewafa

    Originally posted by Aanchal View Post
    yeh me ka topic nahi hai me ki shadi nahi hovi abhi :p
    me un shadi shuda ladies kay baray main keh rahihoun jo shouhroo kay zulm ka shikaar hain :manicure:
    kia ajeeb tuk hai aisay banday kay sath zindagi guzaroo jo aap ka hai hi nahi

    Is per tumhein aik kissa sunata hoon zara ghor se suno.

    Aik gaoon mein aik Marasi ko kisi tareekay se zameen mil jati he. Wo apne beton ko bulata he aur kehta he k Allah ne hamein apni zameen de he di ub is per kerna kia he. Us ka aik beta kehta he k Abba ji aisa kerte hein saari zameen per hul chalwatay hein aur gannay (sugarcan) ki bijai kerte hein. Doosra beta kehta he k hum itni mehnat karein ge to hamein milay ga kia, jub ganay ki fasal teyaar ho gi to ho na ho karmu k betay jo choor hein wo to raat ko ganay toor toor ker khaein ge aur is tarah hamari fasal barbaad ho jaye gi. Teesra kehta he k is se pehlay fasal lagaein karmo k betoon se 2, 2 haath kare aaein. Wo karmu k ghar jatay hein aur us ke betoon ko khoob phainti lagatay hein aur kehtay hein k aur tooro hamaray gannay tum loogon ka yahi ilaaj he.

    Ummid he kahani ki samaj tumhein aa gai ho gi :manicure:
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: debate 4...shouhr bewafa

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post

      nahi ai
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #33
        Re: debate 4...shouhr bewafa

        Originally posted by Aanchal View Post
        nahi ai

        Dekho zaroori nahi marasi ki tarah tum bhi her baat ko pehlay se assume ker lo. Tum kuch nataij halaat-o-waqeyaat ho janay k baad akhz kia karo.
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: debate 4...shouhr bewafa

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Dekho zaroori nahi marasi ki tarah tum bhi her baat ko pehlay se assume ker lo. Tum kuch nataij halaat-o-waqeyaat ho janay k baad akhz kia karo.
          main baat majority ki kar rahi houn har banda is main shamil nahi hota ..or me kaha pehlay say har kisi ko aik hi kunvey main dhakeel rahi houn ..
          humsafar drama dekha ? hero kio bdal gaya ? biwi kitni achi the ..us say baat clear karnay ki kushish ki lekan mana nahi ...to aisay shouhroo ka kia karna chaye ?
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #35
            Re: debate 4...shouhr bewafa

            Originally posted by Aanchal View Post
            main baat majority ki kar rahi houn har banda is main shamil nahi hota ..or me kaha pehlay say har kisi ko aik hi kunvey main dhakeel rahi houn ..
            humsafar drama dekha ? hero kio bdal gaya ? biwi kitni achi the ..us say baat clear karnay ki kushish ki lekan mana nahi ...to aisay shouhroo ka kia karna chaye ?

            Ub khud andaza laga lo HERO badal gaya aur phir yeh sub DRAMA kehlaya :P
            :thmbup:

            Comment

            • #36

              Aise Shohar ko Chulay main jhonk dena chahiye ;d
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment

              • #37
                Re: debate 4...shouhr bewafa

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Ub khud andaza laga lo HERO badal gaya aur phir yeh sub DRAMA kehlaya :P
                main real main bhi aisi milti julti story janti houn ..dramye logo ko dekh kay hi banaye jatay hain ..aik family main bahu pasand nahi the saas nandoo ko ..to souhar say door karnay key leye uz pay ghalat ilzaam laga dia ..kay baby jo us ki honi wali the us ki nahi hai ..or wo maa ki baat maan gaya ...yeh hoti hai mardoo ki aqal ..
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #38
                  Re: debate 4...shouhr bewafa

                  Originally posted by La'hasil View Post
                  Aise Shohar ko Chulay main jhonk dena chahiye ;d

                  Tum to aik haath aagay nikli. Dramay ki Movie bana daali :P
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: debate 4...shouhr bewafa

                    Originally posted by La'hasil View Post
                    Aise Shohar ko Chulay main jhonk dena chahiye ;d
                    shuru main itna peyaar or aik baat jo jhoot the us pay search karnay ki zarorat hi mehsoos nahi ki us nay ..: )

                    daal dena chaye Tanoor main :rew:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #40
                      Re: debate 4...shouhr bewafa

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Tum to aik haath aagay nikli. Dramay ki Movie bana daali :P
                      LoL Movie ho ya drama hai tu same hi :p yani FAKE :d
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment

                      • #41
                        Re: debate 4...shouhr bewafa

                        Originally posted by La'hasil View Post
                        LoL Movie ho ya drama hai tu same hi :p yani FAKE :d

                        Haan tum ne bilkul sahi kaha Fake Amna :P
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #42
                          Re: debate 4...shouhr bewafa

                          sawal hee bias hai..... mera matlab hai aap nay sawal hee mein biviyun ki himayat karti nazar aa rahi ho..... shuhar majazi khuda hota hai.... bivi ko shohar kay baahir kay komon mein mudakhlat nahi karna chahiye....bivi ghar mein shohar ki property ki hiffazat karti rahe bus..... baahir kia karta phirta hai vo behtar janta hota hai...... bivi tu chahti hai kay shohar bus yes man ho saara din bivi ki jhag jhag sunta rahe.... shohar baahir kamo se thaka ata hai ghar mein sakoon kayliye ata hai aur bivi atay hee gila geebat karnay beth jai tu phir yakeenan shohar ko gussa aey ga.... ye hogaya vo hogaya yeh saara din eik shareef admi kitni sunta hai.... shaadi se pehlay tu girls becharay ko itni piyar bharri batein karti hain jese horein hoon asliyat tu tab khulti hai jab banda shaadi kar kay ata hai.... bhool jaati ho vo sub piyar ki batein phir uss ko burri lagnay lagti hain saas, nandein......
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: debate 4...shouhr bewafa

                            Originally posted by La'hasil View Post
                            Aise Shohar ko Chulay main jhonk dena chahiye ;d
                            majazi khuda ko chulay mein jhoonkna..... :hathorakitna zalmana attitude hai.....:ys:
                            sigpic

                            Comment

                            • #44
                              Re: debate 4...shouhr bewafa

                              Walaikum Assalaam

                              Topic buhat acha hai magar aap ne tamaam tarah k shoharon ko aik hi thread me merge kar diya hai..........

                              Is liye debate me kehne ko to buhat kuch hai magar yahan per sirf married log comments karen to zyada behtar hoga kyun ke woh aisi situations sey guzar chukay hote hein

                              or jin logon ko shadi ka experience nahi hota woh in situations ko bina samjhe jazbaat ke naatay buhat kuch keh jaate hein

                              Comment

                              • #45
                                Re: debate 4...shouhr bewafa

                                Originally posted by Mr.Khan View Post
                                Walaikum Assalaam

                                Topic buhat acha hai magar aap ne tamaam tarah k shoharon ko aik hi thread me merge kar diya hai..........

                                Is liye debate me kehne ko to buhat kuch hai magar yahan per sirf married log comments karen to zyada behtar hoga kyun ke woh aisi situations sey guzar chukay hote hein

                                or jin logon ko shadi ka experience nahi hota woh in situations ko bina samjhe jazbaat ke naatay buhat kuch keh jaate hein
                                :lol: is main married unmarried wali kia baat hovi :lol: jo cheez logoo kay samnay hoti hai wohi batai jati hai na : )
                                sub shouhroo ko nahi magar buhat say hain aisay ..or wajoohat bhi hoti hain ...koi lady apna ghar kharab nahi karna chahathi ...magar mardoo ki waja say ho jatay hian kharab ..or mard aurtoo pay daltay hian ...

                                chalian aap bhi apna point of view bataian ..baki jis ka jo point of view ho ga wo bata daian gay : )
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X