Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

    Assalamalikum
    hamari Next debate shuru ho chuki hai ...or topic hai achay rishtay kio nahi miltay ?

    aaj kal larkay kay parents houn ya larki kay sub achay rishtoo kay leye parishan rehtay hian ....to kia reasons hain is kay ? achay rishtay kio nahi miltay ? ya miltay lekan logo ko achoo ki pehchan nahi ? ya logoo ki demands zaida barh gai hain ? ya aisay larkay hi nahi jo jaheez kay bagheer shadi karaian ..agar aisay hian to phir kio larkiyaan jaheez na honay ki waja say kanwari bethi rehti hain ? ...aisay dheer saray sawal hain jo aaj ki society ka bara masla ban gay hian ...

    aap log apni raye daian ....open debate : d
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

    phir aa ke rtumein jwaab deti huhn.....is waqt mein jaa rhi huhn!!!!!!

    sigpic

    Comment

    • #3

      Bohat broader topic he, kafi saaray pehlu hein jin per discuss kia ja sakta he. mein apni raye kuch youn doon ga:

      Sub se pehlay to baat yeh ke Achay rishtay ka criteria different loogon ki nazar mein different he. Various elements like sharm-o-heya, pakeezgi, naiki and parallel ethical points, khoobsoorati, business, doolat, zameen jaidaad ko achay rishtay se mansoob kia jata he. Different loogon k nazdeek is achay rishtay ki description different he. Lehaza achay rishtay ki tashreeh he sub se mushkil kaam he.

      Baki baat aa jati he search pe yani Rishta dhoondne mein. Different people have different approaches. Mere khyaal mein acha larka dhoondna ya achi larki dhoondna itna mushkil nahi jitna bana dia gaya he. Most of the time parents remain idle aur wo kuch ziada baag door nahi kerte apne resources ko utilize nahi kerte aur at the end of the day wo accuse kerte hein k acha rishta he nahi mil raha. Aur jub koi acha rishta milta he to loog presume ker lete hein ke larkay ki maan aisi lagti he baap aisa lagta he or so on. Is per bhi mein yeh kahoon ga k ager aap larki k liye larka dhoond rahe hein to aap ziada focus larkay per karein aur us se baat karein k wo kis zehniyat ka malik he na ke aap larkay ko choor ker sirf us ke ghar walon ko focus karein. Isi tarah larki dhoondtay waqt ager aap ko larki pasand aa gai he to us ke ghar walay bohat ziada matter nahi kerte. Aap ko larki ki aadat-o-atwaar shakl-o-soorat se pasand ker lete hein to that should be enough. Jitni ziada peechedgiyoon mein jaein ge utna ziada uljein ge.

      Aakhir mein itna he kahoon ga ke aap kesa he rishta chahtay hoon ager aap thooray se paisay kharch ker ke 2, 3 rishtay kerwanay walon ko yeh task de dein to wo aap ke paas her 2, 3 din mein kuch options le ker hazir ho jaein ge. Baat he walidain ki management ki. Ager wo thooray se paisay bacha ke beth jaein ge to phir yeh baat waqee sahi ho jaye gi k achay rishtay nahi miltay, bulke rishtay he nahi miltay :p
      :thmbup:

      Comment

      • #4

        Originally posted by u_r View Post
        phir aa ke rtumein jwaab deti huhn.....is waqt mein jaa rhi huhn!!!!!!
        ok theek :thmbup:
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post

          ok ..yani aap pesa kharach kar kay rishta karanay waleoo kay hathoo future ko mehfooz samjhtay hoo ..

          • #6

            sirf 2 members aye hain baki loog kaha hoo :p

            • #7

              Originally posted by Aanchal View Post

              باقی اپنے لیے بہتر رشتہ لبھنے گئے ہوئے ہیں 372-haha
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                یار یہ کام بالکل مشکل نہیں اس لیے میں کیا جواب دوں :rew:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                  Originally posted by Masood View Post

                  باقی اپنے لیے بہتر رشتہ لبھنے گئے ہوئے ہیں 372-haha
                  aap ne bhi to topic per koi jwaab nhi diya....to kiyaa aap apne liye behter rishta dhoond ker aai hehn:think:

                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                    aakhir kitni baar dhoondain ge yeh :hairdrayer:
                    Last edited by saraah; 28 November 2011, 19:58.
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Aakhir mein itna he kahoon ga ke aap kesa he rishta chahtay hoon ager aap thooray se paisay kharch ker ke 2, 3 rishtay kerwanay walon ko yeh task de dein to wo aap ke paas her 2, 3 din mein kuch options le ker hazir ho jaein ge. Baat he walidain ki management ki. Ager wo thooray se paisay bacha ke beth jaein ge to phir yeh baat waqee sahi ho jaye gi k achay rishtay nahi miltay, bulke rishtay he nahi miltay :p
                      :kr:
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment

                      • #12
                        Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        ok ..yani aap pesa kharach kar kay rishta karanay waleoo kay hathoo future ko mehfooz samjhtay hoo ..

                        Chalo tum rishta kerwanay walon ko rishta dhondney per laga do aur baad mein unhein paisay na dena, mujay to koi aitraz nahi is per :donno:

                        Baat aap ke mindset ki he k aap ki approach kitni positive he aur kitni negative he. Ager rishta apne khandan gali mohalay mein nahi milta, to kia aap kisi chowk pe banner lagao gay?
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                          Originally posted by crystal_thinking View Post

                          :kr:
                          :shyy:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            :shyy:
                            tmki tu shyness b fake hy
                            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                            Comment

                            • #15
                              Re: debate 2..."achay Rishtay kio nahi miltay?"

                              Originally posted by crystal_thinking View Post

                              tmki tu shyness b fake hy
                              Mujay jaldi se Bangladesh vs Pakistan live match ka koi link baijo. TV pe kahin bhi match nahi dikhaya ja raha
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X