Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya Smoking Fashion hay ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kya Smoking Fashion hay ?

    Assalam-o-ALikum WR WB

    Aya janab aya ... baray baray teer markha Mard hay PG main .... wasy Larkiya bhi khi say kum nahi hay ... per Mashalah Hamaray Nujawan Maard bhi pechay nahi hat tay hy ....

    Well ! aik baat per aap say roshni dalwani hay :).... roshni aunty ki baat nahi kar rha hu ....:fuming:.... Roshni ya hay kay ... aaj kal her 2sra ya 3sra shaks hi smoker hay .... to kya ya smoking ....

    1- Fashion ban gai hy ..:cc:

    2. Zaroorat ban gai hy ...:cc:

    3- ya impress karny ky liya pi jaati hy ..:cc:

    4- Ya shokh ky liya hy ...:cc:

    aur saath saath Gals bhi roshni dal sakti hy ... kuo ky mostly gals bhi smoking karnay lagi hy ab to ...

    FeaamnAllah
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

  • #2
    Re: Kya Smoking Fashion hay ?

    main ny kabi ghoor nahi kia es per............
    kiun Main ny aij tak aik soooooooooooooota b nahi lagaya....

    Comment

    • #3
      Re: Kya Smoking Fashion hay ?

      START AS A FASHION... AUR BAAD MAI HABIT......

      CHIPKOOOOOOOOOOOO

      Comment

      • #4
        Re: Kya Smoking Fashion hay ?

        Mera zaati khiyaal hai keh mahol ka insani zindagi per bohat gehra asar hota hai. Agar aik family mein badey cigrette'naushi kartey hain to woh bachon mein bhi aa jati hai. (Not always - but mostly).

        Bachey jab badon ko cigerittes peetey dekhtey hain to un per bhi uski khawahish pedah hoti hai. Mujhey yaad hai keh main ney apni zindagi ka pehla cigrette (half) 7-8 saal ki umer mein piya tha. Yeh janeney key liye keh merey walid sahib kya peetey hain, ya doosrey buzurg kya peetey hain. Us key baad main ney aisi toba ki keh aaj tak cigrette ko haath to bohat door ki baat agar koi bandah kisi cigeritte peeney waley key paas sey ho ker aaey, chahey khud na bhi piya ho to mujhey uskey libas sey boo aana shuru ho jati hai. Main bilkul bardasht nahin kar sakta.

        Wapis aatey hain. To badon ko dekh ker aik trend ban jata hai keh yeh kaam ham bhi kar key dekhein gey. Phir 99% iskey aadi ho jatey hain. Cigerittes ki lanaat sey phir nikalna mushkil ho jata hai - no na'mumkin nahin. Merey walid sahib bohat ziyada peetey they magar jab doctor ney unhein manaa kar diya to unhon ney chhorr bhi diyey.

        Jab cigeritte'naushi ki aadat ho to uska "mazzah" leney key bohat sey mukhtalif tareeqey hotey hain, mind you keh yen zehan ko maouf karney waley hotey hain aur jab zehan maouf hona shuru ho jaey to andaz badal jatey hain.

        Kuchh nau'jawan siraf is liye peetey hain keh doosrey unkey ham'umer peetey hain, kuchh siraf shokh banney key liye bhi peetey hain. Aur yeh trend aaj kal larkiyon mein paya jata hai. Mujhey hairat hoti hai dekh ker keh musalamno mein Turkish aur Arabic to har doosri aurat peeti hai :tauba
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Kya Smoking Fashion hay ?

          1- Fashion ban gai hy ..

          3- impress karny ky liya pi jaati hy ..

          4- shokh ky liya hy ...
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment

          • #6
            Re: Kya Smoking Fashion hay ?

            Originally posted by ~Khalil~
            main ny kabi ghoor nahi kia es per............
            kiun Main ny aij tak aik soooooooooooooota b nahi lagaya....
            Asslam-o_Alikum WR WB

            u aik kaam karo ! karachi aajow .. me soooooootaaaa lag wa deyta hu ... Bhari hui pilow ga :lol

            FeaamnAllah :lpop:
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

            Comment

            • #7
              Re: Kya Smoking Fashion hay ?

              Originally posted by Withoutsoul

              START AS A FASHION... AUR BAAD MAI HABIT......

              Asslam-o-ALikum WR WB

              Point hay bawa !

              FeaamnAllah:lpop:
              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

              Comment

              • #8
                Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                Originally posted by Masood
                Mera zaati khiyaal hai keh mahol ka insani zindagi per bohat gehra asar hota hai. Agar aik family mein badey cigrette'naushi kartey hain to woh bachon mein bhi aa jati hai. (Not always - but mostly).

                Bachey jab badon ko cigerittes peetey dekhtey hain to un per bhi uski khawahish pedah hoti hai. Mujhey yaad hai keh main ney apni zindagi ka pehla cigrette (half) 7-8 saal ki umer mein piya tha. Yeh janeney key liye keh merey walid sahib kya peetey hain, ya doosrey buzurg kya peetey hain. Us key baad main ney aisi toba ki keh aaj tak cigrette ko haath to bohat door ki baat agar koi bandah kisi cigeritte peeney waley key paas sey ho ker aaey, chahey khud na bhi piya ho to mujhey uskey libas sey boo aana shuru ho jati hai. Main bilkul bardasht nahin kar sakta.

                Wapis aatey hain. To badon ko dekh ker aik trend ban jata hai keh yeh kaam ham bhi kar key dekhein gey. Phir 99% iskey aadi ho jatey hain. Cigerittes ki lanaat sey phir nikalna mushkil ho jata hai - no na'mumkin nahin. Merey walid sahib bohat ziyada peetey they magar jab doctor ney unhein manaa kar diya to unhon ney chhorr bhi diyey.

                Jab cigeritte'naushi ki aadat ho to uska "mazzah" leney key bohat sey mukhtalif tareeqey hotey hain, mind you keh yen zehan ko maouf karney waley hotey hain aur jab zehan maouf hona shuru ho jaey to andaz badal jatey hain.

                Kuchh nau'jawan siraf is liye peetey hain keh doosrey unkey ham'umer peetey hain, kuchh siraf shokh banney key liye bhi peetey hain. Aur yeh trend aaj kal larkiyon mein paya jata hai. Mujhey hairat hoti hai dekh ker keh musalamno mein Turkish aur Arabic to har doosri aurat peeti hai :tauba
                Asslam-o-Alikum WR WB

                aaap ki masood aik aik baat sahi hay ... aur baat rahi ladies ki to arab to peti hi hy ... ab to Mashalah Pakisatni gals bhi line main lag gai hy ...

                FeaamnAllah
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                Comment

                • #9
                  Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                  Umm I don,t konw kiya ban giya hai..
                  kuch ppl isko fashion samajh ker kerty hain kuch impress kerny k liay kuch shkoya kerty hain phir ye adat ban jate hai ...
                  but kuch bhe hai ager ye fashion ha to aise fashion nahe kerny chahte jiis k itny zada nuqsan hon ya impress kerny k liay bhe kerty hain to apna he nuqsaan hain ..
                  nihayaat he bure adat ha ye.... :tauba Mera bass chaly to ase sab chezo per pabande laga don

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                    Originally posted by aik_lerki

                    Asslam-o-Alikum wrw b

                    isi liya to bus nahi cahltay hay hum ... kay pabndi lag jay gi lolzz

                    Bhot sahi aur achi baat khi hy u nay

                    FeaamnAllah
                    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                      hmm aik bar soota lagaaya tha .....uff hosh thikane aa gaye thay
                      Log impress karne ke lye peete hain :p
                      Allah

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                        Non Smokning---Kabhi kbhar ager dostoon kay saat wo bhi bhari hoi:khi: to chalti hain...:khi:
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                          Originally posted by Yaaram
                          hmm aik bar soota lagaaya tha .....uff hosh thikane aa gaye thay
                          Log impress karne ke lye peete hain :p
                          Ager dear sotha lagaya tha frist time to bhari hoi ka to na lagtay lol:tauba
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                            bhari hoi ka khud nahi na lagatey
                            Allah

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                              Originally posted by Yaaram
                              hmm aik bar soota lagaaya tha .....uff hosh thikane aa gaye thay
                              Log impress karne ke lye peete hain :p

                              Asslam-o-Alikum WR WB

                              Hosh to bhari hui ky saath hi atay hay .. thiknay per :D

                              FeaamnAllah :lpop:
                              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                              Comment

                              Working...
                              X