Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya Smoking Fashion hay ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kya Smoking Fashion hay ?

    Originally posted by shummu
    Kya aapne suna tha SPY ke filmon mein cigratte dikhaane pe paabandi lagayi jaa rahi thi magar uspe bhi bawaal macha tha..kyonki they say villanious look dene ke liye ciggratte peete hue dikhaate hain....waise have u seen movie CHOCOLATE.. us mein ANIL KAPOOR ko poore time dikhaate hain CIGAR ke saath...lekin kabhi peeta nahi hai sirf muunh se lagaaye rehta tha to us mein kisi ne poocha ke aap kabhi peete kyon nahi to he said soemthing like this ..its not good for health :na:

    :D
    Exactly this is the fashion,
    aur image ki ek chhap chhorney ke liye Cigar ya cigarette ko dikhaya jaata hai,

    Aap agar Britain ka Prime Minister Winston Churchil ko yaad karenge...Cigar wala Churchil milega, without it not.

    Filmon mein as script aur habit of the character ko sharab ya cigarette se dikhaya jata hai,

    Aap ne Dil Hai Ke Maanta Nahin film zaroor dekhin hongi, puri film mein Aamir Khan ko cigarette peete dikhata hai, jabke actual mein wo aisa nahin...ek situation aisa aata hai ke Puja Bhatt and Aamir fell in love, wo dono ek dusre ko qareeb se dekhtey hain...Aamir ke honton pe cigarette hota hai...dono ek dusrey ke aankhon mein dekhtey rahtey...that's the only scene...aur Aamir ke honton se cigarette kab kaise aur kahan girta hai...yehi baat dekhne ki chiz hoti hai...agar wo cigarette naa pita to shayad dekhne wale ko wo scene samajh mein nahi aata.
    Last edited by Spy009; 21 February 2006, 13:12.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #32
      Re: Kya Smoking Fashion hay ?

      Originally posted by Spy009
      Exactly this is the fashion,
      aur image ki ek chhap chhorney ke liye Cigar ya cigarette ko dikhaya jaata hai,

      Aap agar Britain ka Prime Minister Winston Churchil ko yaad karenge...Cigar wala Churchil milega, without it not.

      Filmon mein as script aur habit of the character ko sharab ya cigarette se dikhaya jata hai,

      Aap ne Dil Hai Ke Maanta Nahin film zaroor dekhin hongi, puri film mein Aamir Khan ko cigarette peete dikhata hai, jabke actual mein wo aisa nahin...ek situation aisa aata hai ke Puja Bhatt and Aamir fell in love, wo dono ek dusre ko qareeb se dekhtey hain...Aamir ke honton pe cigarette hota hai...dono ek dusrey ke aankhon mein dekhtey rahtey...that's the only scene...aur Aamir ke honton se cigarette kab kaise aur kahan girta hai...yehi baat dekhne ki chiz hoti hai...agar wo cigarette naa pita to shayad dekhne wale ko wo scene samajh mein nahi aata.

      Asslam-o-Alikum WR WB

      Rhaam kar bawa ..... :tauba kuo meri jawani ko haseen raang dekha rha hy :kr::kr:

      isi liya to me Cigrate nahi pita hu .... :kr: ky cigrate kahi rukawat na payda kary :lol:kr:

      Well said :)

      FeaamnAllah :lpop::lpop:
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


      Comment


      • #33
        Re: Kya Smoking Fashion hay ?

        Originally posted by ummid
        han albatta yeh baat paki hai ke smoke karne wale hume bade hi smart lagte hain....
        :lol
        "kuch logon(mostly ladkiyon)" ke in hi baton nain ladkon ka demgh kharab ker diya hai:lol :lol :lol :lol
        Zaid Hammid on Sawat War..
        A must Watch..

        Comment


        • #34
          Re: Kya Smoking Fashion hay ?

          Originally posted by aik_lerki
          nihayaat he bure adat ha ye.... :tauba Mera bass chaly to ase sab chezo per pabande laga don
          kash "her ladki" ke soch :cc: yahi ho:salam:
          Zaid Hammid on Sawat War..
          A must Watch..

          Comment


          • #35
            Re: Kya Smoking Fashion hay ?

            Originally posted by Bheegi-Palkain
            Asslam-o_Alikum WR WB

            u aik kaam karo ! karachi aajow .. me soooooootaaaa lag wa deyta hu ... Bhari hui pilow ga :lol

            FeaamnAllah :lpop:
            adress do ajata hun
            waisy b main ny aana hay ksi ko milny:a stick:

            Comment


            • #36
              Re: Kya Smoking Fashion hay ?

              ziyda ter lakdy "logon ko" imrpess kerny ke liye pety hain
              aur as chaker main woh "kafi logon" ko depress ker dety hain :lol :lol
              yeh baat sahi hai key shubat ka aser hota hai as muamily main..
              so smkoer logon sey dosti ho tu insan ko khud ko as sey bacha ker rehknin ke koshis kerni chahiy,, buri adat hai ya..
              cigrat noshi chod din..... wey sey jis tarh noshi ko chodna mushkil hai
              asi tarh smokers ke liey cigrat chodana bhi.. mushkil hai :lol :lol :lol
              Zaid Hammid on Sawat War..
              A must Watch..

              Comment


              • #37
                Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                Originally posted by Bheegi-Palkain
                Asslam-o_Alikum WR WB

                Aik kaam karo u .... ya to me ko bhi pata hay kay mostly Gals ko smoking guyes impress kartay hay ... per u ky liya simple aik idea hay me welcome karta hu u ko .... u me ky saath piyo .. per aik shart hay ... Bhari hui piyangay hum dono :khi:

                FeaamnAllah
                hume nahi peeni......
                aur woh bhi aap ke saath tu kabhi bhi nahi..

                Comment


                • #38
                  Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                  Originally posted by tauseeftariq
                  "kuch logon(mostly ladkiyon)" ke in hi baton nain ladkon ka demgh kharab ker diya hai:lol :lol :lol :lol
                  bus saara ilzam hum ladkiyon per dal kar aap log bari-u-zaman hona chahte hai......

                  Comment


                  • #39
                    Re: Kya Smoking Fashion hay ?

                    pehlay shoq hota ha
                    phir adat ban jati ha
                    jesay mere
                    :lol

                    Comment

                    Working...
                    X