Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

05 Political leaders

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: 05 Political leaders

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    wo kon?
    Boil Eggs :) = safaid bherrein

    Comment


    • #32
      Re: 05 Political leaders

      Originally posted by ahsaas View Post


      Boil Eggs :) = safaid bherrein
      Acha mere hotay huay tum dara na karo un bhairoon ke naam le lo jo safaid hein aur jo kali bhi hein :p
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: 05 Political leaders

        in sab baton se news bharri pari hein .. :p

        is liye bhi alfaaz kam per jaty hein k kin ko likhein kin ko na lkhein

        Comment


        • #34
          Re: 05 Political leaders

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Acha mere hotay huay tum dara na karo un bhairoon ke naam le lo jo safaid hein aur jo kali bhi hein :p
          hahaha ...ap se zyada kon dra skta hai ...wese hum politically hi baat ker rahy thy ..
          2nd sense wali baat dosre thread mein rah gai ..

          Americanz

          Comment


          • #35
            Re: 05 Political leaders

            Originally posted by ahsaas View Post


            hahaha ...ap se zyada kon dra skta hai ...wese hum politically hi baat ker rahy thy ..
            2nd sense wali baat dosre thread mein rah gai ..

            Americanz
            Aye lo gi mein to bilkul be'zarar sa insaan hoon mere ander to zehar b nahi he.

            Apart, mein safaid bheeron wali baat ko samaj gaya tha bus verify kerne ke liye kaha :p
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: 05 Political leaders

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              Aye lo gi mein to bilkul be'zarar sa insaan hoon mere ander to zehar b nahi he.

              Apart, mein safaid bheeron wali baat ko samaj gaya tha bus verify kerne ke liye kaha :p
              Ahaan ...infact apko verify kerna chahye tha ...hum ye chahty thy:)

              Comment


              • #37
                Re: 05 Political leaders

                Originally posted by ahsaas View Post


                Ahaan ...infact apko verify kerna chahye tha ...hum ye chahty thy:)
                Allah aap ko khush rakhay :)
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: 05 Political leaders

                  Ameen ..

                  Comment


                  • #39
                    Re: 05 Political leaders

                    Originally posted by ahsaas View Post
                    Ameen ..
                    :)
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: 05 Political leaders

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Corruption her kisi leader mein he, lekin jis leader mein corruption ka element kum he mein usay behtar samjon ga. 2 baar iktadaar mein aa ker is ne kafi distinctive kaam kiye hein aur is ne Pakistan ki izat ka soda nahi kia. Us ke 2 baar ke tenure jo ke taqreebun Dhai Dhai saal ke thay ager wo 5, 5 saal tak chaltay to shayad Pakistan ka aaj wo haal na hota jo aaj he. America ki aankh mein aankh daali aur shadeed dabao ke bawajood Pakistan ke difaah ko na'kabil-e-taskheer banaya aur Nuclear blasts kiye. Dhai saal ke tenure mein Motor way Pakistan ko de di. Electricity ki haalat, growth rate, law and order sub kuch to aaj se behtar tha. Aur jahan tak 5000 Rupay tax ki baat ki he aap ne to yeh aik authentic statement nahi he. Nawaz Shareef ne apne aik interview mein khud kaha ke mein jitna tax deta hoon Pakistan ko itna shayad he puray Pakistan mein koi tax deta ho (figure yaad nahi rahi mujay).

                      Foreign Policy is ki behtareen rahi. Malaysia, Singapore, China ke saath free trade ke agreement kerne ke baad, Puray Europe mein Pakistan k behtareen taluqaat kaim kiye. Businessman honay ke naatay is ne businessmen ko behtareen incentive diye. Leather aur Surgical ki exporter per Govt upto 30% tak ka rebate businessman ko grant kerti thi jo ke Pakistan ki history mein sub se ziada tha. Muslim Umma mein itehaad k liye jitna behtareen role Nawaz Shareef ne play kia itna shayad kisi ne nai kia. Nafaz-e-Shariyat committee, Itehaade-bainal Muslemeen committee, Nafaz-e-Shariyat committee ke keyaam k liye hameesha sargarm raha. China aur Hongkon ke saath economy ties, Muslim Bloc ki ti tashkeel aur us ki extension sub isi ke credit mein he.

                      Qarz Utaro mulk sanwaro aik acha sologan bhi tha aur us ke peechay aik achi sooch bhi thi, lekin maangnay wali koom ko itni hikmat ki baat kahan samaj mein aati he.
                      Sahi kaha, tabhi to main ne issy 4th rakhna munasib samjha, bari machlio ko pehly pakarna chahye, thank u
                      Allah

                      Comment


                      • #41
                        Re: 05 Political leaders

                        Originally posted by Mayan khan View Post
                        Well mr. jitni khoobia aur taareefain aap ney ki hain inn ki koi PML N ka worker hi karsakta hai......saarey pakistan ko pata hai Mian saab ki asliyat ka......logg unke adwar dekh chukey hain jahan inhone corruption ki saari hadain paar ki thi.....aur phir "qarz utaro mulk sanwaro" ka naara laga kar ghareeb logon ka khoon bhi choosa.......aaj yahi waja hai ke Mian saab siyasi tor par tanha nazar aatay hain......
                        aur konsi defaa ki baat kartay ho.......Kargil mein Col Sher khan jaisay jiyalo ney sar par kafan baand kar dushman ko peechey dhakaila laiken aap ke Hero muzakirat ke table par dhair hogaye......ye teek hai ke motor way banaya laiken iss bahanay arbon rupey bhi batorey....... aaj raiwand ka shehnsha arbon rupey ke assets honey ke bawajood sirf 5000 ka tax daita hai.......iss ke bhai Shahbaz ney 22 ministries par qabza kiya hua hai and the work of those ministries is kept pending as he has no supernatural powers to give time to 22 ministries at a time.......mazeed ye ke ye logg punjabi taliban ko support kartay rehtay hain........jab taliban ke assasey munjamid karney ka faisala hua to Shahbaz ney unhain phone kar ke aagah kiya.......dont forget his past ...Search about his assests outside pak.......What abt his corruptions in the previous govts????.We shud nt forget that
                        His criminal nature
                        His attitude with the mpas
                        His off camera attitude
                        etc........He is no less corrupt than others.........
                        Mujhy bhai yeh pehlye hi pata tha ke jo jis ki baat kary ga us ko us ka worker qarar dy dia jaye ga, Yaar worker aur voter main bara farak hota hay, Voter to apna vote agli dafa change bhi kar skta hay, lekan worker kisi aur scenario main aa jata hay.
                        Allah

                        Comment


                        • #42
                          Re: 05 Political leaders

                          Ab Next Five

                          6) Raja Riyaz
                          7) Naveed Qamar
                          8) Parvaiz Elahi
                          9) Ghulam Ahmad Balor ( is k galy se impress ho k railway bhi beth gayi hy )
                          10) Syed Mustafa Kamal (Yeh banda Pakistaniat ki baat shaz-o-nadir hi karta hy) Sindh tak mehdood rehny waly log.
                          Allah

                          Comment


                          • #43
                            Re: 05 Political leaders

                            Originally posted by Yaaram View Post
                            Ab Next Five

                            6) Raja Riyaz
                            7) Naveed Qamar
                            8) Parvaiz Elahi
                            9) Ghulam Ahmad Balor ( is k galy se impress ho k railway bhi beth gayi hy )
                            10) Syed Mustafa Kamal (Yeh banda Pakistaniat ki baat shaz-o-nadir hi karta hy) Sindh tak mehdood rehny waly log.
                            Tum ne 10th number pe jisay highlight kia mein ne us per tumhari reputation add ki. Is ka naam mein ne is liye add nahi kia ke bohat se arguments ho saktay thay. Lekin off the scene is ka attitude aur is ki sooch bohat polarized he.

                            Waise Naveed Qamar ko kyoon nominate kia, wo bechara bezarar sa banda he wo to jaagta bhi kabi kabi he :lol
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: 05 Political leaders

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              Tum ne 10th number pe jisay highlight kia mein ne us per tumhari reputation add ki. Is ka naam mein ne is liye add nahi kia ke bohat se arguments ho saktay thay. Lekin off the scene is ka attitude aur is ki sooch bohat polarized he.

                              Waise Naveed Qamar ko kyoon nominate kia, wo bechara bezarar sa banda he wo to jaagta bhi kabi kabi he :lol
                              Theek hay karachi Pakistan ka aik major part hay lekan is insan ne karachi k ilawa kabhi baat ki hi nahi hy, balkeh i hate those leaders jin k zuban se NASLI batein nikalti hain, Na jany kab yeh log Pakistan ka sochein gy.


                              Naveed qamar ko is lye mention kya k is k pass aik moqa aaya tha , electricity k hawaly se, lekan kuch khas initiatives nazar nahi aaye is ki taraf se.
                              Allah

                              Comment


                              • #45
                                Re: 05 Political leaders

                                Originally posted by Yaaram View Post


                                Theek hay karachi Pakistan ka aik major part hay lekan is insan ne karachi k ilawa kabhi baat ki hi nahi hy, balkeh i hate those leaders jin k zuban se NASLI batein nikalti hain, Na jany kab yeh log Pakistan ka sochein gy.


                                Naveed qamar ko is lye mention kya k is k pass aik moqa aaya tha , electricity k hawaly se, lekan kuch khas initiatives nazar nahi aaye is ki taraf se.
                                Agree to your point
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X