Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    copy billa : p
    Achi baat ko copy ker lene mein burai he kia he ;)
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      yehi to baat a jati hai kay kamyaabi har insaan ka muqaddar nahi to kia faida mehnat ka :lol:
      insaan chand tak na pohanch sakey lekin sitaron tak tau pohanch jata hai :P ............iss liye mehnat ka faida hota hai :P
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

        Originally posted by Z. View Post
        insaan chand tak na pohanch sakey lekin sitaron tak tau pohanch jata hai :P ............iss liye mehnat ka faida hota hai :P
        acha yaad a gaya me ko : p
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

          mein aamir aur ummid se partially disgagree karon gi.... me sirf Allah ki zaat mein believe karti hoon "myself" mein bhi nahi karrti........:rose
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

            Walaikum Assalam,

            Pehli seerhi Luck, Dosri Dua ... itne me kamyabi mil jati he agar milni hoti he

            Comment


            • #21
              Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

              wsalam

              Success k liye zaroori hai Phly apni manzil ka ta'un krna phir us manzil ko pane ka Mu'azam Irada krna Phir Us ko amli jama pehnana :p
              Dua beshak ibadat ka maghaz hai :P per Dua ko mangne k liye Mehnat krni parti hai Or mehnat to apna aap mar kr hoti hai:P

              Comment

              Working...
              X