Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

    Assalamalikum
    zindagi main har insaan kisi na kisi maqsad main kamyaab ho jata hai ..koi job main koi education koi shadi koi mission etc etc ...aap ko bhi kisi medaan main kabhi koi kamyaabi milli hai to aap nay success ki kis key ko follow kia ? : d
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

    Originally posted by Aanchal View Post

    Wa allaikum salaam

    Kaamyabi :)

    Aanchal kaamyabi ki khawahish aur mehnat shayid har koi karta ho ga, magar kaamyabi sirf ussey milti hai jissey Ooper wala nawazta hai. Har bandah kaamyabi key laiiq nahin hota isi tarha kaamyabi har insaan ka naseeb nahin hoti. Kisi ney kya khoob kaha tha keh agar kaamyabi mehnat ka sila hoti to duniya mein sab sey ziyada kaamyaab aamir oh sorry meri muraad hai keh ghadha hota.

    Kaamyaabi bhi Allah ki janib sey aik imtihaan hoti hai. Zindagi ka aik aik pal aik imtihaan hai keh Allah ki pehchaan kahan tak ho sakti hai.

    I have a perfect working life with success graph going up since 2001. I have never looked back to those days, jab main kuchh nahin tha. Aaj jab main apni kaamyabiyon key aik aik saal ka ehtisaab karta hoon to aik baat hi samajh mein aati hai: main is qaabil nahin tha jo muqaam Allah ney mujhey ata kiya hai.

    There is only ONE thing to follow: Believe in yourself. Believe in your qualities. And most important: Ask Allah for success!
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum
      zindagi main har insaan kisi na kisi maqsad main kamyaab ho jata hai ..koi job main koi education koi shadi koi mission etc etc ...aap ko bhi kisi medaan main kabhi koi kamyaabi milli hai to aap nay success ki kis key ko follow kia ? : d
      waalikum asslam
      well there is not a single key.....
      hamaray ek teacher kehtay thay devotion aur commitment hi wo cheezain hain jo apko kamyab krti hain...aur Iqbal..ishq ko kamyabi ki kunji kehtay hain....ishq...apnay maqsad se ishq...baqi Allah ka fazal,rehmat,raza.....yeh ek muslim k liye understood baat hai k in k bina ek pata b nae hil skta.
      Last edited by saraah; 27 September 2011, 14:11.
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

        Originally posted by saraah View Post
        waalikum asslam
        well there is not a single key.....
        hamaray ek teacher kehtay thay devotion aur commitment hi wo cheezain hain jo apko kamyab krti hain...aur Iqbal..ishq ko kamyabi ki kunji kehtay hain....ishq...apnay maqsad se ishq...baqi Allah ka fazal,rehmat,raza.....yeh ek muslim k liye understood baat hai k in k bina ek pata b nae hil skta.
        agreed:thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

          walikum Salam...

          Agreed wid saraah and lil bit agree wid admin....
          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

          Comment

          • #6
            Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

            W sallamm...

            kamyabii kay liey luck chaahiey.....
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

              و عليكم السلام

              well Aanchal... Uncle G n Saraah api ne "BUHUT" kuch keh diya...:P....me bhi bus sirf wohi baat kahoon gi jo shayid uncle G ne bhi kahi k Kamyaabi sirf mehnat se hi nai milti....naseeb bhi chahye....dats what ma teacher "Life" taught me...: d
              .......................!!!!!

              Comment

              • #8
                Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                kamyaabi hasil kerne ki seerhi kya he?????behna wohi jo use ker ke aap fold kerke rakh sakte ho:think:

                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                  madam g ye bhi tou zaroori nahi k jisy hum kamyabi samjein wo waqaee kamyabi ho

                  Comment

                  • #10
                    Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                    @ aanchal de

                    I believe in Allah and I believe in my self. thats all I do to achieve all kind of success : )

                    Comment

                    • #11
                      Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                      Meyri pehli seerhi : Du'a
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                        I will go for the option Ummid has opted. I believe in Allah and I believe in myself.
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          I will go for the option Ummid has opted. I believe in Allah and I believe in myself.
                          copy billa : p
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                            Originally posted by Masood View Post

                            Wa allaikum salaam

                            Kaamyabi :)

                            Aanchal kaamyabi ki khawahish aur mehnat shayid har koi karta ho ga, magar kaamyabi sirf ussey milti hai jissey Ooper wala nawazta hai. Har bandah kaamyabi key laiiq nahin hota isi tarha kaamyabi har insaan ka naseeb nahin hoti. Kisi ney kya khoob kaha tha keh agar kaamyabi mehnat ka sila hoti to duniya mein sab sey ziyada kaamyaab aamir oh sorry meri muraad hai keh ghadha hota.

                            Kaamyaabi bhi Allah ki janib sey aik imtihaan hoti hai. Zindagi ka aik aik pal aik imtihaan hai keh Allah ki pehchaan kahan tak ho sakti hai.

                            I have a perfect working life with success graph going up since 2001. I have never looked back to those days, jab main kuchh nahin tha. Aaj jab main apni kaamyabiyon key aik aik saal ka ehtisaab karta hoon to aik baat hi samajh mein aati hai: main is qaabil nahin tha jo muqaam Allah ney mujhey ata kiya hai.

                            There is only ONE thing to follow: Believe in yourself. Believe in your qualities. And most important: Ask Allah for success!
                            yehi to baat a jati hai kay kamyaabi har insaan ka muqaddar nahi to kia faida mehnat ka :lol:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: kamyaabi hasil karnay ki seerhi kia hai ?

                              Agreed with Masood sb, Ask ALLAH for success. Love and devotion to your tasks/missions and not a complete role of luck.
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X