Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sharing ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: sharing ..

    Originally posted by Aanchal View Post
    amir
    tum ne doctor ki baat nahi maani na tum phir yahan aa gai ho na
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: sharing ..

      Originally posted by Aanchal View Post
      han to jo topic hai us kay saray pehloo pay baat honi chaye na :p
      knowledge share karnay say zahir hai koi nu qsaan nahi hai ...lekan jo me nay batai hai situation yeh bhi aik kisem ki sharing hovi ...aap kia karoo gay is kisem wali sharing ya cheating main :p

      aik jaga main nay suna tha aik admi ka beyan tha ham 4,5 doost kisi topic pay search kartay hian ...pher sath beth kay discuss kartay hian ..har koi 3 ,3 baat zaror batata hai ..youn aik banday ko pehlay 3 cheezian pata hoti the lekan discuss kar kay ub aik banday kay paas 15,20 points jama ho jatay hain : d

      ab is situation main bhi aik masla hai kay koi aap say 3 points pouch lay lekan apnay na bataye : d
      ...... and she keeps going :lol

      nanni munni bachi - kehtey hain keh aik aik aur do giyarah hotey hain - i'd love to have such a conversation with my pals before exams - magar main us discussion ka jo haasil kalaam ho ga, ussey APNEY alfaaz mein pesh karoon ga, na keh doosron key. Shayid masla yeh hai keh ham jo parhtey hain ussey sar'sari taur per hi parhtey hain au haasil kuchh nahin kartey - haasil kiya jaey to apney alfaaz mein biyaan karna aasan hota hai...

      Constructive discussion and conflict is the best way to achieve knowledge.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: sharing ..

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        Yaar isay ub aaram kerna chahiye itna soochnay lag gai he. Mujay to dar he ke yeh kahin aabi bhai he na ban jaye
        ... aur mujhey afsos ho ga keh agar aabi ki jaggah kisi aur ney ley li :lol
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: sharing ..

          Originally posted by Masood View Post


          ... aur mujhey afsos ho ga keh agar aabi ki jaggah kisi aur ney ley li :lol
          Haan yaar aik aafat kafi he 2 ki bajaye
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: sharing ..

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Haan yaar aik aafat kafi he 2 ki bajaye
            tum ney aanchal ko aafat kaha? tumhari itni jurrat? woh parh ley gi
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: sharing ..

              Originally posted by Masood View Post


              tum ney aanchal ko aafat kaha? tumhari itni jurrat? woh parh ley gi
              yaar usay koon sa aafat ka terjma aata he
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: sharing ..

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                yaar usay koon sa aafat ka terjma aata he
                woh itni bhi bholi nahin - ander sey poori hai ... Aanchal liyey main ney aik shair farmaya tha, SUN BEY :lo

                toap hai ya goli hai tu
                kitni bholi hai tu :lol
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: sharing ..

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  han mazaye main houn :lol:
                  lekan ...kabhi kabhi zindagi main buhat si situations a jati hian jinhay hal karnay key leye achay say ideas honay chaye na zehan main : d
                  pehle se socha howa tu khair kabhi kaam nahi aata

                  Comment


                  • #24
                    Re: sharing ..

                    main nai likh rahi ub bus .......
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #25
                      Re: sharing ..

                      Originally posted by ummid View Post
                      pehle se socha howa tu khair kabhi kaam nahi aata
                      me tum say messanger pay baat kar loun gee : d
                      baki sub ko choroo mai nai baat kar rahi
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #26
                        Re: sharing ..

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        me tum say messanger pay baat kar loun gee : d
                        baki sub ko choroo mai nai baat kar rahi
                        LOlz... always welcome : )

                        Comment


                        • #27
                          Re: sharing ..

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          main nai likh rahi ub bus .......
                          Awww, chalo ub hum tum ko tang nahi kerte tum he hamein tang karo :kr:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: sharing ..

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            main nai likh rahi ub bus .......
                            Dekh Amir tum ney Aanchal ko naraz kar diya na - tsk tsk tsk buri baat ustaaniyon ka ehtraam kartey hain :p
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #29
                              Re: sharing ..

                              Originally posted by Masood View Post


                              Dekh Amir tum ney Aanchal ko naraz kar diya na - tsk tsk tsk buri baat ustaaniyon ka ehtraam kartey hain :p
                              hamari itni kismat kahan ke yeh ustaani naraaz rahay
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: sharing ..

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                Assalamalikum
                                ham yaha Ilm ki sharing pay baat karian gay.
                                aap nay kisi cheez ki knowledge li , koi degree li ya wesay hi aap ki koi achi skills hain ...aap wo logo say kitna share kartay hain apna ilm?
                                ya sharing say aap ki mehnat say hasil ki hovi knowledge iway muft main dosroo kay hath lug jati hai :lol:
                                ya sharing say aap ki apni knowledge barhti hai.
                                ya etc etc ......
                                main kion bataon tumhain :p

                                Comment

                                Working...
                                X