Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sharing ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sharing ..

    Assalamalikum
    ham yaha Ilm ki sharing pay baat karian gay.
    aap nay kisi cheez ki knowledge li , koi degree li ya wesay hi aap ki koi achi skills hain ...aap wo logo say kitna share kartay hain apna ilm?
    ya sharing say aap ki mehnat say hasil ki hovi knowledge iway muft main dosroo kay hath lug jati hai :lol:
    ya sharing say aap ki apni knowledge barhti hai.
    ya etc etc ......
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: sharing ..

    No one is perfect in this world so humay aik dosray say ilim , practicals , nazreat pay tabad-la bhi karna chyii aur kuch do kuch lo ka asol apna-na chyiii mere ray say aik total-illiterate person bhi kuch na kuch skill rakhta hay...thank you so much :rose
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment

    • #3
      Re: sharing ..

      Wa allaikum salaam Aanchal

      Knowledge sharing is one of the most important skill, that is required to work in Europe. Ham yahan per teams mein kaam kartey hain aur teams mein aik doosrey sey knowledge share karna az-had zaroori hota hai. Yahan per kisi ko chundaan yeh gumaan nahin hota keh hamarey knowledge share karney sey doosra ham sey aagey barh jaey ga ya hamari field mein aa jaey ga. Yahan per log aik doosrey ko seekhaney mein himma'waqt tayyar bhi rehtey hain. We MUST provide our knowledge in shape of documents, best-practices etc. to be uploaded a common place so other can benifit from it. Teamspirit key saath saath individual hona bhi bohat zaroori hai.

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum
      ham yaha Ilm ki sharing pay baat karian gay.
      aap nay kisi cheez ki knowledge li , koi degree li ya wesay hi aap ki koi achi skills hain ...aap wo logo say kitna share kartay hain apna ilm?
      ya sharing say aap ki mehnat say hasil ki hovi knowledge iway muft main dosroo kay hath lug jati hai :lol:
      ya sharing say aap ki apni knowledge barhti hai.
      ya etc etc ......
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4

        Wa Alaikum Aslam,

        Tumharay in sawaalon ka ahaata kerna itna he mushkil he jitna mere ilm ka

        Now serious, mujay masla nahi hota kuch bhi knowledge share kerne se aur mein apni life mein knowledge share kerta rehta hoon without any fear and as and when I feel necessary.
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: sharing ..

          Waalaikum Assalaam

          Abhi tou bohat kuch seekhna baaqi hay, jo hay woh share kardaitay hain, kuch uss say sabaq haasil kartay hain aur kuch "lecture" keh kar mazaq main uRa daitay hain...

          Sharing kar kay kabhi yeh mehsoos nahin kia kay uss ka sila kia milay ga bas itna SUKOON mil gaya kay amaanat main khayaanat nahin ki!

          Khush rahyeh

          Fi amaan ALLAH
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: sharing ..

            sharing to theek hai is kay kafi faiday hain ...
            lekan aik sawal yeh bhi ata hai kay ..jesay aik student hai 10 ghantay laga kay aik Question ready karta hai ....aik dosra student uski copy kar kay us Q ko aik ghantay main ready kar kay paper day ata hai .....to examiner aksar jub aik jesa Q dekhtay hian wo zaida marks nahi deytay or na hi yeh pata chalta hai kay kis nay kis ki copy ki hai :lol: ....to is situation main kia hona chaye ?...kuch loog aap ko use bhi karna shuru ho jatay hain or khud mehnat karna choor deytay hian : d tub ?
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7

              itni kaafi hain keh aur lagaoun?

              Issey knowledge sharing kehtey hain???????? Issey cheating kehtey hain.

              Aur agar baat students ki ho rahi hai to BHI is mein koi mazaiqa nahin keh do students aik saath beth ker aik Q per discussion karein aur apni apni soch sey aik doosrey ko mustafeed karein - magar jo soorat-e-haal tum ney biyaan kii hai woh kisi sey nahin KHUD SEY dhoka'dehi hai. Aisey log kabhi amlan zindagi mein kaamyaab nahin hotey - aik baar phir
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8

                you itna socha na karein Aanchal de.... maze se raha karein....

                Comment

                • #9

                  You talk too much
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: sharing ..

                    Originally posted by Masood View Post

                    han to jo topic hai us kay saray pehloo pay baat honi chaye na :p
                    knowledge share karnay say zahir hai koi nu qsaan nahi hai ...lekan jo me nay batai hai situation yeh bhi aik kisem ki sharing hovi ...aap kia karoo gay is kisem wali sharing ya cheating main :p

                    aik jaga main nay suna tha aik admi ka beyan tha ham 4,5 doost kisi topic pay search kartay hian ...pher sath beth kay discuss kartay hian ..har koi 3 ,3 baat zaror batata hai ..youn aik banday ko pehlay 3 cheezian pata hoti the lekan discuss kar kay ub aik banday kay paas 15,20 points jama ho jatay hain : d

                    ab is situation main bhi aik masla hai kay koi aap say 3 points pouch lay lekan apnay na bataye : d
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: sharing ..

                      Originally posted by ummid View Post
                      you itna socha na karein Aanchal de.... maze se raha karein....
                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      You talk too much
                      sahih kaha - nanni si jaan hai iski aur dukh lakh tey hazaar :garmi:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: sharing ..

                        Originally posted by ummid View Post
                        you itna socha na karein Aanchal de.... maze se raha karein....
                        han mazaye main houn :lol:
                        lekan ...kabhi kabhi zindagi main buhat si situations a jati hian jinhay hal karnay key leye achay say ideas honay chaye na zehan main : d
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: sharing ..

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          You talk too much
                          amir
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: sharing ..

                            Originally posted by Masood View Post

                            sahih kaha - nanni si jaan hai iski aur dukh lakh tey hazaar :garmi:
                            main logo ki mushkelaat hal karrnay ki kushish kar rahi houn
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: sharing ..

                              Originally posted by Masood View Post

                              sahih kaha - nanni si jaan hai iski aur dukh lakh tey hazaar :garmi:
                              Yaar isay ub aaram kerna chahiye itna soochnay lag gai he. Mujay to dar he ke yeh kahin aabi bhai he na ban jaye
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X