Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

!s!..... Lets Talk Shalk......!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

    Originally posted by saraah View Post


    yeh lo phal nadeeday


    :fight: kitni buri baat hai, aise maarte hain kya

    Comment


    • #77
      Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

      Originally posted by saraah View Post


      tum ne choon k kafi aana -kani krtay hue jawab diye hain iss liye 5/5 :manicure:
      5 mein se 5 bohat kum hein. Mujay 10 mein se 5 chahiyein :manicure:
      :thmbup:

      Comment


      • #78
        Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        5 mein se 5 bohat kum hein. Mujay 10 mein se 5 chahiyein :manicure:
        nahi mil sakte 6 to main ne le liya hian ,iss liya 4 milain ge

        Comment


        • #79
          Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

          Originally posted by musaddaq View Post


          nahi mil sakte 6 to main ne le liya hian ,iss liya 4 milain ge
          tumharay 6 choori k hein
          :thmbup:

          Comment


          • #80
            Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            tumharay 6 choori k hein
            jesa bhi hian, ab mera hian :p

            Comment


            • #81
              Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

              Originally posted by musaddaq View Post


              jesa bhi hian, ab mera hian :p
              Jese yeh sara mulk zardari ka he
              :thmbup:

              Comment


              • #82
                Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                nahi yaar, main inna v zaalim nahi, :(

                Comment


                • #83
                  Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Answer to Telenor ki saraah's questions:

                  1. Mera aik bhi naam pyaara nai :(
                  2. Madri zuban Punjabi he per hamein shuru se urdu bolna pari kai saal tak
                  3. Mera star plus "Leo" he
                  4. Subhu uth'tay he kulliyan aur brush kerne ko ji chahta he :shyy:
                  5. Tumharay is sawaal ka jawaab mere paas koni
                  6. Merek kaan ke peechay aik til he wo mujay bohat pasand he :shyy:
                  7. Apne room mein
                  8. Shadeed bhook mein sub ki kefiyat aik jesi he hoti ho gi shayad. Lekin mere mein bardasht bohat he.
                  9. Kuch Ami se
                  10. Mujay koi gehri neend se uthaa de to mujay ghusa nahi aata. Mujay lagta he ke mein shayad gehri neend mein kum he jata hoon, aadhi awaz se uth jata hon. Neend se uthnay ke baad fori active ho jata hoon.
                  11. Baaton ka analysis kerta hoon
                  12. Alhamdulillah
                  13. Yeh question bara mushkil he. Zindagi jesi bhi guzar rahi he kuch apni merzi se he aur kuch halaat-o-waqeyaat ke karam per
                  14. Jub kisi ko clarify karon aur wo bhi achay se aur agla banda aitbaar na karay. Phir to dil chahta he ke aisay banday ko clarification deni nahi chahiye thi.
                  15. walk / exercise k liye waqt nikalna bohat mushkil he
                  16. Shayad meri Maa
                  17. Duaoon se kafi kuch mila he already.
                  18. My boss Or my friend. Aik connection he dono mein. No one is sole responsible.
                  19. I think "Reference" likhta hoon
                  20.
                  21. Aik ghalti hui Apnay chacha ki death se 30 min pehlay us ka malaal rehta he.
                  22. Han ji
                  23. Zindagi moat Allah k haath he, ager zinda raha to shayad aik acha businessman ban jaoon.
                  24. No one in particular. Hamaray ghar mein sabhi achay cook hein. Main variety pasand kerta hoon different jaghoon se khana pasand kerta hoon.
                  25. Pasandeeda nashta tub ho jub nashtay ki talab ho. Akser nashtay ki kabi talab he nahi hoti. Ager achi bhook lag jaye to kuch bhi chalay ga like anda pratha, paye chanay, club sandwich etc.
                  26. Kai wajoohat ho sakti hein is ki.
                  27. Bohat saari doolat ki, but for a purpose.
                  28. Shaoori. Hamari koom shaoor se aari lagti he mujay. Doosra institutions mein behtari lanay ki.
                  29. Bohat saray kheelon se wabastgi rahi. Her khail k liye passionate ho k khela. I guess table tennis aur snooker bohat exciting game rahein.
                  30. Dono mein se koi bhi ho sakta he, but I guess larkiyoon ki kuch apni limitations hoti hein.
                  31. hum kismat ko bohat si jagahon per misinterpret ker jatay hein. Apni khaamiyoon k output ko kismat se relate ker jatay hein jo munasib nahi.
                  32. Shakhsiyat insaan ki waqt k saath saath badalti rehti he. Koi abrupt change lana nahi chahoon ga.
                  33. Koi aisa sawal nahi.
                  34. Kabi nahi
                  35. Nothing as such
                  36. K yeh din ba din kareeb aa rahi he
                  37. Shadiyoon mein janay se avoid kerta hoon. kooshish hoti he ke koi aur chala jaye.
                  38. Bijli
                  39. Avoid kerta hoon, apne aap mein b acha nahi lagta jhoot bolna

                  chaloo !!! tum to abih tak non-shadi-shuda ho... mai samjhi itne saalou mai aik do shadi kerli hongi tumne.



                  Comment


                  • #84
                    Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                    khala me tou apko thanks bolnya aayi but aap apna reply hi dlt kr chukin
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #85
                      Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                      kuch members ki talk shaak parhi achi lagi...... pehli baar masood ko mazah kay roop mein parha acha laga..... aamir nay jo masood kay muqablay mein likha achi try thi lakin agar vo sirf tanz o mazah mein likhtay tu aamir achay number laysakta tha..... fireman ki bhi talk shaak parhi ....:thmbup: yeh hazrat bhi acha khayal rakhtay hain...... jawad ka parha....baniaz aur khaas kar meri behan batakti aatma ka bhi parha bahut acha laga......:thmbup:

                      saraah ki talk shaak parhnay ko dil kar raha hai..... kahin nazar nahi aae........
                      Last edited by ambreen_shaam; 11 July 2011, 07:06.
                      sigpic

                      Comment


                      • #86
                        Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                        Originally posted by ambreen_shaam View Post
                        kuch members ki talk shaak parhi achi lagi...... pehli baar masood ko mazah kay roop mein parha acha laga..... aamir nay jo masood kay muqablay mein likha achi try thi lakin agar vo sirf tanz o mazah mein likhtay tu aamir achay number laysakta tha..... fireman ki bhi talk shaak parhi ....:thmbup: yeh hazrat bhi acha khayal rakhtay hain...... jawad ka parha....baniaz aur khaas kar meri behan batakti aatma ka bhi parha bahut acha laga......:thmbup:

                        saraah ki talk shaak parhnay ko dil kar raha hai..... kahin nazar nahi aae........
                        tu ap sey kub horahi hai mulaqat phir...: d
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #87
                          Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


                          tu ap sey kub horahi hai mulaqat phir...: d
                          mein apni zaat ko discuss nahi karti...... kuch ajeeb sa lagta hai kay mujhe yeh pasand hai mujhe vo pasand nahi...... meinay yeh teer mara vo fateh kiya ye kiya vo kiya....... aisay daway mein kam karti hoon ....meri kuchh soch banni hai jo her cheez ko uss soch kay zawiye se dekhti hoon bus..... jo dosron se bahut kam share karti hoon......

                          kahnay ka maqsad hai mein khud ko kam aur dosron ki shakhsiat ko ziyada discuss karti hoon........
                          sigpic

                          Comment


                          • #88
                            Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                            Originally posted by ambreen_shaam View Post
                            mein apni zaat ko discuss nahi karti...... kuch ajeeb sa lagta hai kay mujhe yeh pasand hai mujhe vo pasand nahi...... meinay yeh teer mara vo fateh kiya ye kiya vo kiya....... aisay daway mein kam karti hoon ....meri kuchh soch banni hai jo her cheez ko uss soch kay zawiye se dekhti hoon bus..... jo dosron se bahut kam share karti hoon......

                            kahnay ka maqsad hai mein khud ko kam aur dosron ki shakhsiat ko ziyada discuss karti hoon........
                            kia baat hai aap ki pir ..

                            Comment


                            • #89
                              Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                              Originally posted by saraah View Post
                              khala me tou apko thanks bolnya aayi but aap apna reply hi dlt kr chukin
                              waisey me ne khala k answers abhi parrey ...meri taraf se un ko 10/10 dey do...:ys:
                              .......................!!!!!

                              Comment


                              • #90
                                Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                                mein apni zaat ko discuss nahi karti...... kuch ajeeb sa lagta hai kay mujhe yeh pasand hai mujhe vo pasand nahi...... meinay yeh teer mara vo fateh kiya ye kiya vo kiya....... aisay daway mein kam karti hoon ....meri kuchh soch banni hai jo her cheez ko uss soch kay zawiye se dekhti hoon bus..... jo dosron se bahut kam share karti hoon......

                                kahnay ka maqsad hai mein khud ko kam aur dosron ki shakhsiat ko ziyada discuss karti hoon........
                                tu phir ye kya hai...:lol
                                .......................!!!!!

                                Comment

                                Working...
                                X