Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

!s!..... Lets Talk Shalk......!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

    Originally posted by musaddaq View Post


    yeni tumjhe yeh pasand nahi hai k log tujhe mera jaisa kahain
    Mujay kia kis bhi ze'shaoor species ko aisi bisti kahan pasand ho gi
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
      Mujay kia kis bhi ze'shaoor species ko aisi bisti kahan pasand ho gi
      chal yeh baat ho gyi ze'shaoor ki,
      tum apni baat kero nalaik

      Comment


      • #63
        Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

        Originally posted by musaddaq View Post


        chal yeh baat ho gyi ze'shaoor ki,
        tum apni baat kero nalaik
        meri baat koi wakhri baat he kia
        :thmbup:

        Comment


        • #64
          Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

          Walaikum Assalaam

          1. Zindagi
          2. Memon
          3. Cusp (Sagi+Capricorn)
          4. ALLAH SWT kay huzoor sajdaraz honay ko.
          5. missed call
          6. Aankhain
          7. Har konay main
          8. Na-qabil-e-bardasht aziyat
          9. Apnay aap say
          10. Pursukoon rehta hoon
          11. Ikhlaaq
          12. Pata nahi kabhi khayal kia nahin
          13. Kia aisa mumkin hay?! (Sorry sawal per sawal kia?!)
          14. ALLAH SWT ki marzi kay aagay
          15. Apnay aap kay liye
          16. Dainay ka tou nahin pata, lainay kay liye bohat say tayyar hain!
          17. Dua mangta
          18. Aisa itifaaq nahin hua
          19. Signature karta hoon
          20.Another missed call
          21. Kisi ka dil dukha kar
          22. Nahin yeh main kabhi nahin kar sakta
          23. Pata nahin, kuch keh nahin saktay.... khuwahishaat hazaroon hain
          24. Ammi
          25. Chayay, Paratha
          26. Jab koi baat na sunay aur jald hi thik hojaata hay jab sun lay.
          27. Jab milay ka tab sochain gain
          28. Moujooda halaat ko dekh kar yeh Sawal baraks hona chayeh!
          29. Gilli Danda-Bachpan ki yaad
          30. Qabil tou dono hi hotay hain magar asal bharosa totnay ka zimaydar insaan khudh hota hay

          Khush Rhayeh

          Fi amaan ALLAH

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum

          1. آپ کا پیار کا نام کیا ہے؟
          2. مادری زبان کون سی ہے؟
          3. starکونسا ہے
          4. صبح اٹھ کے کیا دل چاہتا ہے
          5. اپنے چہرے کے نقش و نگار میں کیا پسند ہے؟
          6. گھر کے کس کونے میں سکون محسوس کرتے ہیں؟
          7. شدید بھوک میں آپ کی کیفیت؟
          8. اپنے مسائل کس سے شئیرْڈسکس کرتے ہیں؟
          9. کوئی گہری نیند سئ اٹھا دے؟
          10. پہلی ملاقات میں شخصیت میں کیا دیکھتے ہیں
          11. آئینہ دیکھ کے کیا خیال آتا ہے؟
          12. کیا آپ اپنی مرضی کی زندگی گزار رہے ہیں
          13. اپنے آپکو بے بس کب محسوس کرتے ہیں؟
          14. زندگی میں کس چیز کے لیے وقت نکالنا مشکل ہے؟
          15. آپ کے لیے کون جان دے سکتا ہے
          16. اگر دعا سے کچھ مل سکتا کیا مانگتے؟
          17. کوئی شخص جس نے آپ کی زندگی بدل دی ہو؟
          18. پہلی بار نیا پین استمعال کریں تو کیا لکھتے ہیں
          19. کوئی غلطی جس کو سوچ کر پشیمانی ہوتئی ہے؟
          20. کبھی غصے میں کھانا پینا چھوڑا؟
          21. چند سال بعد آپ کہاں ہونگے؟
          22. کھانا کس کے ہاتھ کا پسند ہے ؟
          23. پسندیدہ ناشتہ؟
          24. موڈ کب خراب ہوتا ہے؟
          25. الہ دین کا چراغ مل جائے تو کیا خواہش کریں گے؟
          26. ملک میں کون سی تبدیل ناگزیر ہے؟
          27. پسندیدہ کھیہل ۔۔۔۔کیوں؟
          28. لڑکی بھروسے کے قابل ہوتی ہے یا لڑکا؟
          29. قسمت پر کتنا یقین ہے؟
          30. اپنی شخصیت میں کیا بدلا چاہتے ہیں؟
          31. ایک سوال جو اللہ سے اکثر کرتے ہوں؟
          32. کبھی الہامی کیفیت ہوئئی؟
          33. گھر پہنچھ کر پہلی خواہش؟
          34. موت کے بارے کیا خیال ہے؟
          35. کون سی تقریبات میں جانا پسند نہیں؟
          36. سائنس کی بہترین ایجاد؟
          37. جھوٹ کب بولتے ہیں?
          sigpic

          Comment


          • #65
            Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Nahi saraah khali thanx se kaam nahi chalay ga 8-)
            :lol tumein marks nae mil sktay u r too late.

            Originally posted by musaddaq View Post


            oye tum to aise strt ho gaya ho jaise tumhain koi jaanta nahi hai, :kr:
            Originally posted by musaddaq View Post


            yaar yeh badi kanjoos hai, ab to humain pata lag gaya hai, iss se kissi doosre tareeka se treat khani parre gi, yahan ghee seedhi ungli se nahi nikalne wala



            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Yaar ghee k liye ungli teerhi kyoon kerni he, isay garam ker ke is ka oil he bana dete hein
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #66
              Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

              Originally posted by thefire1 View Post
              Walaikum Assalaam

              1. Zindagi
              2. Memon
              3. Cusp (Sagi+Capricorn)
              4. ALLAH SWT kay huzoor sajdaraz honay ko.
              5. missed call
              6. Aankhain
              7. Har konay main
              8. Na-qabil-e-bardasht aziyat
              9. Apnay aap say
              10. Pursukoon rehta hoon
              11. Ikhlaaq
              12. Pata nahi kabhi khayal kia nahin
              13. Kia aisa mumkin hay?! (Sorry sawal per sawal kia?!)
              14. ALLAH SWT ki marzi kay aagay
              15. Apnay aap kay liye
              16. Dainay ka tou nahin pata, lainay kay liye bohat say tayyar hain!
              17. Dua mangta
              18. Aisa itifaaq nahin hua
              19. Signature karta hoon
              20.Another missed call
              21. Kisi ka dil dukha kar
              22. Nahin yeh main kabhi nahin kar sakta
              23. Pata nahin, kuch keh nahin saktay.... khuwahishaat hazaroon hain
              24. Ammi
              25. Chayay, Paratha
              26. Jab koi baat na sunay aur jald hi thik hojaata hay jab sun lay.
              27. Jab milay ka tab sochain gain
              28. Moujooda halaat ko dekh kar yeh Sawal baraks hona chayeh!
              29. Gilli Danda-Bachpan ki yaad
              30. Qabil tou dono hi hotay hain magar asal bharosa totnay ka zimaydar insaan khudh hota hay

              Khush Rhayeh

              Fi amaan ALLAH
              lolz @ missed calls

              1-zindagi ..yani aapko payar se zindagi keh k bulaya jata hai :think:
              13-murda machli hi pani k bahao k sath behti hai (kisi ne kaha tha )
              last-good answer

              thanks 4 ur time.
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #67
                Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                1. Main nay aap ka sawal kuch iss tarah paRha (Aap kay pyar ka naam kia hay?)
                "Mujhay pyar say ALI pukaara jaata hay"

                2. Wajood-e-Khaki Khaak per hay aur yahan paani kay bahayoo say zinda log behtay hain *Tsunami ki misaal" Haan albatta aksar kaha jaata hay kay insaan Hawa kay rukh per apna rasta badalta hay chahay woh paani main hoo yaa zameer per!

                You are most welcome
                Khush rahyeh
                Fi amaan ALLAH


                Originally posted by saraah View Post

                lolz @ missed calls

                1-zindagi ..yani aapko payar se zindagi keh k bulaya jata hai :think:
                13-murda machli hi pani k bahao k sath behti hai (kisi ne kaha tha )
                last-good answer

                thanks 4 ur time.
                sigpic

                Comment


                • #68
                  Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                  "Apni Marzi kay kahan apnay safar kay hum hain
                  Rukh hawa ka jidher ka hay udher kay hum hain!

                  Apni marzi say jeena mushkil baat nahin magar insaan aksar apni khuwahishaat ko mad-e-nazar rakhtay huway aisa raasta ikhtiyaar kar laita hay jo uss ki marzi kay khilaaf hota hay... magar yeh khilaafat bhi usski RAHAT ka sabab banti hay"

                  Isi liye yehi kahoon ga kay marzi apni hoo yaa auroon ko, Insaan ko ziddi bannay say behtar hay kay khushgawaari say koi aisi raah nikaal day jo uss kay humsafar kay saath safar ko jaari rakhay.... kiyonki apni marzi aur apni zidd say aap ka safar khatam bhi hosakta hay jo bohat hi takleefday baat hay!
                  sigpic

                  Comment


                  • #69
                    Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                    Originally posted by saraah View Post


                    :lol tumein marks nae mil sktay u r too late.









                    Tum ne mujay meri mehnat ka phul nahi dia mein nahi bolta
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Yaar ghee k liye ungli teerhi kyoon kerni he, isay garam ker ke is ka oil he bana dete hein
                      nahi yaar, yeh na ho k hum movie dekhne lag jain or garam kerrta hau yeh kahin serr he jae, iss liye ungli terhi ker k he ghee nikal dete hain :rew:

                      Comment


                      • #71
                        Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                        Originally posted by saraah View Post


                        :lol tumein marks nae mil sktay u r too late.









                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Tum ne mujay meri mehnat ka phul nahi dia mein nahi bolta
                        yaar yeh hamesha he aise kerti hai, mazdoor se mazdoori kerwa leti hai, lakin phal dene se muker jaati hai, aaaah :(

                        Comment


                        • #72
                          Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          1. Main nay aap ka sawal kuch iss tarah paRha (Aap kay pyar ka naam kia hay?)
                          "Mujhay pyar say ALI pukaara jaata hay"

                          2. Wajood-e-Khaki Khaak per hay aur yahan paani kay bahayoo say zinda log behtay hain *Tsunami ki misaal" Haan albatta aksar kaha jaata hay kay insaan Hawa kay rukh per apna rasta badalta hay chahay woh paani main hoo yaa zameer per!

                          You are most welcome
                          Khush rahyeh
                          Fi amaan ALLAH
                          wese sawal wo b acha hai jo aap smjhay
                          aap ne b saray sawaloN k jawab nae diye
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #73
                            Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Tum ne mujay meri mehnat ka phul nahi dia mein nahi bolta
                            tum ne choon k kafi aana -kani krtay hue jawab diye hain iss liye 5/5 :manicure:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #74
                              Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                              Originally posted by musaddaq View Post




                              yaar yeh hamesha he aise kerti hai, mazdoor se mazdoori kerwa leti hai, lakin phal dene se muker jaati hai, aaaah :(
                              yeh lo phal nadeeday
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #75
                                Re: !s!..... Lets Talk Shalk......!

                                phir tou yaqeenan jawab bhi acha hoga.

                                Main nay tou sab sawal kay jawab diye hain, kuch bhi miss nahin kia, infact aap nay do sawal DELETE kardiye hain jo main janna chahoon ga~!

                                Originally posted by saraah View Post

                                wese sawal wo b acha hai jo aap smjhay
                                aap ne b saray sawaloN k jawab nae diye
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X