Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pehhall yaa aakhirrrr

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pehhall yaa aakhirrrr

    walekumsalam
    is me pehle or akher ki kia baat?jab jab mohabat ho to bas ho jati he..ese hi koi ap ko is had tak le aey k nafrat hone lage to bas wo bhi ho jati he...koi soch samjh kar thora hi hoti hen ye dono baten

    Comment

    • #17
      Re: Pehhall yaa aakhirrrr

      muhabbat mein jo pehal karta hai aksar vohi khasaray mein rahta hai..... pehal karo tu mehboob sahib yeh samjhta hai kay yeh majboor aur majboori ko dekh kar phir magroor hojata hai.... berhaal mein muhabbat mein pahal nahi karna chahiye.....
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: Pehhall yaa aakhirrrr

        Originally posted by ummid View Post
        aam Insaan me ne pata nahi kyun use kar liya :$.... Insaan tu bus Insaan hote hain.. : )
        u tention na lo kabhi kabhi grammer ki roo se aam aur khas insaan kehna parrta hai

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        kissi b baat ko apnay ooper apply karna dunia ka sab say mushkil kam haii,,,
        ham great logoo kay naksh e kadam par chalnnay ki koshish hii kar saktay hain magar un jaisay nai ban saktay...
        Aorr mjay lagtaa hai aaj kay iss nafssaa nafssii kay door main mohbttain naaa paid aorr nafratain barhtii jaa rahii hain,
        ji aap sahi smjhay jo me ne kaha
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #19
          Re: Pehhall yaa aakhirrrr

          Originally posted by AbgeenA View Post
          walekumsalam
          is me pehle or akher ki kia baat?jab jab mohabat ho to bas ho jati he..ese hi koi ap ko is had tak le aey k nafrat hone lage to bas wo bhi ho jati he...koi soch samjh kar thora hi hoti hen ye dono baten
          pehlii batt yeh keh iss duniyaa main kuch b khood baa khood nai hotaaa,,har cheze kay peechay koi naa koi reason zaroor hotii hai...

          Yahan baat soch samjh kar nai balkeh pehal yaa aakhirr kii baat hoo raii hai,,mohabbat kay mamllay main hamain pehall karnii chahieyy aor jahan nafrrat yaa dislike ki baat hoo wahhan hamari tarf say pehal naa hoo,,...jahan tak ho relationzz ko nibhanay ki koshish ki jaieyyy
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #20
            Re: Pehhall yaa aakhirrrr

            Originally posted by ambreen_shaam View Post
            muhabbat mein jo pehal karta hai aksar vohi khasaray mein rahta hai..... pehal karo tu mehboob sahib yeh samjhta hai kay yeh majboor aur majboori ko dekh kar phir magroor hojata hai.... berhaal mein muhabbat mein pahal nahi karna chahiye.....
            main ap say agree nai kartaa,agar mohabbat hai too uss kaa izharr yaa phirr pehall zaroorrii hai,aisa naa ho pehlay ap kay chakar main buss hi choot jaieyy...jahan tk majborii yaa maghroor honay kaa tallak hai yeh to mohhabat par depend kartaa hai,,agar mohabbat sachai aor ikhlass par mabnii hoo to yeh cheezzain beyy manii hoo kar rehh jatii hain....

            Naffrat kay hawaly say ap kay point of view ka intazar rahhay gaaa
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #21
              Re: Pehhall yaa aakhirrrr

              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

              Comment

              • #22

                hum jis society mein rahtay hain vahan larki ko pehal nahi karna chahiye.... agar buss choot bhi jai uss ka kia hai phir koi aur bus aa kay rukay gi........ :tasali:

                jahan tak nafrat ka taluk hai jis shaks kay under jitni muhabbat ki shiddat hogi otni hee nafrat ki gunjaish bhi hogi....... :think: kahnay ka maqsad yeh hai kay jo shaks jitni shidat se muhabbat karta hai agar vohi nafrat karay tu uss ki nafrat mein shiddat hogi......... :)
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                  Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                  kuch bolo na......
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                    یہاں بدلہ وفا کا بے وفائی کے سوا کیا ہے
                    محبت کر کے بھی دیکھا محبت میں بھی دھوکا ہے

                    Comment

                    • #25
                      Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                      Originally posted by ambreen_shaam View Post
                      hum jis society mein rahtay hain vahan larki ko pehal nahi karna chahiye.... agar buss choot bhi jai uss ka kia hai phir koi aur bus aa kay rukay gi........ :tasali:

                      jahan tak nafrat ka taluk hai jis shaks kay under jitni muhabbat ki shiddat hogi otni hee nafrat ki gunjaish bhi hogi....... :think: kahnay ka maqsad yeh hai kay jo shaks jitni shidat se muhabbat karta hai agar vohi nafrat karay tu uss ki nafrat mein shiddat hogi......... :)
                      hamari society kay hawalay say ap ka point of view aik had tak to tasleem kia ja saktaa hai but yeh b daikhain five fingers r not equel..aor main jiss mohabbat ki yahhan baat kar raha hoo,wo just larka larki wali mohabt nai,ham apnay waldain,bro.sis,friendz etc say b to mhbt kartay hain,aor iss mohabat main hamain bukhal say kam nai laina chahieyy....

                      2nd u r right keh jo log shidat say mohabat kartay hain wo nafrat b utni shiddat say hi krtay hain.but jahan bat nafart ya dislike ki hoo hamain thoraa ahtiatt say kam laina chahiey, keh hamari janib say pehal na ho.jitna ho sakay talkkat ko nibhanay ki koshish ki jaieyyy
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #26
                        Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                        Originally posted by baniazkhan View Post
                        یہاں بدلہ وفا کا بے وفائی کے سوا کیا ہے
                        محبت کر کے بھی دیکھا محبت میں بھی دھوکا ہے
                        wafa na sahi,bewafai to milti hai iss kay siwa aur kia milay
                        muhabbat kar kay bhi dekha hai muhabat mein kabhi kabhi maar bhi parti hai..... :yes
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          hamari society kay hawalay say ap ka point of view aik had tak to tasleem kia ja saktaa hai but yeh b daikhain five fingers r not equel..aor main jiss mohabbat ki yahhan baat kar raha hoo,wo just larka larki wali mohabt nai,ham apnay waldain,bro.sis,friendz etc say b to mhbt kartay hain,aor iss mohabat main hamain bukhal say kam nai laina chahieyy....

                          2nd u r right keh jo log shidat say mohabat kartay hain wo nafrat b utni shiddat say hi krtay hain.but jahan bat nafart ya dislike ki hoo hamain thoraa ahtiatt say kam laina chahiey, keh hamari janib say pehal na ho.jitna ho sakay talkkat ko nibhanay ki koshish ki jaieyyy
                          aap kay aur meray point of view mein yeh farak hai kay aap muhabbat mein pehal kay haami hain aur nafrat mein pehal karnay mein nahi.....
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                            Originally posted by baniazkhan View Post
                            یہاں بدلہ وفا کا بے وفائی کے سوا کیا ہے
                            محبت کر کے بھی دیکھا محبت میں بھی دھوکا ہے
                            khan jii yahann baat mohabbat aorre naffrat aorr inn donoo main pehall yaa aakhirr ki ho rai haii....aap kahan wafa aor bewafai tk jaa pohanchayyy
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment

                            • #29
                              Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                              Originally posted by baniazkhan View Post
                              یہاں بدلہ وفا کا بے وفائی کے سوا کیا ہے
                              محبت کر کے بھی دیکھا محبت میں بھی دھوکا ہے
                              khan jii yahan bat mohat,nafrat aorr inn donoo main pehall yaa aakhirr kii hoo rai haii,,aapp kahann wafa aor bewafa tak jaa pohanchayyy
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment

                              • #30
                                Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                                aap kay aur meray point of view mein yeh farak hai kay aap muhabbat mein pehal kay haami hain aur nafrat mein pehal karnay mein nahi.....
                                aorr aisa karnnay main koi buraii bb naii,,,bcz its my experience mohabat main pehal karoo gay to response aap ki soch say b ziada ho ga,,
                                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                                Comment

                                Working...
                                X