Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pehhall yaa aakhirrrr

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pehhall yaa aakhirrrr

    asalam o alaikom....

    Kehttay hain keh "Mohabbat" kayy mammllay main
    Pehall karnaa behttarr hotaa haii etc......

    aorr iss "mohabbat" kay opposite laazff hai

    "Naffratt"

    isss main kia karna chahieyy..........

    Pehall yaa phirr aakhiirrrrrrr
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Pehhall yaa aakhirrrr

    waalikum asslam

    mohabbat b khud bakhud hojati hai aur nafrat b ,ab aapko koi jawaaz mil jaye nafrat ka tou aap kya nafrat nae kren gay..... koi aapko dhoka de cheat kray mohabbat me tou aap aasani se iss baat ko hazam kar jayen gay...... kam az kam i cant do that...yeh ek feeling hai jab feel hogi tabhi hogi na pehal ya aakhir kya baat hua bhala
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: Pehhall yaa aakhirrrr

      Originally posted by saraah View Post

      i think keh naa to mohabbat khodd ba khood hotii hai aor naa hii nafrratt,,,, khasoosan nafrat kay piechay koi na koi solid reason zaroor hoti hai...

      2nd main kisi aor context main bat kar raha thaa..bazzurg kehtay hain,dosti ka rishta ho yaa mohabat etc ka,iss main pehal ikhtyarr karnii chahiey jabkeh nafrat kay mamllay main pehall karnaa kisi b soorrat daroost nai,jitna hoo sakay talkat ko kaim rakhnay ki efforts ki jain,aor agar rishtoo main drarr partti b hai to pehall hamarii janib say naa hoo..

      I hope keh ab ap mera point of view samjh gai ho gi jiss par main batt karnaa chahh rahaa thaaa
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: Pehhall yaa aakhirrrr

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post

        welll me ne ek misaal di mohabbat ki..... mohabbat b baqi rishton ki trah ek rishta hai...so.....
        khair bazurgon ki baat theek hai.....aala zarfi darkar hoti hai bas...... rishtay me darrarr tou tabhi parr jati hai jab nafrat k liye reasons wajood me aati hain...phir taluq tou nae samjhota ya murawwat ya majboori hi reh jati hai.....

        haan yeh baat aap pe depend krti hai k aap kitnay great hain....k pehal aap ki taraf se nae hoti tou waqai u r great...isska matlab yeh hua k sabar shukar wagera wgera ki khoob ghuutti mili hui hai hamen.
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Pehhall yaa aakhirrrr

          Nafrat ke bauaht Intense word hai.... ek aam Insaan ka kisi aam Insaan se nafrat karna me ko waqai weird hai.... aap dislike keh sakte ho... lakeen me ko "Nafrat" ek bauaht hi cruel word lagta hai... Nafrat bauaht extreme level per aata hai... jaise aap gunaah se nafrat karo ya shaitaan se ya kisi na pasndeedah kaam se... yeh abstract cheezo ke liye use ho tu better hai... !!

          Comment

          • #6

            i think jab koi shakhas hamri expectation par poraa naa utrray aor morrawat main ya kisi aor waja say wo tallak nibhanaa par jaiey tabb hii tallkkat majbori etc ban jattay hain,,
            aor iss sb kay liey aalaa zarf hona bht zaroorii haii,,,
            but hota iss kay balikol hi ullt hai,practical life main ham inn sab batoo ko ignore karttay hoo just apni aanna ko ahmiet daitay hain,jo keh ghallat bat haiii
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: Pehhall yaa aakhirrrr

              Originally posted by ummid View Post

              ummid me ne kisi se nafrat ki hai tou kya me khas insaan hogayi ab :shyy:
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8

                Lolz... aam Insaan se me ka matlab the one who is same like you a fallible human being.... :$

                Comment

                • #9
                  Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                  Originally posted by ummid View Post
                  Nafrat ke bauaht Intense word hai.... ek aam Insaan ka kisi aam Insaan se nafrat karna me ko waqai weird hai.... aap dislike keh sakte ho... lakeen me ko "Nafrat" ek bauaht hi cruel word lagta hai... Nafrat bauaht extreme level per aata hai... jaise aap gunaah se nafrat karo ya shaitaan se ya kisi na pasndeedah kaam se... yeh abstract cheezo ke liye use ho tu better hai... !!
                  valid point keh naffrrat gunahh yaa phirr napasandeeda chezain etc kay liey use hoo....
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    i think jab koi shakhas hamri expectation par poraa naa utrray aor morrawat main ya kisi aor waja say wo tallak nibhanaa par jaiey tabb hii tallkkat majbori etc ban jattay hain,,
                    aor iss sb kay liey aalaa zarf hona bht zaroorii haii,,,
                    but hota iss kay balikol hi ullt hai,practical life main ham inn sab batoo ko ignore karttay hoo just apni aanna ko ahmiet daitay hain,jo keh ghallat bat haiii
                    tou wohi na.....kitabi batain khud pe apply krna great logon ka kaam hai....... wese b bazurg log jo keh gaye unn baton se murawwat rawadari wazadari wgera wgera ki khushboo aati hai...... ab wo batain kahan.....
                    .aap ne anaa ki baat ki...... anaa ka muzahra chahay me hi kiyon na karoon anaa parast banday na kabhi sakoon nae paaya .
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                      Originally posted by ummid View Post
                      Lolz... aam Insaan se me ka matlab the one who is same like you a fallible human being.... :$
                      achaa achaa yani me aam insaan hi hoon good good
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        valid point keh naffrrat gunahh yaa phirr napasandeeda chezain etc kay liey use hoo....
                        should syndrome :lol
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                          Originally posted by saraah View Post
                          achaa achaa yani me aam insaan hi hoon good good
                          aam Insaan me ne pata nahi kyun use kar liya :$.... Insaan tu bus Insaan hote hain.. : )

                          Comment

                          • #14
                            Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                            Originally posted by saraah View Post
                            tou wohi na.....kitabi batain khud pe apply krna great logon ka kaam hai....... wese b bazurg log jo keh gaye unn baton se murawwat rawadari wazadari wgera wgera ki khushboo aati hai...... ab wo batain kahan.....
                            .aap ne anaa ki baat ki...... anaa ka muzahra chahay me hi kiyon na karoon anaa parast banday na kabhi sakoon nae paaya .
                            kissi b baat ko apnay ooper apply karna dunia ka sab say mushkil kam haii,,,
                            ham great logoo kay naksh e kadam par chalnnay ki koshish hii kar saktay hain magar un jaisay nai ban saktay...
                            Aorr mjay lagtaa hai aaj kay iss nafssaa nafssii kay door main mohbttain naaa paid aorr nafratain barhtii jaa rahii hain,
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Pehhall yaa aakhirrrr

                              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                              valid point keh naffrrat gunahh yaa phirr napasandeeda chezain etc kay liey use hoo....
                              etc??

                              Comment

                              Working...
                              X