Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Music hamari life mein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Music hamari life mein

    Originally posted by ummid View Post
    I enjoy all type of Music... sufi, classical, Rock, loud... Lolz...

    me jitna waqt traveling mein hoti ho either by walking or traveling by any vehicle me ka MP3 humesha On hota hai....
    aap tu music sunnay kayliye paida hui ho.... :lol
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Music hamari life mein

      Originally posted by saraah View Post
      waalikum asslam

      music hona chahiye har qisam ka basssss.......sotay jagtay wali shart nae hai mood pe chlta hai ,safar me hadd se zayda pasnd hai sotay wqt nae sun skti.... walk music k bina impossible ..... iss wqt tou yeh sun rahi hhon agrchay samjh kuch nae aarha

      http://www.youtube.com/watch?v=j9qO9...eature=related

      mood per sunna jai tu acha lagta hai
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Music hamari life mein

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        w salamm...............

        sahii kahaa aap nayy,ab to kuch aisaa hii hoo giaa hai,,baghair
        music kat time pass hii nai hotaaa,,,jahan tak mera tallak hai to yeh mood
        par depend kartaa haii,,jaisa mood hoo waisaa hii music enjoy kartaa hoooo
        bahut koob
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: Music hamari life mein

          aik sawal aur her shaks acha music sunta hai lakin vo loog kon hain jo mashoor song teray meray ghar kay beech mein hai lari adda lari ada.... yeh kon sunta hai??? jab her shaks classical music aur light music sunta hai tu phir yeh classical music kam kyun ho raha hai... kyun classical singing karnay walon ki encouragement nahi ho rahi hai... phir yeh singer kyun fakay kashi per majboor hain.... vo singer jo shor sharabay walay music per gatay hain vo kyun mashoor hojatay hain????
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: Music hamari life mein

            iss thread me ''har shakhs'' ne jawaab nae diya ginnay chunay logo ne jawaab diya hai...iss liye aap yeh nae keh sktin k har shakhs acha music sunta hai..... classical music sunnay k liye music ki shud budh ho na ho zouq hona zaroori hai har shakhs ba zouq nae hua krta .rahi baat yeh log faqay kashi pe majboor hain tou yeh wo fine arts wala almia hai jis me saray fanoon aatay hain...... iss k ilawa soofia bedaar ka ek coumn pichlay dino kisi akhbaar me thaa ''comedian,depression aur be aitdaali'' wo kahin parrhain aap uss se b kuch jawaab mil jayen gay.
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #36
              Re: Music hamari life mein

              Originally posted by ambreen_shaam View Post
              arabic very nice jii
              yep....aik merey siggi mai bhi hai is waqt.....aj kul me yeh sunti hoon...latest..u v suno deewani hojao gi....
              .......................!!!!!

              Comment


              • #37
                Re: Music hamari life mein

                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                aik sawal aur her shaks acha music sunta hai lakin vo loog kon hain jo mashoor song teray meray ghar kay beech mein hai lari adda lari ada.... yeh kon sunta hai??? jab her shaks classical music aur light music sunta hai tu phir yeh classical music kam kyun ho raha hai... kyun classical singing karnay walon ki encouragement nahi ho rahi hai... phir yeh singer kyun fakay kashi per majboor hain.... vo singer jo shor sharabay walay music per gatay hain vo kyun mashoor hojatay hain????
                LariSajjad Ali ne aik song bola tha "teri yaad satandi" jo super hua aur mein bohat suna kerta tha lekin "Lari Adda" ke baad is ki izat ka graph meri nazar se bilkul he gir gaya

                mein ne aik thread lagaya he already apne fav. music ka jo update kerta rahoon ga aap bhi dekh sakti hein us mein lari adda kahin nahi he :manicure:

                http://www.pegham.com/showthread.php?t=75133
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Music hamari life mein

                  walekumsalam
                  me nahi sunti

                  Comment


                  • #39
                    Re: Music hamari life mein

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    walekumsalam
                    me nahi sunti
                    Arif Lohar aur shazia khushak ko suna karo :)
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Music hamari life mein

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Arif Lohar aur shazia khushak ko suna karo :)
                      kiun

                      Comment


                      • #41
                        Re: Music hamari life mein

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        kiun
                        Kyoon ke un ko aur koi nai sunta
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Music hamari life mein

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Kyoon ke un ko aur koi nai sunta
                          koi nahi sunta to ap suno

                          Comment


                          • #43
                            Re: Music hamari life mein

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            koi nahi sunta to ap suno
                            Mein to inShazia khushak to mere peechay he peri rehti he dhool walay ko le ker aur arif lohaar chimta pakar ker mujay sadaaein deta rehta he per mein to in ki aik bhi nahi sunta
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Music hamari life mein

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              Mein to inShazia khushak to mere peechay he peri rehti he dhool walay ko le ker aur arif lohaar chimta pakar ker mujay sadaaein deta rehta he per mein to in ki aik bhi nahi sunta
                              :tasali:

                              Comment

                              Working...
                              X