Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Music hamari life mein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Music hamari life mein

    Assalam o Alaikum

    car mein betho pehlay kaam hum tape on kartey hain..... bus mein safar karien tu pehlay uss mein sawar hotay hain jis mein vcr lagi ho.... ghar mein neend karien tu songs laga kay tab neend aati hai..... train mein safar karien tu headfone se music suntay hain...... study karien tu music laga kay kartay hain..... computer per kaam kartay hain tu pehlay music lagtay hain.... zindgi kay her shubay mein music ki ahmiyat barh gayi hai..... uthtay bethtay hum music sunnay begair rah nahi paa rahe...... aap loog kitna music suntay hain aur kin halaat mein music sunnay mein maza aata hai???
    sigpic

  • #2
    Re: Music hamari life mein

    وعلیکم اسلام
    نیند اور پڑھائی کے وقت والے میوزک سے میں دور ہوں نیند آئے تو بالکل خاموشی چاہتا ہوں اور پڑھائی کے وقت مکمل یکسوئی
    باقی میں شور شرابے والا میوزک بالکل پسند نہیں کرتا مطلب سلو میوزک ہو اور شاعری سمجھ میں انے والے بامعنی و با مقصد ہونی چاہئے

    میوزک کے شوق میں ،میں ہر طرح کا میوزک پسند نہیں کرتا
    :star1:

    Comment


    • #3
      Re: Music hamari life mein

      ہاں جی میں بھی میوزک سنتا ہوں مگر ذرا اچھی شاعری میں
      جس وقت میں یہ ٹائپ کر رہا ہوں میرے سسٹم میں یہ گانا چل رہا ہے شیئر کردیتا ہوں

      دیکھ تیرے سنسار کی حالت کیا ہوگئی بھگوان
      کتنا بدل گیا انسان
      سورج نہ بدلا تارے نہ بدلے نہ بدلا آسمان
      کتنا بدل گیا انسان


      :rose





      Comment


      • #4
        Re: Music hamari life mein

        ارے ہاں صحیح کہہ رہے ہیں میں بھی اس وقت کام کے ساتھ ساتھ میوزک بھی سن رہا ہوں
        آج مجھے عامر سلیم گے گانے یاد آئے تو وہی یوٹیوب سے ڈھونڈ ڈھونڈ کر سن رہا ہوں
        اس وقت یہ گانا چل رہا ہے
        وہ تاروں بھری راتیںتیری پیار بھری باتیں
        جب یاد مجھے آئیں تو دل میرا دُکھائیں

        البتہ میں اس طرح کے گانوں سےکوسوں دور بھاگتا ہوں جن میں رام بھگوان وغیرہ کی عظمت اور رحمٰن رحیم کا تنزل بیان کیا گیا ہو استغفراللہ
        Last edited by S.Athar; 29 April 2011, 09:18.
        :star1:

        Comment


        • #5
          Re: Music hamari life mein

          میوزک سننا اچھا تو لگتا مگر موڈ بھی ہو تو ورنہ مزہ نہیں آتا
          مجھے تو عاشقی۔راہول رائے ۔ فلم کے گانے اتنے اچھے لگتے ہیں کے بس سنتے
          جائیں
          :okq:
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment


          • #6
            Re: Music hamari life mein

            Wa allaikum salaam

            Main music to nahin sunta - main to ghazlein sunta hoon :shyy:

            Meri subah ka aaghaz Quran-e-Paak sey hota hai, meri gadi mein Surah-e-Rahman aur Surah-e-Yasin ki tilawat ki CD chalti hai jab main kaam key liyey nikalta hoon.

            Magar wapsi per - haan ghazlein, geet ya kuchh bhi ho chalta hai. Magar iskey bawajood main music key bghair rah sakta hoon aur kaii kaii saal rah sakta hoon :ys:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Music hamari life mein

              و عليكم السلام

              g music se koi khaas lagao nahiin....arabic nazmein sunti hoon kabhi kabhar....wo bhi bina music k....
              .......................!!!!!

              Comment


              • #8
                Re: Music hamari life mein

                Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                و عليكم السلام

                g music se koi khaas lagao nahiin....arabic nazmein sunti hoon kabhi kabhar....wo bhi bina music k....
                yeh to aisey sunaii deta ho ga jaisey kisi key galey mein aalu phans geya hai aur woh cheekh raha hai :lol
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Music hamari life mein

                  Originally posted by Masood View Post
                  yeh to aisey sunaii deta ho ga jaisey kisi key galey mein aalu phans geya hai aur woh cheekh raha hai :lol
                  G nai G acha.....bunda kho jata hai jub ye sunta hai tu.....really arabic mai kuch bhi ho maza ata hai sun'ney main....chahey gaaliyaan hi kyun na hoon.....:lol
                  .......................!!!!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Music hamari life mein

                    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                    G nai G acha.....bunda kho jata hai jub ye sunta hai tu.....really arabic mai kuch bhi ho maza ata hai sun'ney main....chahey gaaliyaan hi kyun na hoon.....:lol
                    to phir mujhey bhi sunao - gaaliyaan :lol
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Music hamari life mein

                      Originally posted by ambreen_shaam View Post
                      Assalam o Alaikum

                      car mein betho pehlay kaam hum tape on kartey hain..... bus mein safar karien tu pehlay uss mein sawar hotay hain jis mein vcr lagi ho.... ghar mein neend karien tu songs laga kay tab neend aati hai..... train mein safar karien tu headfone se music suntay hain...... study karien tu music laga kay kartay hain..... computer per kaam kartay hain tu pehlay music lagtay hain.... zindgi kay her shubay mein music ki ahmiyat barh gayi hai..... uthtay bethtay hum music sunnay begair rah nahi paa rahe...... aap loog kitna music suntay hain aur kin halaat mein music sunnay mein maza aata hai???
                      Walikum Salam...!!

                      Student life main music ka shouq raha hai...ziada ter english music hi sunta rah hoon..

                      Michael Jackson, George Michael, Steve Wonder, Celine Dione, Belinda, Richard Marx, Modern talking....waghira meray favourite singers rahay hain..

                      Per 07 / 08 saal say taqreeban music say lagoa khatam ho gaya...pata nahi kyuon..??? (reason main nahi janta)...ab bohut hi kam kabhi kabhar koi song acha laga tu sun laita hon...per jaldi borr ho jata hoon....


                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment


                      • #12
                        Re: Music hamari life mein

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Walikum Salam...!!

                        Student life main music ka shouq raha hai...ziada ter english music hi sunta rah hoon..

                        Michael Jackson, George Michael, Steve Wonder, Celine Dione, Belinda, Richard Marx, Modern talking....waghira meray favourite singers rahay hain..

                        Per 07 / 08 saal say taqreeban music say lagoa khatam ho gaya...pata nahi kyuon..??? (reason main nahi janta)...ab bohut hi kam kabhi kabhar koi song acha laga tu sun laita hon...per jaldi borr ho jata hoon....
                        main english music DEKHA karta tha - suna nahin karta tha :lol
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: Music hamari life mein

                          Originally posted by Masood View Post
                          to phir mujhey bhi sunao - gaaliyaan :lol
                          mai aisii bachi thorri hoon....jo gaaliyaan sunaye...:shyy:.....mai tu galiyaan utha k seedha munh pey maar doon...:lol
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Music hamari life mein

                            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                            mai aisii bachi thorri hoon....jo gaaliyaan sunaye...:shyy:.....mai tu galiyaan utha k seedha munh pey maar doon...:lol
                            kiskey? apney ya gaaliyan sueney waley key? :lol
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: Music hamari life mein

                              Originally posted by Masood View Post
                              main english music DEKHA karta tha - suna nahin karta tha :lol
                              T.V ki awaaz band ker ka..music dekha kertay thay....ya roee kanoon main thooss ker dekthay thay???..


                              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                              Comment

                              Working...
                              X