Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dance

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Dance

    Originally posted by S.A.Z View Post
    شکر ہے آپ نےپارٹیشن کا پوچھ لیا ورنہ اُمید تو آپ سے یہ تھی کہ آپ پوچھتے





    تو طوفان نوح سے پہلے کا واقعہ ہےکہ بعد کا ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
    افسوس ہے اس بات کا کہ میں آپ کی امید پر پورا نہیں اترا
    372-haha372-haha372-haha





    Comment


    • #32
      Re: Dance

      Wa allaikum salaam Rita

      :)

      Main ney aik mazmoon likha tha 2005 mein. Uska aik paragraph hai:

      ".... aik haal per meri nazar parrti hai. Main us simat chal deta hoon. Ander aik mehfil lagi hui hai. Koi BARRA Television Idara aik function karwaa raha hai. Stage per fankaar aatey hain, apney apney fan ka muzahira kartey hain aur pardey key peechhey ghaib ho jaatey hain. Magar gaii'ki key pehley aur ab keh andaaz mein bohat farq hai. Ab to har gaam per larkiyon ka naach laazmi hai. Stage per bhi bohat sii larkiyaan aur larkey gaaik key saath apney apney raqs ka muzahira kar rahey hain. Meri nazar haazrin (public) per parrti hai. Charon taraf larkey aur larkiyaan apni apni seeton per music ki lay per apney apney jismon ko lehra rahey hain. - Kabhi sar-e-aam naachna kanjron ka kaam samjha jata tha, aaj moazaz gharon key chashm-o-chiragh sar-e-aam mehw-e-raqs nazar aatey hain....


      ..... main isi soch mein tha keh kya ab kanjron ka kaarobaar shareef gharon mein hona laga hai.......
      "

      Ghairon ki taqleed mein ham aik aisey raatey per chal parrey hain, jiski manzil zillat aur ruswaii key siwa kuchh nahin. 'Thanks' goes to media. Channels like GEO and ARY are effecting our minds. Is qadar uryani phail rahi hai in channels key through keh yeh mera dawa hai keh anqareeb aap in tv channels per aisey scene dekhein gey jo sirf european channels per nazar aatey they aur ab hindustani channels unki copy kar rahey hain - aur ham hindustani channels ki - thanks Geo...


      GEO - beghairat bano aur baneney do :)
      Last edited by Masood; 29 April 2011, 10:56.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: Dance

        مسعود ان ایکش

        کویت کے شیخ کہتے ہیں ہم نے مسجدیں بھی بنا دی ہیں اور نائٹ کلب بھی اب جس کا دل چاہے مسجد میں جائے جس کا دل چاہے کلب میں

        ہم مسجدوں میں دکھا نہیں دے گے کلبوں سے روکیں گے نہیں


        ویسے بھی میرا کہنا ہے کہ اگر نبی اکرمﷺ کی تعلیمات کسی کو مسجد تک نہیں لے جاسکیں تو پھر ہماری آپ کی زور زبردستی اُس کو سیدھی راہ دکھا ہی نہیں سکتی
        :star1:

        Comment


        • #34
          Re: Dance

          Originally posted by S.A.Z View Post

          ویسے بھی میرا کہنا ہے کہ اگر نبی اکرمﷺ کی تعلیمات کسی کو مسجد تک نہیں لے جاسکیں تو پھر ہماری آپ کی زور زبردستی اُس کو سیدھی راہ دکھا ہی نہیں سکتی
          ... aur yeh aap ka farmana kis base per hai?
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: Dance

            Originally posted by baniazkhan View Post
            افسوس ہے اس بات کا کہ میں آپ کی امید پر پورا نہیں اترا
            372-haha372-haha372-haha

            ۔:tasali:
            آئیندہ خیال رکھنا اور سلسلہ سیدھا ہاروت ماروت سے جوڑنا
            Last edited by S.Athar; 29 April 2011, 13:45.
            :star1:

            Comment


            • #36
              Re: Dance

              Originally posted by Masood View Post
              ... aur yeh aap ka farmana kis base per hai?

              حالات کی بیس پر
              :star1:

              Comment


              • #37
                Re: Dance

                Originally posted by S.A.Z View Post
                حالات کی بیس پر
                :lol :lol kya judgement hai bhaii - bohat umdah :lol
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #38
                  Re: Dance

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  و عليكم السلام

                  nai mujhey dancna nai ata...:shyy:
                  mai tu apni shaadi mai bhi nai nachoon gi..sachi...:shyy:
                  Bhateejee......tum apni shadi main na bhi nacho...per itna zaroor hai..k baad main apnay husband g ku zaroor nachao gee apni unglyuoon per (baiychara)


                  Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                  Comment


                  • #39
                    Re: Dance

                    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                    Bhateejee......tum apni shadi main na bhi nacho...per itna zaroor hai..k baad main apnay husband g ku zaroor nachao gee apni unglyuoon per (baiychara)
                    Wo or becharey...:garmi:

                    chachoo jaag jao...abhi ap ne Un se theek se baat nai ki is liye bol rahey ho aisa....:garmi:
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #40
                      Re: Dance

                      Originally posted by Masood View Post
                      :lol :lol kya judgement hai bhaii - bohat umdah :lol

                      وہ کیاہے کہ لمبی بحث کا موڈ بھی نہیں ہے اور دوسرے اگر تسلی سے سوچا جائے تو میری بات غلط بھی نہیں ہے
                      :star1:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Dance

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Bhateejee......tum apni shadi main na bhi nacho...per itna zaroor hai..k baad main apnay husband g ku zaroor nachao gee apni unglyuoon per (baiychara)
                        372-haha
                        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                        Comment


                        • #42
                          Re: Dance

                          Originally posted by S.A.Z View Post
                          وہ کیاہے کہ لمبی بحث کا موڈ بھی نہیں ہے اور دوسرے اگر تسلی سے سوچا جائے تو میری بات غلط بھی نہیں ہے
                          sach yeh hai keh aap ki baat na sirf ghalt hai balkeh aap ney Nabi Paak SAW ki un azmaton ki toheen ki hai jo unhon ney apni sari umer sarf kar key hamein bakhshi hain :) - zara ghaur kijiyey ga.

                          Nahin to aik baar phir Iqbaal ki qabar per laat mariyey ga aur woh ashaar talash kijiyey jin mein US daur ki aur IS daur ki akasi ki gaii hai....
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: Dance

                            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                            Wo or becharey...:garmi:

                            chachoo jaag jao...abhi ap ne Un se theek se baat nai ki is liye bol rahey ho aisa....:garmi:
                            Mujhay andaza hai....tumharay UNN samait sab mard hi bicharay hotay hain...(even main bhi)


                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment


                            • #44
                              Re: Dance

                              dance agar akilay say kiya jay tu its best exercise ...agar ho partner sath tu kya hi bat hay....but dance ka nuksan na hony kay brabar hay.....
                              ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                              سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                              Comment


                              • #45
                                Re: Dance

                                Originally posted by Masood View Post
                                sach yeh hai keh aap ki baat na sirf ghalt hai balkeh aap ney Nabi Paak SAW ki un azmaton ki toheen ki hai jo unhon ney apni sari umer sarf kar key hamein bakhshi hain :) - zara ghaur kijiyey ga.

                                Nahin to aik baar phir Iqbaal ki qabar per laat mariyey ga aur woh ashaar talash kijiyey jin mein US daur ki aur IS daur ki akasi ki gaii hai....

                                لاحول وللہ قوتھ آپ کی بات پر اور استغفرللہ اس بات پر کہ انجانے میں بھی میں کوئی ایسی گستاخی کر سکوں
                                ہم سب مانتے ہیں کہ آپ ﷺ کی تعلیمات مکمل ہیں آپ ﷺ کی زندگی کلی طور پر شاعر اسلام سے مزین ہےاگر کوئی بھی فرد آپ ﷺ کی تعلیمات اور سنت کو جانتے ہوئے بھی سیدھی راہ پر نہیں چل سکا تو پھر اُس فرد کے لئےایسی کونسی ہدایت یا ایسا کونسا عملی نمونہ رہ جاتا ہے کہ وہ خود کو تبدیل کر لے؟؟؟
                                میری بات کا واضح سا مطلب شائد آپ سمجھ نہیں پار رہے کہ نبی اکرمﷺ کی عظیم تعلیمات کے باوجود اگر کوئی فرد درست راہ نہیں پا سکا تو اب ایسے فرد کے لئے کوئی بھی بات اُن تعلیمات سے زیادہ نہیں ہوسکتی
                                :star1:

                                Comment

                                Working...
                                X