Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

islamabad mein tableegi ejtamah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: islamabad mein tableegi ejtamah

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    tableeg walon ki taraf se khawateen ko educate karnay kayliye bhi kaam kartay hain lakin kuchh makhsoos gharon mein aur pooray parday kay saath.... aap koshash kiya karien kay vo jo gharon mein deen ki baatein hoti hain un mein shirkat kiya karienn.... inshallah bahut faida hoga......... :rose
    ji bilkul:rose

    Comment


    • #17
      Re: islamabad mein tableegi ejtamah

      Originally posted by ambreen_shaam View Post
      aap kaylie mein sirf dua hee karsakti hoon............... :lol
      aaameeen
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: islamabad mein tableegi ejtamah

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        aaameeen
        aap agar 5 times namaz nahi ada kartay tu kam az kam aap do yaa teen parh liya karien.... dekho Allah nay hamain kitna rizq diya hai kitni rehmatien di hain phir bhi hum Allah ka shukar ada na karien aur uss ki ebadat na karein yeh khuli bagawat hai..... aap namaz ada kartay raha karon.... yakeen karo jitni ebadat mein sakoon aur atmeenan hai vo aap ko kisi dunvi cheez mein nahi milay gi..... aur aap ka blood pressure bhi normal hojai ga....... :ys:
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: islamabad mein tableegi ejtamah

          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
          Walikum Salam wa rehmat-u-llah...

          Information ka shukria...lykin aap ku shyed ilm ho ya na ho...k inn
          tableeghi ejtamaat jo amooman Pakistan k mukhtalif cities main hotay rehaty hain..ye ejtemaat quran aur suunat k fehem say khaali hotay hain..inn ejtemaat main ziada ter buzurgoon k jhootay sachay qissay ya phir moozoo aur mangharat Ahadees (s.w) biyaan ki jatee hain..main bhi ye ejtemaat attend kerta raha hoon iss liye keh raha hoon....iss liye janay say pehlay tassalee ker leenay chahye k inn ejtemaat main mutanid aalim maojood hain,..ya nahi..aur kia woh sahi quran o hadees k hawaly saay baat kartay hain..ya phir jhooty sachy qissay kahaniyan biyan kertay hain..
          me k bhi same khayalaat hain...
          .......................!!!!!

          Comment


          • #20
            Re: islamabad mein tableegi ejtamah

            Originally posted by ambreen_shaam View Post
            jo jamaat kay saath waqt lagta hai vo aisi baatien nahi karta..... mein shartiya kahti hoon aap nay kabhi jamaat kay saath waqt nahi lagaya ........:ys:
            Miss Ambreen....aap ki ittelaa k liye arz hai..k main jamaat k saath waqat laga chuka hoon...iss liye mujhay inn k baray main kafi kuch pata hai..ye loog Quran aur Ahadees say ziada aik book "Fazaail-e-Aamal" ku ahmiyat detay hain (inn k nisaab main shamil hai) ...jinn may zaeef riwayat ki bharmaarr hai...aur aksar ahadees mozoo aur mangharat hain...

            Jab mainy mazeed research ki tu andaza hoay k ye tableegh say wabasta loog zaroorat say ziada bholay hain..shayed inn ki niyaat theek ho lykin tareeqa Sunnat-e-Rasool (S.A.W) k mutabiq bilkul nahi hai.. iss liye mainny inn k ejetemaat main jana choor dia..


            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment


            • #21
              Re: islamabad mein tableegi ejtamah

              Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
              me k bhi same khayalaat hain...
              Shukar hai..:dua


              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment


              • #22
                Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                aap agar 5 times namaz nahi ada kartay tu kam az kam aap do yaa teen parh liya karien.... dekho Allah nay hamain kitna rizq diya hai kitni rehmatien di hain phir bhi hum Allah ka shukar ada na karien aur uss ki ebadat na karein yeh khuli bagawat hai..... aap namaz ada kartay raha karon.... yakeen karo jitni ebadat mein sakoon aur atmeenan hai vo aap ko kisi dunvi cheez mein nahi milay gi..... aur aap ka blood pressure bhi normal hojai ga....... :ys:
                100% agree
                :thmbup:

                Comment

                Working...
                X