Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

islamabad mein tableegi ejtamah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • islamabad mein tableegi ejtamah

    Assalam o Alaikum

    30 april ko islamabad mein tableegi ejtamah honay ja raha hai...... iss ejtmah mein khawateen galaban shirkat nahi karsakti sirf marad hazraat ejtmah mein shirkat karsaktey hain.... agar khawateen ko ejazat hoti tu mein zaroor shirkat karti.... khair aap sub se appeal hai kay iss ejtmah mein bharpoor shirkat karien aur iss ejtmah ko kamiyab karein takay islam bol bala ho......
    sigpic

  • #2
    Re: islamabad mein tableegi ejtamah

    :rose وعلیکم اسلام :rose

    Comment

    • #3
      Re: islamabad mein tableegi ejtamah

      Originally posted by ambreen_shaam View Post

      Walikum Salam wa rehmat-u-llah...

      Information ka shukria...lykin aap ku shyed ilm ho ya na ho...k inn
      tableeghi ejtamaat jo amooman Pakistan k mukhtalif cities main hotay rehaty hain..ye ejtemaat quran aur suunat k fehem say khaali hotay hain..inn ejtemaat main ziada ter buzurgoon k jhootay sachay qissay ya phir moozoo aur mangharat Ahadees (s.w) biyaan ki jatee hain..main bhi ye ejtemaat attend kerta raha hoon iss liye keh raha hoon....iss liye janay say pehlay tassalee ker leenay chahye k inn ejtemaat main mutanid aalim maojood hain,..ya nahi..aur kia woh sahi quran o hadees k hawaly saay baat kartay hain..ya phir jhooty sachy qissay kahaniyan biyan kertay hain..

      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment

      • #4
        Re: islamabad mein tableegi ejtamah

        walikum assalam....
        ji bilkul ap ne theek farmaya mera bhi irada hai jane ka.JazzakaAllah

        Comment

        • #5
          Re: islamabad mein tableegi ejtamah

          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
          Walikum Salam wa rehmat-u-llah...

          Information ka shukria...lykin aap ku shyed ilm ho ya na ho...k inn
          tableeghi ejtamaat jo amooman Pakistan k mukhtalif cities main hotay rehaty hain..ye ejtemaat quran aur suunat k fehem say khaali hotay hain..inn ejtemaat main ziada ter buzurgoon k jhootay sachay qissay ya phir moozoo aur mangharat Ahadees (s.w) biyaan ki jatee hain..main bhi ye ejtemaat attend kerta raha hoon iss liye keh raha hoon....iss liye janay say pehlay tassalee ker leenay chahye k inn ejtemaat main mutanid aalim maojood hain,..ya nahi..aur kia woh sahi quran o hadees k hawaly saay baat kartay hain..ya phir jhooty sachy qissay kahaniyan biyan kertay hain..
          jo jamaat kay saath waqt lagta hai vo aisi baatien nahi karta..... mein shartiya kahti hoon aap nay kabhi jamaat kay saath waqt nahi lagaya ........:ys:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: islamabad mein tableegi ejtamah

            Originally posted by *ASK* View Post
            walikum assalam....
            ji bilkul ap ne theek farmaya mera bhi irada hai jane ka.JazzakaAllah
            Allah tala qabool karey...............
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: islamabad mein tableegi ejtamah

              Originally posted by baniazkhan View Post
              :rose وعلیکم اسلام :rose
              thanks
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                Assalam o Alaikum

                30 april ko islamabad mein tableegi ejtamah honay ja raha hai...... iss ejtmah mein khawateen galaban shirkat nahi karsakti sirf marad hazraat ejtmah mein shirkat karsaktey hain.... agar khawateen ko ejazat hoti tu mein zaroor shirkat karti.... khair aap sub se appeal hai kay iss ejtmah mein bharpoor shirkat karien aur iss ejtmah ko kamiyab karein takay islam bol bala ho......
                Wa allaikum salaam

                ... aur yeh kaisa tableeghi ijtimaa hai? (jis mein auratein nahin shamil ho saktin, auraton ko tableegh ki zaroorat nahin?)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                  Originally posted by ambreen_shaam View Post
                  Assalam o Alaikum

                  30 april ko islamabad mein tableegi ejtamah honay ja raha hai...... iss ejtmah mein khawateen galaban shirkat nahi karsakti sirf marad hazraat ejtmah mein shirkat karsaktey hain.... agar khawateen ko ejazat hoti tu mein zaroor shirkat karti.... khair aap sub se appeal hai kay iss ejtmah mein bharpoor shirkat karien aur iss ejtmah ko kamiyab karein takay islam bol bala ho......
                  Mere khayal se mein 5 waqt ka namazi nai hoon me ko pehley namazi banana chahiye, phir kuch aur sochna chahiye
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10

                    walekumsalam

                    khwateen ko to ijazat hi nahi..wese me pehle kabhi gai bhi nahi

                    Comment

                    • #11
                      Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                      Originally posted by AbgeenA View Post

                      tableeg walon ki taraf se khawateen ko educate karnay kayliye bhi kaam kartay hain lakin kuchh makhsoos gharon mein aur pooray parday kay saath.... aap koshash kiya karien kay vo jo gharon mein deen ki baatein hoti hain un mein shirkat kiya karienn.... inshallah bahut faida hoga......... :rose
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                        Originally posted by Masood View Post
                        Wa allaikum salaam

                        ... aur yeh kaisa tableeghi ijtimaa hai? (jis mein auratein nahin shamil ho saktin, auraton ko tableegh ki zaroorat nahin?)
                        bilkul aurton ko bhi zaroorat hoti hai lakin un ko deeni taleem denay kayliey baray ijtmaat mein shirkat nahi karwatey balkay tableeg mein khawateen bhi nikalti hain lakin uss kay thora kaam mukhtalif tareeqay se kartay hain jis se khawateen bhi parday mein rahin aur deen ka kaam bhi kartay rahin......
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Mere khayal se mein 5 waqt ka namazi nai hoon me ko pehley namazi banana chahiye, phir kuch aur sochna chahiye
                          aap kaylie mein sirf dua hee karsakti hoon............... :lol
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            walekumsalam

                            khwateen ko to ijazat hi nahi..wese me pehle kabhi gai bhi nahi
                            khawateen ki tableeg ka tareeqay kaar mukhtalif hota hai......
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: islamabad mein tableegi ejtamah

                              Originally posted by ambreen_shaam View Post
                              bilkul aurton ko bhi zaroorat hoti hai lakin un ko deeni taleem denay kayliey baray ijtmaat mein shirkat nahi karwatey balkay tableeg mein khawateen bhi nikalti hain lakin uss kay thora kaam mukhtalif tareeqay se kartay hain jis se khawateen bhi parday mein rahin aur deen ka kaam bhi kartay rahin......

                              سب سے بڑا دینی اجتماع تو حج کا ہے اس میں تو خواتین شرکت کرتی ہیں

                              Comment

                              Working...
                              X