Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

!@!... Insaan Honay Ka Margin

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • !@!... Insaan Honay Ka Margin

    Asslamoalikum Respected Members

    hope u wl b fine shine just like me

    aap apnay ird gird basnay walay insaano yani aap k near n dear ones ko unkay insaan honay ka kitna margin dete hain???
    yani insan khata ka putla hai,perfect koi nae hota wgera wgera...tou kis hadd tak aap unn ki ghaltiyon khamiyon negative points ko justify krtay hain......

    aur bahasiat ek insaan......kya khud k sath b wesa hi rawya rkhtay hain ????
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

    Waalaykum Salam
    Sareeh , or ghair insaani galtio ki maafi to kabhi nahi milti ...lakin baaki sab chalta ha ...me khud bhi galtian kerta hun or dosron ko bhi itna recovery room daita hun kay wo acceptable way me come back ker sakain ..
    Originally posted by saraah View Post

    Comment

    • #3

      aap ka question bahut acha hai...... wese mera rahis sihan tu sirf apnay cousins kay saath hota hai kisi ki khata ko mein itna serious nahi leti..... rahi baat meri zaat kay saath tu agar khata hojati hai tu kuchh dost ignor kar detay hain kuch nahi bhi kartay....
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

        Originally posted by saraah View Post
        Asslamoalikum Respected Members

        hope u wl b fine shine just like me

        aap apnay ird gird basnay walay insaano yani aap k near n dear ones ko unkay insaan honay ka kitna margin dete hain???
        yani insan khata ka putla hai,perfect koi nae hota wgera wgera...tou kis hadd tak aap unn ki ghaltiyon khamiyon negative points ko justify krtay hain......

        aur bahasiat ek insaan......kya khud k sath b wesa hi rawya rkhtay hain ????
        Me ne kia margin dena he me to khud narrow margin se insaan bana hoon

        Aur bold line jis mein tum ne question kia he usay ghoor se parho wo line he ghalat he :p
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

          tum kia bantay bantay insaan banay ho ..bataao zara ..:p
          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Me ne kia margin dena he me to khud narrow margin se insaan bana hoon

          Aur bold line jis mein tum ne question kia he usay ghoor se parho wo line he ghalat he :p

          Comment

          • #6
            Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

            walekumsalam

            haan kabhi ghaltiyan ignore kar deti hun or kabhi nahi karti...akher me bhi insan hun..moaf na karne ki ghalti to karuun gi na:shyy:

            Comment

            • #7
              Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              M

              Aur bold line jis mein tum ne question kia he usay ghoor se parho wo line he ghalat he :p
              mere nazdeek theek hai...aap k nazdeek jo ghalti hai wo bayaan krnay ki aapko ijazat di jati hai
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                Originally posted by saraah View Post
                mere nazdeek theek hai...aap k nazdeek jo ghalti hai wo bayaan krnay ki aapko ijazat di jati hai
                Yahan pe justify ka word unsuitable he. Yahan pe Justify apne liye banda ker sakta he kisi k liye nahi.
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                  Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                  tum kia bantay bantay insaan banay ho ..bataao zara ..:p
                  Koyal ;)
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Yahan pe justify ka word unsuitable he. Yahan pe Justify apne liye banda ker sakta he kisi k liye nahi.
                    nahi yahan justify hi aaye ga..... me smjhti hoon baat ignore ya muaaf krnay ki nahi....waqai justify krnay ki hai.
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                      Originally posted by saraah View Post
                      nahi yahan justify hi aaye ga..... me smjhti hoon baat ignore ya muaaf krnay ki nahi....waqai justify krnay ki hai.
                      Oh bei kisi ki ghaltiyoon ko hum justify kese ker saktay hein? Yahan pe yeh word 100% misfit he. Kisi ki ghalti pe hum usay saza de saktay hein, moaaf ker saktay hein ignore ker saktay hein per hum justify kese ker saktay hein??? Justify ke jo bhi meanings tumhein dictionary mein milein zaroori nahi ke wo Justify ki sense ko justify ker sakein. This is a prototype word in its sense and shouldn't be truly merged/relate with its synonyms.
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                        wellll jo kaam me bazat e khud kar chuki hoon krti hoon uss ki nafi me tumhari baat sun k kese kr doon....
                        anyhow thanks for ur reply.

                        lets see baqi kya kehtay hain
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          walekumsalam

                          haan kabhi ghaltiyan ignore kar deti hun or kabhi nahi karti...akher me bhi insan hun..moaf na karne ki ghalti to karuun gi na:shyy:
                          me ka bhi yahii answer hai....:ys:
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                            و عليكم السلام
                            .......................!!!!!

                            Comment

                            • #15

                              good
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              Working...
                              X