Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

!@!... Insaan Honay Ka Margin

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    aap ka question bahut acha hai...... wese mera rahis sihan tu sirf apnay cousins kay saath hota hai kisi ki khata ko mein itna serious nahi leti..... rahi baat meri zaat kay saath tu agar khata hojati hai tu kuchh dost ignor kar detay hain kuch nahi bhi kartay....
    hmmmm ok...... n thank u :)
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #17
      Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

      Originally posted by AbgeenA View Post
      walekumsalam

      haan kabhi ghaltiyan ignore kar deti hun or kabhi nahi karti...akher me bhi insan hun..moaf na karne ki ghalti to karuun gi na:shyy:
      muaaf na kar k uss se taluq pe koi farq parrta hai????? asaan lafzon me keena perwer ho ya aar ya paar wala muamla ?
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #18
        Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

        Originally posted by saraah View Post
        muaaf na kar k uss se taluq pe koi farq parrta hai????? asaan lafzon me keena perwer ho ya aar ya paar wala muamla ?
        depends....ab jese ghar ka mulazim he..us ki ghaltiyon par me us ko daant deti hun...kabhi ignore kar deti hun k insan he ghalti ho jati he....lekin kuch logon k bure rawaey yaad rakhti hun...kahin kahin keena parwar keh sakti ho mujhe

        Comment

        • #19
          Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

          Originally posted by AbgeenA View Post
          depends....ab jese ghar ka mulazim he..us ki ghaltiyon par me us ko daant deti hun...kabhi ignore kar deti hun k insan he ghalti ho jati he....lekin kuch logon k bure rawaey yaad rakhti hun...kahin kahin keena parwar keh sakti ho mujhe
          372-scare
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            372-scare
            :tasali:

            Comment

            • #21

              hmmm .ok
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #22
                Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                Originally posted by AbgeenA View Post
                :tasali:
                Tum itni keena perwar kese ho sakti ho
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Tum itni keena perwar kese ho sakti ho
                  kiun nahi ho sakti
                  thore thore sab hote hen..mante nahi...me manti hun...lekin koi esa keena nahi hota k inteqam wala...bas yaad rehta he k is shaks ne kesa bartao kia tha

                  Comment

                  • #24
                    Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    kiun nahi ho sakti
                    thore thore sab hote hen..mante nahi...me manti hun...lekin koi esa keena nahi hota k inteqam wala...bas yaad rehta he k is shaks ne kesa bartao kia tha
                    ghalat bartaoo kerne walay ka kia ilaaj kerti ho
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      ghalat bartaoo kerne walay ka kia ilaaj kerti ho
                      ignore karti hun...ilaj kabhi nahi kia

                      Comment

                      • #26
                        Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        ignore karti hun...ilaj kabhi nahi kia
                        is tarah wo banda to sari zindagi ke liye choot gaya?
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          is tarah wo banda to sari zindagi ke liye choot gaya?
                          nahi ...esa kabhi nahi hota...Allah ki saza nahi bachta esa banda...ye sab se acha tareeka he badala lene k...Allah se shikayat kar k side par ho jaen...

                          Comment

                          • #28
                            Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            nahi ...esa kabhi nahi hota...Allah ki saza nahi bachta esa banda...ye sab se acha tareeka he badala lene k...Allah se shikayat kar k side par ho jaen...
                            samaj gaya cheeti
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              samaj gaya cheeti
                              me insan hun...cheeti nahi:shyy:

                              Comment

                              • #30
                                Re: !@!... Insaan Honay Ka Margin

                                Originally posted by AbgeenA View Post
                                me insan hun...cheeti nahi:shyy:
                                ok cheeti
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X