السلام عليكم
Kya waq'ee koi insaan manhoos hota hai doosroon k liye???kya waq'ee jub koi naya person kisi ki life mai enter hota hai or us k saath kuch bura hojaye tu us naye aney waley ki wajah se hota hai???
For example agar kisi aadmi ki job shaadi se pehley jati hai, bussiness mai nuqsaan hota hai tu wo us ki Qismat..or shaadi k baad us ki biwii ki manhoosiyat???Kya is qisam ki soch mai koi sachayi hai??kya waq'ee us ki biwi manhoos hoti hai us k liye??
Agar kisi ghar mai Baitii ki paidayish k baad kuch bura hojaye tu wo Baitii kya waq'ee manhoos hoti hai un k liye???
Agar nahiin tu akhir aisii soch log rakhtey kyun hain???agar haan tu us manhoos insaan ko xinda rehney ka koi haq hai????

Comment