Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Manhoos Insaan..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Manhoos Insaan..!!!

    السلام عليكم

    Kya waq'ee koi insaan manhoos hota hai doosroon k liye???kya waq'ee jub koi naya person kisi ki life mai enter hota hai or us k saath kuch bura hojaye tu us naye aney waley ki wajah se hota hai???
    For example agar kisi aadmi ki job shaadi se pehley jati hai, bussiness mai nuqsaan hota hai tu wo us ki Qismat..or shaadi k baad us ki biwii ki manhoosiyat???Kya is qisam ki soch mai koi sachayi hai??kya waq'ee us ki biwi manhoos hoti hai us k liye??
    Agar kisi ghar mai Baitii ki paidayish k baad kuch bura hojaye tu wo Baitii kya waq'ee manhoos hoti hai un k liye???

    Agar nahiin tu akhir aisii soch log rakhtey kyun hain???agar haan tu us manhoos insaan ko xinda rehney ka koi haq hai????
    .......................!!!!!

  • #2
    Re: Manhoos Insaan..!!!

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

    W sallamm.......
    Iss type ki thinkig,,meray khial main Jahhallat kii intahaa haii....koi b iss duniyaa main Manhoos nai hotaaaaaaaaaaaaaaaaaa
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment

    • #3
      Re: Manhoos Insaan..!!!

      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      W sallamm.......
      Iss type ki thinkig,,meray khial main Jahhallat kii intahaa haii....koi b iss duniyaa main Manhoos nai hotaaaaaaaaaaaaaaaaaa
      phir is ka matlub kuch ginney chuney logoo k alawa baqi sub jahil hain...
      .......................!!!!!

      Comment

      • #4
        Re: Manhoos Insaan..!!!

        Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
        السلام عليكم

        Kya waq'ee koi insaan manhoos hota hai doosroon k liye???kya waq'ee jub koi naya person kisi ki life mai enter hota hai or us k saath kuch bura hojaye tu us naye aney waley ki wajah se hota hai???
        For example agar kisi aadmi ki job shaadi se pehley jati hai, bussiness mai nuqsaan hota hai tu wo us ki Qismat..or shaadi k baad us ki biwii ki manhoosiyat???Kya is qisam ki soch mai koi sachayi hai??kya waq'ee us ki biwi manhoos hoti hai us k liye??
        Agar kisi ghar mai Baitii ki paidayish k baad kuch bura hojaye tu wo Baitii kya waq'ee manhoos hoti hai un k liye???

        Agar nahiin tu akhir aisii soch log rakhtey kyun hain???agar haan tu us manhoos insaan ko xinda rehney ka koi haq hai????
        walikum salam...

        yeh sab insano ki dosray insan ko dukh dyny wali baten hy or aisi baten wo log sochty or karty hein jo zamana-e-jahaliyat k logo sy mushabay hein warna khuda ny tu apny pyaray RASOOL S.A.W ki basiyat sy logon mein yeh taleem sekhae the k wo urat ko uska mukam dein usko aik mashary mein aik achi pehchan delwai or aj jo log is kisam ki baten krty hein wo dar haqeeqat ALLAH sy usk pyar sy dor hein warna un zuban or unka demag aisi baten karny or sochny ki b juarat na kary... lekin yeh haqeeqt hy k logon ka yeh aitqad hy lekin iska yeh matlab nai k agar koi apko manhoos kahay tu ap manhoos ho han albata wo shaks apka dil dukha k ALLAH G k pyar sy zarur he mehrom ho jata hy or usko pata nai chalta k usk sath jo bhi bura ho ra hy wo darhaqeeqat us kay apnay amal ki wajhay sy hy....
        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

        Comment

        • #5
          Re: Manhoos Insaan..!!!

          Allha Tala or Hazoor(SAW) kay kisi qool main aisa nahi kaha gaya ..to pher zahir hai yeh batain ghalat hain kay kay koi insaan manhoos hai ..:rose
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: Manhoos Insaan..!!!

            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
            السلام عليكم

            Kya waq'ee koi insaan manhoos hota hai doosroon k liye???kya waq'ee jub koi naya person kisi ki life mai enter hota hai or us k saath kuch bura hojaye tu us naye aney waley ki wajah se hota hai???
            For example agar kisi aadmi ki job shaadi se pehley jati hai, bussiness mai nuqsaan hota hai tu wo us ki Qismat..or shaadi k baad us ki biwii ki manhoosiyat???Kya is qisam ki soch mai koi sachayi hai??kya waq'ee us ki biwi manhoos hoti hai us k liye??
            Agar kisi ghar mai Baitii ki paidayish k baad kuch bura hojaye tu wo Baitii kya waq'ee manhoos hoti hai un k liye???

            Agar nahiin tu akhir aisii soch log rakhtey kyun hain???agar haan tu us manhoos insaan ko xinda rehney ka koi haq hai????
            islam mein bad-shagooni yaa nahoosat ka tassawar nahi milta.....yeh logon ki banai hoi baatein hain..... her cheez per Allah tala kay haath mein hai aur vohi uss per qudrat rakhtay hain.... bad-shagoni karna yeh shirk kay barabar hai........ Allah tala hum sub ko bad-shagooni karna yaa kisi ko nahoosat kahnay se baaz rakhay...... aur Allah tala hum sub per raham va apna karam karey.......
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Manhoos Insaan..!!!

              thnx all..
              .......................!!!!!

              Comment

              • #8
                Re: Manhoos Insaan..!!!

                ye sub jahelon wali baten hen.jo ksmat me hota he wohi mil k rehta hai.......

                Comment

                • #9
                  Re: Manhoos Insaan..!!!

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  thnx all..
                  Are you satisfied to all above replies.
                  if your answer is yes then write down your recent point of views.
                  if your answer is No, so I ask Why?

                  Comment

                  • #10
                    Re: Manhoos Insaan..!!!

                    Originally posted by baniazkhan View Post
                    Are you satisfied to all above replies.
                    if your answer is yes then write down your recent point of views.
                    if your answer is No, so I ask Why?
                    pehley mera bhi yahi man'na tha jo baqi sub ne kaha par ab jo dekha us k bad lagne laga shayad aisa hi hai...
                    .......................!!!!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Manhoos Insaan..!!!

                      walekumsalam
                      esa hota nahi he...ager hota to Allah ne or Allah k akhri nabi (S.A.W)ne hamen zarur btaya hota...baki insan wehmi tabeyat ka ho to esa soch sakta he us k parha likha ya un parh hona koi shart nahi he.

                      Comment

                      • #12
                        Re: Manhoos Insaan..!!!

                        Hinduoon mein manhoos hotay hein musalmano mein koi nai. Ub faisla tumharay haath mein he
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Manhoos Insaan..!!!

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Hinduoon mein manhoos hotay hein musalmano mein koi nai. Ub faisla tumharay haath mein he
                          ab shayad faisley karney ka nai sirf sun'ney ka dour hai....
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Manhoos Insaan..!!!

                            manhoos batian karnay walye hi manhoos loog hotay hian ..or koi nahi : d
                            Last edited by .; 19 April 2011, 17:58.
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Manhoos Insaan..!!!

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              manhoos batian karnay walye hi manhoos loog hotay hian ..or koi nahi : d
                              hmm shayad...
                              .......................!!!!!

                              Comment

                              Working...
                              X