Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ehtejaaj

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Ehtejaaj

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Insaan yaksaniyat se tang aa jata he. Mere ghar mein bohat achay cook hein sabhi lekin baat wohi ke insaan yaksaaniyat se kai baar tang aa jata he. Change honi chahiye kabi kabi bahir ka bhi khana chahiye
    ap ghar me roz aik hi dish na khaya karen na....change kar k pakwa lia karen..phir yaksaneyat nahi ho gi:lol

    Comment


    • #32
      Re: Ehtejaaj

      Originally posted by AbgeenA View Post
      ap ghar me roz aik hi dish na khaya karen na....change kar k pakwa lia karen..phir yaksaneyat nahi ho gi:lol
      Badal badal ke he cheezein banti hein baba, i mean mai
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Ehtejaaj

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        Badal badal ke he cheezein banti hein baba, i mean mai
        to phir apni khane ki place bhi roz badal lia karen....kabhi kisi room me kha lia...kabhi gate par khare khare kha lia...change to ho jaey ga lekin bahir ka khana nahi khana chaey...bohat buri buri cheezen shamil karte hen bazar wale:garmi:

        Comment


        • #34
          Re: Ehtejaaj

          Originally posted by AbgeenA View Post
          to phir apni khane ki place bhi roz badal lia karen....kabhi kisi room me kha lia...kabhi gate par khare khare kha lia...change to ho jaey ga lekin bahir ka khana nahi khana chaey...bohat buri buri cheezen shamil karte hen bazar wale:garmi:
          Mein achay restaurants se khana khata hoon ya khane ki kooshish kerta hoon
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Ehtejaaj

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Mein achay restaurants se khana khata hoon ya khane ki kooshish kerta hoon
            kabhi in "achon" k kitchen ja kar dekheay ga....me ne to aik prog dekha tha..dunya news par...tab se me bahir khana nahi khati...uufff....mare huey janwar gadhe,choohe,bhense,dogs....sab ka kuch bhi zaya nahi karte...hadi,khoon,charbi,aanten...sab khila dete hen logon ko...aakkkkhhh:garmi:

            Comment


            • #36
              Re: Ehtejaaj

              Originally posted by AbgeenA View Post
              kabhi in "achon" k kitchen ja kar dekheay ga....me ne to aik prog dekha tha..dunya news par...tab se me bahir khana nahi khati...uufff....mare huey janwar gadhe,choohe,bhense,dogs....sab ka kuch bhi zaya nahi karte...hadi,khoon,charbi,aanten...sab khila dete hen logon ko...aakkkkhhh:garmi:
              mujay aik he masla hota he nakas ghee se bana khana kha ke gala kharaab hota he. doosra mein milawat ko pehchan leta hoon ya youn kaho ke khanay ke taste se mujay pata chal jata he ke khana kese aur kin halaat mein bana he. Aur waise bhi chootay mootay keetaano to khana pakanay se mer he jatay hein :ys:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Ehtejaaj

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                mujay aik he masla hota he nakas ghee se bana khana kha ke gala kharaab hota he. doosra mein milawat ko pehchan leta hoon ya youn kaho ke khanay ke taste se mujay pata chal jata he ke khana kese aur kin halaat mein bana he. Aur waise bhi chootay mootay keetaano to khana pakanay se mer he jatay hein :ys:
                :garmi:

                Comment


                • #38
                  Re: Ehtejaaj

                  Originally posted by AbgeenA View Post
                  :garmi:
                  tum ne kabi maray huay keetano ki laashein khai hein
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Ehtejaaj

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    tum ne kabi maray huay keetano ki laashein khai hein
                    nahi...me ye cheezen pakati hi nahi to khaun gi kese?mujhe jo khana ho khud bnati hun...nahi ata ho to seekh kar pkati hun...saaf suthra healthy khana

                    Comment


                    • #40
                      Re: Ehtejaaj

                      Originally posted by AbgeenA View Post
                      nahi...me ye cheezen pakati hi nahi to khaun gi kese?mujhe jo khana ho khud bnati hun...nahi ata ho to seekh kar pkati hun...saaf suthra healthy khana
                      Tumhari to sehat bhi bari achi ho gi
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Ehtejaaj

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Tumhari to sehat bhi bari achi ho gi
                        :alhamd:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Ehtejaaj

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          :alhamd:
                          aaj walk kerne nai gai
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Ehtejaaj

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            aaj walk kerne nai gai
                            gai thi...

                            Comment


                            • #44
                              Re: Ehtejaaj

                              Originally posted by AbgeenA View Post
                              gai thi...
                              kitnay km kerti ho?
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Ehtejaaj

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                kitnay km kerti ho?
                                500 meter ka track he to us par 3/4 chakar lagati hun

                                Comment

                                Working...
                                X