Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ehtejaaj

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ehtejaaj

    Aslamoalikum:hii:

    ham sabhi zindagi me kabhi na kabhi kisi na kisi baat par ehtejaj karte hen...jab ham ne koi baat manwani ho..to bhook hartal...cheekh-o-pukar...rona dhona...khamosh ho jana...dheron tareeke hote hen...bachpan me bhi or bare ho kar bhi...to ap bataen k ap bachpan me kese ehtjaj kia karte the?ab kese karte hen?

  • #2
    Re: Ehtejaaj

    Waalaykum salam ...bachpan me bhi ehtjah khamoshi say ..or abb bhi ...wasay kuch okat me me jarehana ikdaam bhi uthata hun ..:p
    Originally posted by AbgeenA View Post

    Comment

    • #3
      Re: Ehtejaaj

      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
      Waalaykum salam ...bachpan me bhi ehtjah khamoshi say ..or abb bhi ...wasay kuch okat me me jarehana ikdaam bhi uthata hun ..:p
      jarihana iqdamat ki wazahat karen?

      Comment

      • #4
        Re: Ehtejaaj

        roo roo k or mein bhot ziada uncha roti the or aj mere bhanji meray naqash-e-qadam py chal re hy tu mjko ehsas hota hy k jab mein kisi mall mein roti hon ge tu mery sath anay waly kitny khajal hoty hn gy:lol... per aik faida hota h k jo cheez ap mag ry hot ho mil jati hy lekin ab mein khamosh rehna behtar samjhti hn han bas ami k samny abi b rona dhona ho jata hy unchi awaz mein nai but motay motay ansu k sath:shyy:
        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

        Comment

        • #5
          Re: Ehtejaaj

          W sallam.....
          Pehalay to main chotaa bachaa thaaa,,roo roo kar apni batain manwataaa thaaaa,,

          abb main barraa hoo giaa,

          ab withh arguments,kamm challataa hoooooooo:dance2:
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Ehtejaaj

            Originally posted by AbgeenA View Post
            Aslamoalikum:hii:

            ham sabhi zindagi me kabhi na kabhi kisi na kisi baat par ehtejaj karte hen...jab ham ne koi baat manwani ho..to bhook hartal...cheekh-o-pukar...rona dhona...khamosh ho jana...dheron tareeke hote hen...bachpan me bhi or bare ho kar bhi...to ap bataen k ap bachpan me kese ehtjaj kia karte the?ab kese karte hen?
            Wa Alaikum Aslam,

            Bohat choota tha to mere parents ne mujay bohat sakhti se samja dia tha ke jo cheez chahiye ho normal andaz mein mango, mil jaye to theek na milay to skoon karo. Mere parents ka muj pe bohat strong influence tha lehaza mein ne kabi zid nahi ki kabi roya nahi kisi cheez k liye. Mere parents ne bhi waise meri her jaiz zaroorat ko understand kia lehaza parents ke saath ehtajaaj ka mooka he nahi mil paya :p

            Ub ehtajaaj to nahi he nakhray hein. Khana mere pasand ka na bana ho ya us tareekay se na bana ho jese main pasand kerta hoon to mein nahi khata bahir se mungwa leta hoon.
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Ehtejaaj

              Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

              tumhein to 2 lagni chahiyein
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Ehtejaaj

                وعلیکم اسلام
                بہت چھوٹا تھا توپتہ نہیں کس طرح سے اپنی زد منواتا تھا لیکن جب باتیں یاد رہنا شروع ہوئیں تو۔۔۔۔۔۔۔۔
                شائد کبھی رو کر اپنی ضد نہیں منوائی بلکہ یہ کہوں کہ ضد کی ہی نہیں تو مناسب ہوگا،
                بڑے ہو کر اپنی بات دلائل کے ساتھ منوائی
                :star1:

                Comment

                • #9
                  Re: Ehtejaaj

                  Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                  roo roo k or mein bhot ziada uncha roti the or aj mere bhanji meray naqash-e-qadam py chal re hy tu mjko ehsas hota hy k jab mein kisi mall mein roti hon ge tu mery sath anay waly kitny khajal hoty hn gy:lol... per aik faida hota h k jo cheez ap mag ry hot ho mil jati hy lekin ab mein khamosh rehna behtar samjhti hn han bas ami k samny abi b rona dhona ho jata hy unchi awaz mein nai but motay motay ansu k sath:shyy:
                  chalo ansoo mote note hon ya chote chote...theek hen:tasali:...par u bachpan me wakai khatarnak bachi hua karti then:garmi:....ese bache mere samne aen to dil karta he

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ehtejaaj

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    W sallam.....
                    Pehalay to main chotaa bachaa thaaa,,roo roo kar apni batain manwataaa thaaaa,,

                    abb main barraa hoo giaa,

                    ab withh arguments,kamm challataa hoooooooo:dance2:
                    acha karte hen:thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ehtejaaj

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam,

                      Bohat choota tha to mere parents ne mujay bohat sakhti se samja dia tha ke jo cheez chahiye ho normal andaz mein mango, mil jaye to theek na milay to skoon karo. Mere parents ka muj pe bohat strong influence tha lehaza mein ne kabi zid nahi ki kabi roya nahi kisi cheez k liye. Mere parents ne bhi waise meri her jaiz zaroorat ko understand kia lehaza parents ke saath ehtajaaj ka mooka he nahi mil paya :p

                      Ub ehtajaaj to nahi he nakhray hein. Khana mere pasand ka na bana ho ya us tareekay se na bana ho jese main pasand kerta hoon to mein nahi khata bahir se mungwa leta hoon.
                      mere father ne bhi same mujhe ese hi samjhaya hua tha is leay me hhi zidi bachi nahi hua karti thi....
                      haan ab wakai ap k nakhre hen...wese bahir k khane sehet k leay bilkul bhi ache nahi hote...parhez kia kee jeay:tasali:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ehtejaaj

                        Originally posted by S.A.Z View Post
                        وعلیکم اسلام
                        بہت چھوٹا تھا توپتہ نہیں کس طرح سے اپنی زد منواتا تھا لیکن جب باتیں یاد رہنا شروع ہوئیں تو۔۔۔۔۔۔۔۔
                        شائد کبھی رو کر اپنی ضد نہیں منوائی بلکہ یہ کہوں کہ ضد کی ہی نہیں تو مناسب ہوگا،
                        بڑے ہو کر اپنی بات دلائل کے ساتھ منوائی
                        aqalmand log daleel se hi baat karte hen:thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ehtejaaj

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          acha karte hen:thmbup:
                          Shabratii kaa b yehhii khial haiiii:hohe:
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ehtejaaj

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            chalo ansoo mote note hon ya chote chote...theek hen:tasali:...par u bachpan me wakai khatarnak bachi hua karti then:garmi:....ese bache mere samne aen to dil karta he
                            shukar hy mein bari ho gae hn warna kia pata agar kabi tmsy milti tu tum tu mar mar k mjko phoola he dete:garmi:
                            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ehtejaaj

                              Originally posted by AbgeenA View Post
                              Aslamoalikum:hii:

                              ham sabhi zindagi me kabhi na kabhi kisi na kisi baat par ehtejaj karte hen...jab ham ne koi baat manwani ho..to bhook hartal...cheekh-o-pukar...rona dhona...khamosh ho jana...dheron tareeke hote hen...bachpan me bhi or bare ho kar bhi...to ap bataen k ap bachpan me kese ehtjaj kia karte the?ab kese karte hen?
                              bachpan se aaj tak her cheez jo maangi vo khushi se parents nay di hai.... aur kabhi kisi cheez ki kammi nahi honay di.... na kabhi inkaar hua..... lakin iss kay bawajood jab mein barri hogayi eik khuwahish ki kay mein yeh zindgi kay faisla karna chahti hoon tu sub meray ghar walay meray khilaaf hogaye aur meinay bahut ehtjaaj kiye, roya peeta, khana peena chor diya, bahut takaleef nibahein vo farmaish jo mein chahti thi vo nahi manwa saki..... zindgi ki her na'amat Allah nay di lakin agar vo mera shaed naseeb thein jo milti rahin aur lakin eik choti khuwahish meri poori ghar walon nay nahi ki..... iss ka mujhe shaed zindgi bhar afsos rahe........ :ys:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X