Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ehtejaaj

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ehtejaaj

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Wa Alaikum Aslam,

    Bohat choota tha to mere parents ne mujay bohat sakhti se samja dia tha ke jo cheez chahiye ho normal andaz mein mango, mil jaye to theek na milay to skoon karo. Mere parents ka muj pe bohat strong influence tha lehaza mein ne kabi zid nahi ki kabi roya nahi kisi cheez k liye. Mere parents ne bhi waise meri her jaiz zaroorat ko understand kia lehaza parents ke saath ehtajaaj ka mooka he nahi mil paya :p

    Ub ehtajaaj to nahi he nakhray hein. Khana mere pasand ka na bana ho ya us tareekay se na bana ho jese main pasand kerta hoon to mein nahi khata bahir se mungwa leta hoon.
    aap seedha kyun nahi likhtay kay aap ko jo aap kay abbu nay samjhaya tha uss ki naseehat ko bhol rahe ho.... :lol
    Last edited by ambreen_shaam; 18 April 2011, 06:51.
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Ehtejaaj

      Originally posted by AbgeenA View Post
      Aslamoalikum:hii:

      ham sabhi zindagi me kabhi na kabhi kisi na kisi baat par ehtejaj karte hen...jab ham ne koi baat manwani ho..to bhook hartal...cheekh-o-pukar...rona dhona...khamosh ho jana...dheron tareeke hote hen...bachpan me bhi or bare ho kar bhi...to ap bataen k ap bachpan me kese ehtjaj kia karte the?ab kese karte hen?
      Walikum Salam..!!

      Roo dhoo ker hi baat manwai.....ab zahir hai bachpan main banners ya wall chawking ya ehtajajee jaloos nikal ker tu protest nahi ho sakta...:think:


      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment


      • #18
        Re: Ehtejaaj

        Originally posted by ambreen_shaam View Post
        bachpan se aaj tak her cheez jo maangi vo khushi se parents nay di hai.... aur kabhi kisi cheez ki kammi nahi honay di.... na kabhi inkaar hua..... lakin iss kay bawajood jab mein barri hogayi eik khuwahish ki kay mein yeh zindgi kay faisla karna chahti hoon tu sub meray ghar walay meray khilaaf hogaye aur meinay bahut ehtjaaj kiye, roya peeta, khana peena chor diya, bahut takaleef nibahein vo farmaish jo mein chahti thi vo nahi manwa saki..... zindgi ki her na'amat Allah nay di lakin agar vo mera shaed naseeb thein jo milti rahin aur lakin eik choti khuwahish meri poori ghar walon nay nahi ki..... iss ka mujhe shaed zindgi bhar afsos rahe........ :ys:
        :tasali:

        Comment


        • #19
          Re: Ehtejaaj

          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
          Walikum Salam..!!

          Roo dhoo ker hi baat manwai.....ab zahir hai bachpan main banners ya wall chawking ya ehtajajee jaloos nikal ker tu protest nahi ho sakta...:think:
          yani ap bhi rone dhone wale bache the

          Comment


          • #20
            Re: Ehtejaaj

            Originally posted by AbgeenA View Post
            Aslamoalikum:hii:

            ham sabhi zindagi me kabhi na kabhi kisi na kisi baat par ehtejaj karte hen...jab ham ne koi baat manwani ho..to bhook hartal...cheekh-o-pukar...rona dhona...khamosh ho jana...dheron tareeke hote hen...bachpan me bhi or bare ho kar bhi...to ap bataen k ap bachpan me kese ehtjaj kia karte the?ab kese karte hen?
            waalikum asslam

            esay ehtjaaj na bachpan me kiye na ab.shyd koi esi barri khwahish hi nae thi jo thin wo wqt k sath ghair mehsoos andaz me poori hoti gayin.jo na huin wahan taqdeer parsti ne sath nibhya,me wese b uljhnay se gurez krti hoon ..lakin future me shyd me kuch agressive hojaoon kuch kaha nae ja skta.
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #21
              Re: Ehtejaaj

              Originally posted by AbgeenA View Post
              yani ap bhi rone dhone wale bache the
              kabhi kisee bache nay hans ker aapni baat manwai hai....???:mm:


              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment


              • #22
                Re: Ehtejaaj

                Originally posted by saraah View Post
                waalikum asslam

                esay ehtjaaj na bachpan me kiye na ab.shyd koi esi barri khwahish hi nae thi jo thin wo wqt k sath ghair mehsoos andaz me poori hoti gayin.jo na huin wahan taqdeer parsti ne sath nibhya,me wese b uljhnay se gurez krti hoon ..lakin future me shyd me kuch agressive hojaoon kuch kaha nae ja skta.
                bari darvesh tabeyat pai he u ne:thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Ehtejaaj

                  Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                  kabhi kisee bache nay hans ker aapni baat manwai hai....???:mm:
                  kuch bache khamosh ehtjaj se bhi to baat manwa lete hen...

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ehtejaaj

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    kuch bache khamosh ehtjaj se bhi to baat manwa lete hen...
                    Lagata hai..aap unn bachoon main say aik theen..??


                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ehtejaaj

                      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                      Lagata hai..aap unn bachoon main say aik theen..??
                      ji

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ehtejaaj

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        bari darvesh tabeyat pai he u ne:thmbup:
                        :$:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #27
                          Re: Ehtejaaj

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          mere father ne bhi same mujhe ese hi samjhaya hua tha is leay me hhi zidi bachi nahi hua karti thi....
                          haan ab wakai ap k nakhre hen...wese bahir k khane sehet k leay bilkul bhi ache nahi hote...parhez kia kee jeay:tasali:
                          Insaan yaksaniyat se tang aa jata he. Mere ghar mein bohat achay cook hein sabhi lekin baat wohi ke insaan yaksaaniyat se kai baar tang aa jata he. Change honi chahiye kabi kabi bahir ka bhi khana chahiye
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Ehtejaaj

                            Originally posted by ambreen_shaam View Post
                            aap seedha kyun nahi likhtay kay aap ko jo aap kay abbu nay samjhaya tha uss ki naseehat ko bhol rahe ho.... :lol
                            Zahir he ub Abbu nahi hein is dunia mein to man'mani to apni he chalni he
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Ehtejaaj

                              Originally posted by ambreen_shaam View Post
                              bachpan se aaj tak her cheez jo maangi vo khushi se parents nay di hai.... aur kabhi kisi cheez ki kammi nahi honay di.... na kabhi inkaar hua..... lakin iss kay bawajood jab mein barri hogayi eik khuwahish ki kay mein yeh zindgi kay faisla karna chahti hoon tu sub meray ghar walay meray khilaaf hogaye aur meinay bahut ehtjaaj kiye, roya peeta, khana peena chor diya, bahut takaleef nibahein vo farmaish jo mein chahti thi vo nahi manwa saki..... zindgi ki her na'amat Allah nay di lakin agar vo mera shaed naseeb thein jo milti rahin aur lakin eik choti khuwahish meri poori ghar walon nay nahi ki..... iss ka mujhe shaed zindgi bhar afsos rahe........ :ys:

                              Fiker na ker
                              Ziker kar
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Ehtejaaj

                                Originally posted by AbgeenA View Post
                                bari darvesh tabeyat pai he u ne:thmbup:
                                wese hamaray professor kaha krtay thay jab tak koi mar na jaye raaye mat qayam kro uss k baray....iss liye tum mere marnay se pehlay raaye mat qayam kro mere baray me :lol
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X