Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

موسم کی پہلی بارش

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: موسم کی پہلی بارش

    Walaikum Assalaam

    Aap ko mousam ki pehli baarish mubarak ho janab :)

    Jee haan, mujhay baarish bohat achi lagti hain, har cheese aik dam fresh fresh see lagti hay :)
    Main tou aksar chahay sardi ho yaa garmi baarish main khoob bheegta hoon, khoob enjoy karta hoon :)
    Baarish main garam garam PakoRay aur uss kay saath garamagaram chai peena bohat acha lagta hay :)
    Offcourse iss Rehmat-e-Ilahee ko main zaihmat kaisay karar day sakta hoon :)

    Khush rahyeh
    Fi amaan ALLAH
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: موسم کی پہلی بارش

      Originally posted by AbgeenA View Post
      walekumsalam
      mujhe barish behad achi lagti he......barish ka jaltarag to deewana kar deta he mujhe....or me barish ko baraste huey dekhnti rehti hun....chaey ya coffee bana kar esi jagah beth jati hun jahan se dekhti rahun boondon ko girte huey...or Allah ka shukar he barish rehmat hoti he...bas jab sunti hun k kisi ghareeb ka ghar gir gya to tab dukh hota he...
      :rose
      :star1:

      Comment


      • #18
        Re: موسم کی پہلی بارش

        Originally posted by mehreen View Post
        wsalam barish rehmat hoti hai par kabhi kabhi vo rehmat kisi majboor k liye zehmat ban jati hai.haaan i luv barish par pakistan ki .jab se pardes main aae hu yaha ki tatratii sardii mein haath paaau tat jur gae.......kabhi snow or kabhi barish kore k saath pir use kya haak enjoy karein
        [COLOR="rgb(0, 0, 0)"]
        بالکل صحیح کہا پاکستان کی بارشوں کی کیا بات ہے
        شائد اس لئے بھی کہ وہاں پر درختوں پر اس قدر دھول جم چکی ہوتی ہےکہ پہلی بارش کے بعد کچھ نیا نیا محسوس ہونےلگتا ہے :)۔
        لگے ہاتھوں آپ یہ بھی بتا جاتیںکہ کس ملک کی برفباری اور ٹھنڈ برداشت کرنی پڑ رہی ہے ؟؟؟
        [/COLOR]
        :star1:

        Comment


        • #19
          Re: موسم کی پہلی بارش

          Originally posted by thefire1 View Post
          Walaikum Assalaam

          Aap ko mousam ki pehli baarish mubarak ho janab :)

          Jee haan, mujhay baarish bohat achi lagti hain, har cheese aik dam fresh fresh see lagti hay :)
          Main tou aksar chahay sardi ho yaa garmi baarish main khoob bheegta hoon, khoob enjoy karta hoon :)
          Baarish main garam garam PakoRay aur uss kay saath garamagaram chai peena bohat acha lagta hay :)
          Offcourse iss Rehmat-e-Ilahee ko main zaihmat kaisay karar day sakta hoon :)

          Khush rahyeh
          Fi amaan ALLAH

          کیا یاد کروا دیا ؟؟؟پکوڑے گرم گرم گھر کےبنے ہوئے
          منہ میں پانی آگیا اور ساتھ میں مزےکی چائے آئے ہائے ہائے ہائے
          بارش کا پانی جب گھر میں جمع ہوجائے تو کیسا لگتا ہے ؟؟؟

          :star1:

          Comment


          • #20
            Re: موسم کی پہلی بارش

            Aap kabhi Karachi aayey aap ko apnay haathoon say tal kar khilayoon ga :)

            Baarish kaa paani jab ghar main aajayay tou uss main bohat say khayaalat zehan main aatay hain, kuch mandarjazail hain:

            1. Contractor ka khayaal aata hay kay uss nay theek say water-proofing nahin kee jiss kay bayis humain parishaani ka saamna hay!
            2. Phir kisi aur contractor ka khayal aata hay taakay woh jald az jald iss parishaani say nijaat dilayay.
            3. Laikin kuch bhi hojayay har haal main ALLAH SWT ka shukar guzaar hotay hain aur yehi khayal aata hay kay ALLAH SWT nay iss bahar barasti hoyee rehmat ko chaan chaan kar humaray ghar ki dar-o-dewaar main bhi barsa diya! apni apni soch aur uss kay MASBAT nazrayeh ka sawaal hay, kuch issay zehmat kahayin gain aur humain jaisay zehmat main honay kay bawajood issay REHMAT kehtay hain :)







            Originally posted by S.A.Z View Post

            کیا یاد کروا دیا ؟؟؟پکوڑے گرم گرم گھر کےبنے ہوئے
            منہ میں پانی آگیا اور ساتھ میں مزےکی چائے آئے ہائے ہائے ہائے
            بارش کا پانی جب گھر میں جمع ہوجائے تو کیسا لگتا ہے ؟؟؟

            sigpic

            Comment

            Working...
            X