Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Dilchasp Kitab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik Dilchasp Kitab

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    sahi kaha jub mein kuch perh raha hota hoon tub sath mein kaam bhi ker raha hota hoon. Shayad books ub meri priorities nahi rahein is liye mein nahi perhta hoon. Waise knowledge kafi hasil ker lia he ub aur hasil ker ke kia kerna he :p
    knowledge hasil karne ki inteha to kabhi nahi ho sakti ....ye to till death aik na rukne wala amal hota he

    Comment


    • #17
      Re: Aik Dilchasp Kitab

      Originally posted by AbgeenA View Post
      knowledge hasil karne ki inteha to kabhi nahi ho sakti ....ye to till death aik na rukne wala amal hota he
      Yeh baat to mein ne bhi suni he, but what I am talking about is the quench of knowledge which I simply lack especially when we talk about "books" :p
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Aik Dilchasp Kitab

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        Yeh baat to mein ne bhi suni he, but what I am talking about is the quench of knowledge which I simply lack especially when we talk about "books" :p
        ho sakta he ap k sath esa ho...me kitab k bagher nahi reh sakti

        Comment


        • #19
          Re: Aik Dilchasp Kitab

          Originally posted by AbgeenA View Post
          ho sakta he ap k sath esa ho...me kitab k bagher nahi reh sakti
          aur mein oxygen ke bagair :p
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Aik Dilchasp Kitab

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            aur mein oxygen ke bagair :p
            bari aqalmandi ki baat ki he...wo to koi bhi nahi reh sakta....

            Comment


            • #21
              Re: Aik Dilchasp Kitab

              Originally posted by AbgeenA View Post
              bari aqalmandi ki baat ki he...wo to koi bhi nahi reh sakta....
              sub meri he nakal kyoon kerte hein :p
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Aik Dilchasp Kitab

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                sub meri he nakal kyoon kerte hein :p
                ghalat....ap sab ki nakal karte hen

                Comment


                • #23
                  Re: Aik Dilchasp Kitab

                  Originally posted by AbgeenA View Post
                  ghalat....ap sab ki nakal karte hen
                  Kia tum bhi "mere sub ki nakal kerne" ke talent ki kail ho chuki ho :p
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aik Dilchasp Kitab

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Kia tum bhi "mere sub ki nakal kerne" ke talent ki kail ho chuki ho :p
                    me hi kia sari dunya hi qail he ap ki nakal karne k talent se:lol

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aik Dilchasp Kitab

                      Originally posted by AbgeenA View Post
                      me hi kia sari dunya hi qail he ap ki nakal karne k talent se:lol
                      Tum bhi muj se inspiration lo aur nakal kerna seekh lo :wink
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aik Dilchasp Kitab

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Tum bhi muj se inspiration lo aur nakal kerna seekh lo :wink
                        seekh to loon par wo jo ap jump maar kar aik darakht se doosre darakht par ghoomte hen wo me nahi seekh paun gi:wk
                        is leay me serf mutasreen me rahun to behter he:lol

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aik Dilchasp Kitab

                          book share karnay ka shukriya
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aik Dilchasp Kitab

                            waalikum asslam
                            thank u Rita
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aik Dilchasp Kitab

                              @ ambreen n saraah.. welcome:rose

                              Comment


                              • #30
                                Re: Aik Dilchasp Kitab

                                Originally posted by AbgeenA View Post
                                seekh to loon par wo jo ap jump maar kar aik darakht se doosre darakht par ghoomte hen wo me nahi seekh paun gi:wk
                                is leay me serf mutasreen me rahun to behter he:lol
                                Lagta he tumhein koi ghalat family hui he
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X