Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Dilchasp Kitab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Dilchasp Kitab

    Aslamoalikum:hii:
    mujhe aik book gift mili...jo me ne 4/5 din me hi parh li...kitab he hi bohat dilchasp...or bukhar hone ki waja se mujhe rest bhi mila hua tha to sakoon se puri book parhi....kitab ka naam he..."Qayamat or Hayat Baad al Moat" written by atomic scientist Sultan Bashir Mehmood...

    book k end me website bhi likhi thi wahan dekha to kafi sari books wahan mojud hen...ap yahan bhi parh sakte hen...www.darulhikmat.com


  • #2
    Re: Aik Dilchasp Kitab

    وعلیکم اسلام
    سب سےپہلے تو آپ کی صحت کے لئے دعا گو
    اللہ جی آپ کو جلد از جلد صحت و تندرستی سے نوازیں آمین
    یہ کتاب شئیر کرنےکا بہت بہت شکریہ
    موڈریٹس سے درخواست ہے کہ اسے "یاتو ویب سائٹس سیکشن میں یا پھر ای بکس سیکشن "میں موو کر دیں
    اللہ جی آبگینہ جی کو اس کار خیر کی جزا عطا فرمائیں آمین
    Last edited by S.Athar; 9 December 2010, 11:16.
    :star1:

    Comment


    • #3
      Re: Aik Dilchasp Kitab

      wasalam

      : )

      Comment


      • #4
        Re: Aik Dilchasp Kitab

        Originally posted by S.A.Z View Post
        وعلیکم اسلام
        سب سےپہلے تو آپ کی صحت کے لئے دعا گو
        اللہ جی آپ کو جلد از جلد صحت و تندرستی سے نوازیں آمین
        یہ کتاب شئیر کرنےکا بہت بہت شکریہ
        موڈریٹس سے درخواست ہے کہ اسے "یاتو ویب سائٹس سیکشن میں یا پھر ای بکس سیکشن "میں موو کر دیں
        اللہ جی آبگینہ جی کو اس کار خیر کی جزا عطا فرمائیں آمین
        awen move kar den
        yahan is leay share ki k wahan to koi jata nahi.....or kisi or mod ko awaz dene ki kia zarurat thi..mujhe hi keh dete..abgeena is thread ko move kar do..me kar deti:lol

        Comment


        • #5
          Re: Aik Dilchasp Kitab

          Originally posted by AbgeenA View Post
          awen move kar den
          yahan is leay share ki k wahan to koi jata nahi.....or kisi or mod ko awaz dene ki kia zarurat thi..mujhe hi keh dete..abgeena is thread ko move kar do..me kar deti:lol
          :lol
          .......................!!!!!

          Comment


          • #6
            Re: Aik Dilchasp Kitab

            Originally posted by S.A.Z View Post

            موڈریٹس سے درخواست ہے کہ اسے "یاتو ویب سائٹس سیکشن میں یا پھر ای بکس سیکشن "میں موو کر دیں
            lolz Athar bhai Rita khud hi tu Yahan ki Mod hai..:lol
            Last edited by BhaTaktii RooH; 9 December 2010, 13:48.
            .......................!!!!!

            Comment


            • #7
              Re: Aik Dilchasp Kitab

              Originally posted by S.A.Z View Post
              وعلیکم اسلام
              سب سےپہلے تو آپ کی صحت کے لئے دعا گو
              اللہ جی آپ کو جلد از جلد صحت و تندرستی سے نوازیں آمین
              یہ کتاب شئیر کرنےکا بہت بہت شکریہ
              موڈریٹس سے درخواست ہے کہ اسے "یاتو ویب سائٹس سیکشن میں یا پھر ای بکس سیکشن "میں موو کر دیں
              اللہ جی آبگینہ جی کو اس کار خیر کی جزا عطا فرمائیں آمین
              Mein to kehta hoon is link ke saath saath SAZ ko bhi usi section mein move ker dein ta ke Roola Mukkay
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Aik Dilchasp Kitab

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Mein to kehta hoon is link ke saath saath SAZ ko bhi usi section mein move ker dein ta ke Roola Mukkay
                theek hai ...

                waisey in ko bhi Thikaney laganey ki planning jari hai...:P
                .......................!!!!!

                Comment


                • #9
                  Re: Aik Dilchasp Kitab

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  theek hai ...

                  waisey in ko bhi Thikaney laganey ki planning jari hai...:P
                  carry on
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aik Dilchasp Kitab

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    carry on
                    wish us good luck..
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aik Dilchasp Kitab

                      Originally posted by AbgeenA View Post
                      Aslamoalikum:hii:
                      mujhe aik book gift mili...jo me ne 4/5 din me hi parh li...kitab he hi bohat dilchasp...or bukhar hone ki waja se mujhe rest bhi mila hua tha to sakoon se puri book parhi....kitab ka naam he..."Qayamat or Hayat Baad al Moat" written by atomic scientist Sultan Bashir Mehmood...

                      book k end me website bhi likhi thi wahan dekha to kafi sari books wahan mojud hen...ap yahan bhi parh sakte hen...www.darulhikmat.com
                      Senorita muj se kitaab nahi perhi jati. Pata nahi kia ho gaya he mein aik page perhon to bore ho jaoon. Computer pe mein chahay kai ghantay study kerta rahoon kisi topic ko us per boriyat nahi hoti. Aakhir yeh maajra kia he tumhein pata he to muj ko bata dena plz yaad se
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aik Dilchasp Kitab

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Senorita muj se kitaab nahi perhi jati. Pata nahi kia ho gaya he mein aik page perhon to bore ho jaoon. Computer pe mein chahay kai ghantay study kerta rahoon kisi topic ko us per boriyat nahi hoti. Aakhir yeh maajra kia he tumhein pata he to muj ko bata dena plz yaad se
                        aap k ander becheni bhari hui he jis ki waja se ap tik kar kitab nahi parh sakte....

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aik Dilchasp Kitab

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          aap k ander becheni bhari hui he jis ki waja se ap tik kar kitab nahi parh sakte....
                          mein products research kafi kerta hoon aur kafi lambay literature perhta rehta hoon net per ke koi doosra banda perhay to foorun bore ho jaye per mein kai kai ghantay perhta hoon, but kitaab aik entirely different cheez lagti he mujay, yeh nahi perhi jati
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Aik Dilchasp Kitab

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            mein products research kafi kerta hoon aur kafi lambay literature perhta rehta hoon net per ke koi doosra banda perhay to foorun bore ho jaye per mein kai kai ghantay perhta hoon, but kitaab aik entirely different cheez lagti he mujay, yeh nahi perhi jati
                            shaed is leay k net par parhne k sath ap or kaam bhi karte rehte hon ge jab k book parhte waqt serf book hi parhi jati he...wese depend karta he ager book dilchasp ho to wo khud hi insan ko ijazat nahi deti jab tak puri parh na li jaey...jese ye book jo me ne share ki me ne parhna shiru ki...bohat achi lagi....ager apne parents ki death se pehle parhi hoti to me is qadar udas na hoti....jitna tab hui....

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aik Dilchasp Kitab

                              Originally posted by AbgeenA View Post
                              shaed is leay k net par parhne k sath ap or kaam bhi karte rehte hon ge jab k book parhte waqt serf book hi parhi jati he...wese depend karta he ager book dilchasp ho to wo khud hi insan ko ijazat nahi deti jab tak puri parh na li jaey...jese ye book jo me ne share ki me ne parhna shiru ki...bohat achi lagi....ager apne parents ki death se pehle parhi hoti to me is qadar udas na hoti....jitna tab hui....
                              sahi kaha jub mein kuch perh raha hota hoon tub sath mein kaam bhi ker raha hota hoon. Shayad books ub meri priorities nahi rahein is liye mein nahi perhta hoon. Waise knowledge kafi hasil ker lia he ub aur hasil ker ke kia kerna he :p
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X