Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

parveen shakir ki 58th birth day

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • parveen shakir ki 58th birth day

    as
    pakistan has given birth to several beautiful and talented women.... aur Parveen shakir un mein eik hain...

    aaj parveen shakir ki 58th saalgirah manai jaa rahi hai..... aaj vo hum main nahi lakin uss kay kaam ko sadiyun tak yaad rakha jai ga....

    iss thread mein hum sub mil kar parveen ko kharaj e tehseen pesh karna hai.... aur agar aap dost parveen ki poetry add karna chahin tu bahu khushi hogi...
    sigpic

  • #2
    Re: parveen shakir ki 58th birth day

    Baarish hui to PhooloN ke tan chaak ho gaye
    Mausam ke Haath bheeg ke saffaak ho gaye


    Baadal ko keya kHabar keh Baarish ki Chaah meiN
    kitne buland-o-baalaa Shajar kHaak ho gaye

    Juganoo ko din ke Waqt pakarhne ki Zid kareiN
    Bachche hamaare Ehad ke chaalaak ho gaye

    Lehraa rahi hai Barf ki chaadar haTaa ke Ghaas
    Sooraj ki sheh pe tinke bhi bebaak ho gaye

    Sooraj dimaagH log bhi IblaagH-e-fikr meiN
    Zulf-e-shab-e-firaaq ke pechaak ho gaye

    jab bhi gHareeb-e-shahar se kucH Guftagoo hui
    Lehje hawaa-e-shaam ke nam-naak ho gaye

    Saahil pe jitne Aab-guzeedaa the sab ke sab
    Dariyaa ke rukH badalate hi tairaak ho gaye
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: parveen shakir ki 58th birth day

      Mein perveen aur Shakir dono ko kharaaj-e-takseem baijta hoon. Kabool-o-manzoor ho ;)
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: parveen shakir ki 58th birth day

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        Mein perveen aur Shakir dono ko kharaaj-e-takseem baijta hoon. Kabool-o-manzoor ho ;)
        Parveen shakir bhai played a vital role to explore the romantic poetry

        Comment


        • #5
          Re: parveen shakir ki 58th birth day

          Originally posted by Mr.Khan View Post
          Parveen shakir bhai played a vital role to explore the romantic poetry
          Aaj se pehlay mujay Perveen shakir ke puray naam ka nahi pata tha :garmi:
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: parveen shakir ki 58th birth day

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Aaj se pehlay mujay Perveen shakir ke puray naam ka nahi pata tha :garmi:
            to phir tum ne un ko tehseen kyun paish kiya :think:

            Comment


            • #7
              Re: parveen shakir ki 58th birth day

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              to phir tum ne un ko tehseen kyun paish kiya :think:
              Tehseen ka waise bhi kharaaj ho jana tha to soocha ke bhai sahab ke kaam aa jaye
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: parveen shakir ki 58th birth day

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Tehseen ka waise bhi kharaaj ho jana tha to soocha ke bhai sahab ke kaam aa jaye
                Tehseen ki amma ko agar pat chala tey fir teri khair nahi hai

                Comment


                • #9
                  Re: parveen shakir ki 58th birth day

                  Originally posted by Mr.Khan View Post
                  Tehseen ki amma ko agar pat chala tey fir teri khair nahi hai
                  mein hatal'amkaan kooshish karon ga ke tumhein pata na lagay:esmile:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: parveen shakir ki 58th birth day

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    mein hatal'amkaan kooshish karon ga ke tumhein pata na lagay:esmile:
                    fir kar di na na-hazam hone wali gaal

                    Comment


                    • #11
                      Re: parveen shakir ki 58th birth day

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      fir kar di na na-hazam hone wali gaal
                      yaar tera hazma itna kharaab kese ho gaya?
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: parveen shakir ki 58th birth day

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        yaar tera hazma itna kharaab kese ho gaya?
                        tu itne dino sey ghayeb jo tha

                        Comment


                        • #13
                          Re: parveen shakir ki 58th birth day

                          Originally posted by Mr.Khan View Post
                          tu itne dino sey ghayeb jo tha
                          tum ne mujay hajmola samja hua he
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: parveen shakir ki 58th birth day

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            tum ne mujay hajmola samja hua he
                            is me samajhne wali kon c baat hai

                            Comment


                            • #15
                              Re: parveen shakir ki 58th birth day

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              Mein perveen aur Shakir dono ko kharaaj-e-takseem baijta hoon. Kabool-o-manzoor ho ;)
                              parveen shakir by the way eik heeee shakhsiyat hain..... jese munda sialkoty eik hain vese vo bhi eik hain
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X