Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pardes me eid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by mehreen View Post
    ab apne shohr ko chor kar to apne watan nahi ja sakti eid manane inshallah aghate jaey ge
    Good to hear ke aap aik shohar ki malik bhi hein :p Wish you all the best :wink

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Tum bhi eid apne ghar mein guzara karo, red surkhi, red glasses laga ke galiyoon mein phirti rehti ho
    ab apne shohr ko chor kar to apne watan nahi ja sakti eid manane inshallah aghate jaey ge

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by mehreen View Post
    karye ga bi mat
    Tum bhi eid apne ghar mein guzara karo, red surkhi, red glasses laga ke galiyoon mein phirti rehti ho

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Aik baar eid bahir guzar li to guzar li, ub aisa nai ho ga :wink
    karye ga bi mat

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by mehreen View Post
    boht acha karte hain ehtamam kar k:thmbup: are amrica or eid :na:
    Aik baar eid bahir guzar li to guzar li, ub aisa nai ho ga :wink

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Wa Alaikum Aslam,

    Hum eid per her cheez ka bohat ehtamaam kerte hein aur isay fully celebrate kerte hein, is liye des mein aur apne ghar mein he eid mananay ka maza aata he. Hameesha eid apne ghar mein guzaari siwaye November 2009 ke end mein Eid-ul-azha k. Wo saari eid meri amrika ki flight mein he guzar gai. Wahan ja ker bhi eid ki koi ramak nazar nahi aai, sub apne apne kaamon mein lagay huay thay even Pakistani bhi to yeh taasur mujay acha nahi mila.
    boht acha karte hain ehtamam kar k:thmbup: are amrica or eid :na:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by mehreen View Post
    salam o alaikam , :hii: sochye agar kabhi aap ko eid pardes main guzarni par jaey vo bi apnu k bagheyr....to aap ka rade amal kya ho ga:think:
    Wa Alaikum Aslam,

    Hum eid per her cheez ka bohat ehtamaam kerte hein aur isay fully celebrate kerte hein, is liye des mein aur apne ghar mein he eid mananay ka maza aata he. Hameesha eid apne ghar mein guzaari siwaye November 2009 ke end mein Eid-ul-azha k. Wo saari eid meri amrika ki flight mein he guzar gai. Wahan ja ker bhi eid ki koi ramak nazar nahi aai, sub apne apne kaamon mein lagay huay thay even Pakistani bhi to yeh taasur mujay acha nahi mila.

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by Aanchal View Post
    apnoo ko sath lay jaian gay jahan jana howa :lol:
    bilkul sahi very gud par kaash sab esa kar paate

    Leave a comment:


  • .
    replied
    Re: pardes me eid

    apnoo ko sath lay jaian gay jahan jana howa :lol:

    Leave a comment:


  • GumShuda
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by mehreen View Post
    acha to aap study k liye apnu se door hain main tamam students ke liye dua karu gi k vo kamyaab ho apne watan wapas lotein mera bhae bi student padesi hain apna feture banane k liye.....

    thanks!!

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by u_r View Post
    radeamal yeh hota he ke eid ka chand nazr aane ki khabr milti he to Eid ho jaati he..........Eid ruk to ni sakti na ...to jahan bhi hein Eid ho gai...radeammal ka kiya sawaal???
    radeamak ye hota hai k apnu k saath hansi hushi guzarti hai or apnu k bagaer udaasi main bas guzar hi jati hai

    Leave a comment:


  • u_r
    replied
    Re: pardes me eid

    radeamal yeh hota he ke eid ka chand nazr aane ki khabr milti he to Eid ho jaati he..........Eid ruk to ni sakti na ...to jahan bhi hein Eid ho gai...radeammal ka kiya sawaal???

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by GumShuda View Post

    mein bhi pind ko miss kerata hoon
    :dua inshallah soooooooon

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by GumShuda View Post

    [ Mehnat tu Alhamdulillah kertay hain lekin studies mein :p
    acha to aap study k liye apnu se door hain main tamam students ke liye dua karu gi k vo kamyaab ho apne watan wapas lotein mera bhae bi student padesi hain apna feture banane k liye.....

    Leave a comment:


  • mehreen
    replied
    Re: pardes me eid

    Originally posted by S.A.Z View Post
    آ قیص مل کے کریں آہ و زاریاں ۔

    Leave a comment:

Working...
X