Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
pardes me eid
Collapse
X
-
Re: pardes me eid
Originally posted by mehreen View Post:think:are agar pese nahi hain to itne arse se pades main apnu se door kya kar rahe hopardes main banda mehnat karne hi to jaata hai:shyy:larkiyun ki baat or hai vo shaadi kar ke jaati hain.....jana hamara haq hai
[ Mehnat tu Alhamdulillah kertay hain lekin studies mein :p
Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
Sadly, common sense is not very common..!!
Comment
-
Re: pardes me eid
Originally posted by ambreen_shaam View Postmeri aksar eidein pardes mein hoti hain..... eid walay din apna pind ziyada yaad aata hai..... jo apnay pind mein eid ka lutaf ata hai vo kisi aur jaga nahi milta ..
mein bhi pind ko miss kerata hoon
Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
Sadly, common sense is not very common..!!
Comment
-
Re: pardes me eid
Originally posted by GumShuda View Post
[ Mehnat tu Alhamdulillah kertay hain lekin studies mein :p
Comment
-
Re: pardes me eid
Originally posted by u_r View Postradeamal yeh hota he ke eid ka chand nazr aane ki khabr milti he to Eid ho jaati he..........Eid ruk to ni sakti na ...to jahan bhi hein Eid ho gai...radeammal ka kiya sawaal???
Comment
-
Re: pardes me eid
Originally posted by mehreen View Postacha to aap study k liye apnu se door hain main tamam students ke liye dua karu gi k vo kamyaab ho apne watan wapas lotein mera bhae bi student padesi hain apna feture banane k liye.....
thanks!!
Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
Sadly, common sense is not very common..!!
Comment
-
-
Re: pardes me eid
Originally posted by mehreen View Postsalam o alaikam , :hii: sochye agar kabhi aap ko eid pardes main guzarni par jaey vo bi apnu k bagheyr....to aap ka rade amal kya ho ga:think:
Hum eid per her cheez ka bohat ehtamaam kerte hein aur isay fully celebrate kerte hein, is liye des mein aur apne ghar mein he eid mananay ka maza aata he. Hameesha eid apne ghar mein guzaari siwaye November 2009 ke end mein Eid-ul-azha k. Wo saari eid meri amrika ki flight mein he guzar gai. Wahan ja ker bhi eid ki koi ramak nazar nahi aai, sub apne apne kaamon mein lagay huay thay even Pakistani bhi to yeh taasur mujay acha nahi mila.:thmbup:
Comment
-
Re: pardes me eid
Originally posted by munda_Sialkoty View PostWa Alaikum Aslam,
Hum eid per her cheez ka bohat ehtamaam kerte hein aur isay fully celebrate kerte hein, is liye des mein aur apne ghar mein he eid mananay ka maza aata he. Hameesha eid apne ghar mein guzaari siwaye November 2009 ke end mein Eid-ul-azha k. Wo saari eid meri amrika ki flight mein he guzar gai. Wahan ja ker bhi eid ki koi ramak nazar nahi aai, sub apne apne kaamon mein lagay huay thay even Pakistani bhi to yeh taasur mujay acha nahi mila.
Comment
Comment