Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aansuu:(

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Aansuu:(

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
    ap kehtey ho tu theek hi hoga ofcourse...
    Zarooree nahi k her baat theek ho meree...buss aik general view tha meraa...


    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment


    • #32
      Re: Aansuu:(

      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
      Zarooree nahi k her baat theek ho meree...buss aik general view tha meraa...
      nai...

      ap me k chachoo ho........or me kabhi ghalat nai bolti is liye ap bhi kabhi ghalat nai boltey.......bus...yahii mera akhri faisla hai....
      .......................!!!!!

      Comment


      • #33
        Re: Aansuu:(

        Your owner ! Aap theek kehtree hain..main aap k iss akhri faislay ku accept kerta hoon..


        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment


        • #34
          Re: Aansuu:(

          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
          Hum....tu ye baat hai..
          ji yehi baat he

          Comment


          • #35
            Re: Aansuu:(

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            Your owner ! Aap theek kehtree hain..main aap k iss akhri faislay ku accept kerta hoon..
            accept na karney ki koshish tu kartey phir dekhtey ap....:hairdrayer:
            .......................!!!!!

            Comment


            • #36
              Re: Aansuu:(

              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
              Bhai aap yahi keh rahay thay na..k rona achee baat nahi..tu bhai her banda kabhi na kabhi tu rota hi hai..chahe bachpan main roye ya bara ho ker roye...
              aorr yahhann Bachapnn wallaayy roonnay kii baatt nahii hoo rahiii Bhaii
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment


              • #37
                Re: Aansuu:(

                Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                bunda khud se hi kub tuk jhoot bol sakta hai........khair khush rahye...
                Main jhoot nahi Bolltaa BB,,aoor apnnay aapp say to Balikol b naii
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment


                • #38
                  Re: Aansuu:(

                  Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                  Main jhoot nahi Bolltaa BB,,aoor apnnay aapp say to Balikol b naii
                  haan haan saboot de diya ap ne...:garmi:
                  Last edited by BhaTaktii RooH; 3 November 2010, 13:03.
                  .......................!!!!!

                  Comment


                  • #39
                    Re: Aansuu:(

                    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                    haan haan saboot de diya ap ne...:garmi:
                    mazeed saboott chahieyy too Shabratii kii gawahii dall daittayy hainnn janab
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment


                    • #40
                      Re: Aansuu:(

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      mazeed saboott chahieyy too Shabratii kii gawahii dall daittayy hainnn janab
                      nai nai kafii hai...:garmi:
                      .......................!!!!!

                      Comment


                      • #41
                        Re: Aansuu:(

                        Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                        nai nai kafii hai...:garmi:
                        shukkarr haii
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment


                        • #42
                          Re: Aansuu:(

                          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                          Sahi faramaya aap nay... lykin aurat ho ya mard.... jo maza Allah k hazoor rotay hoye apnay gunahoon ki muafi mangtay hoaye ata hai woh kisee aur cheez per ronay main nahi ata..
                          :thmbup: bilkul darust so fisad

                          Comment


                          • #43
                            Re: Aansuu:(

                            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                            sis inni nazuk or hasaas bhi na bano k log rulatey rahein or ap rotey raho...kabhi kabhi dil ko sakht kar k doosroon ko bhi rulana ana chahye...
                            haa baat to tumari sahi hai apne haq k liye hud hi larna parta hai


                            yep dono important hai.....magar aisa har waqt tu possible nai hota na k rona aye tu ro sakein...kabhi kabhi chehrey par aik naqaab ...jhooti muskurahat ka naqaab ...pehn'na hi parrta hai...
                            boht hi mushkl kaam hai kese karu isi waja se to haar jati hu

                            Comment


                            • #44
                              Re: Aansuu:(

                              waalikum asslam

                              O Raniya urdu me likhnay ki aadat daal lou itna nae parrh skti me roman me ....baqi members k jawabaat se andaza laga k topic ka jawaab deti hooon .....

                              me ro leti hoon easily ...rona psycological point of view se b zaroori hai iss se aap ka catharsis ho jata hai .... aankhon ka pathar hona aap k insaan honay k manafi hai .... lakin yeh nae k me har ksi k aagay rona beth jaoon
                              baqi mard tanhai me b kam rotay hain u know ego problem ...auratain khul k ro lene ki aadat ki wja se aksar jazbati tour pe mard se mazboot hoti hain
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #45
                                Re: Aansuu:(

                                Originally posted by saraah View Post
                                waalikum asslam

                                O Raniya urdu me likhnay ki aadat daal lou itna nae parrh skti me roman me ....baqi members k jawabaat se andaza laga k topic ka jawaab deti hooon .....

                                me ro leti hoon easily ...rona psycological point of view se b zaroori hai iss se aap ka catharsis ho jata hai .... aankhon ka pathar hona aap k insaan honay k manafi hai .... lakin yeh nae k me har ksi k aagay rona beth jaoon
                                baqi mard tanhai me b kam rotay hain u know ego problem ...auratain khul k ro lene ki aadat ki wja se aksar jazbati tour pe mard se mazboot hoti hain
                                sorry api...koshish karoon gi par me se hota nahii hai...:shyy:

                                khair u r right...mardoon ki aik tu ye ego problem.......yep ye bhi theek k har kisi k agey rona nai chahye...aik waq'ea yaad aya..characters yaad nahiin...aik aadmi baitha doosrey se apnii qismat ka rona ro raha tha..one ov D Salaf'e'Saleh...paas se guzar rahey they unhoon ne wo sub suna..or usey kaha.."tum ne Us ki shikayat ki Jo tum par reham karta hai us se jo tum par reham nai karta."...so rona dhona sirf Allah k hazoor acha lagta hai....baqi bunda pagal lagta hai...
                                .......................!!!!!

                                Comment

                                Working...
                                X