Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aansuu:(

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aansuu:(

    kabhi kabhi hamara zameer hamein mulamat karta hai k hum ne kisi ko dukh pohonchaya hai..
    hum unhein dukhi nahii karna chahtey..magar phir bhi hum unhein dukhi kar jatey hain..
    ap k dukh or dard intehaa ko pohonch chukey hotey hain is k bawajood ap apney chahney waley ko dard dey jatey hain..ya phir khud ko us k hawaley kar detey hain or buhut zyada rotey hain.... ya phir us ko dekh kar muskura detey hain or apney dukh bhool jatey hain...:d1:
    kabhi kabhi jub ap buhut dukhi hoon tu ap "aik lafz" suntey hain ya phir kuch baatein apney aas paas moujood logoo se jo un alfaaz se ap ka happiness level barrhana chahtey hain..
    ya aik na'kaam koshish karna chahtey hain ap ko muskurata dekhney ki..:wstupid:
    laikin afsoos wo kuch lafz ap k dil mai khanjar ki tarah lagtey hain or ap ko na chahtey howe un ko dukh dena parrta hai kkyunki ap mayoos hochukey hotey hain ...
    kyunki us waqt ap ki zaroorat hoti hai...

    "RONA"

    xindagii main bhut saari mushkilein ati hain..or dukhoon ki wajoohat tu ginni nahi jatein itni zyada hoti hain...:garmi:
    tu aisey main ap k dil k sub se qareeb ap ka dukh bantney wala or koi nahiin hota siwaye aik k .....

    "AP K ANSOO"

    kabhi kabhi ap apney kamrey main bina wajeh akeley baiTh jatey hain..apnii kambal le kar apney Thandey bed mai bilkul aisey simat k baith jatey hain jaisey..aik chotta sa darra howa masoom bacha..372-scare

    is k bawajood k logoo ne humesha ap ko aik hanstey muskuratey insaan k roop mai jana..:dance2:

    kyunki shayad ap ko guzarna parra ho kuch mushkil halaat se..Judayi, Na'kaami pyaar mai:shyy: ya parrhayi mai, Dhoka ya kuch or..
    in halaat ko sirf wohi samaj sakta hai jo in se guzar raha ho.....tu wo apney aansowoon ko apna behtareen dost manta hai jo us ka dukh bantey hain:hug:

    SO....

    roney se ghabraana nai..darna nahiin sharmana nahiin...:ys:

    kyunki ap k aansoo ap k dard ki shifaa hain...apney aansowoon k qaid na karo..
    hum kyun akhir apney aansoo dosroon se chupatey hain...balkey aksar khud se bhi???:hhh:
    yahan tuk k kuch mard tu apney aansoo is had tuk qaid kar letey hain, apney dard or dukh ko is hud tuk chupatey hain k buhut se amraaz ka shikaar hojatey hain...372-shock

    jub k hum jantey hain k aansoo tu jism se naqsaan'deh mawaad ko bahir nikaltey hain...

    tu meri azeez Behnoon...!!!

    hamarey aansoo behna tu buhut asaan hai...hamarey jazbaat tu buhut hi nazuk hain....humara dil tu bus....aah...
    :shyy::p

    Main..:hairdrayer:..main tu aksar akeley main itna rotii hon k hichkii lag jati hai..:cmm:..mujhey acha lagta hai..:lpop:..mujhey lagta hai k ye aansoo apney ander 100 diloon ki capacity liye baithey hain...so in ko sub kuch keh do..ye chup kar beh jayein gey or tumharey raaz apney saath khushk kar dein gey....

    So Logoo....

    :cmm:Kabhi Kabhi Ro Diya Karo:cmm:
    .......................!!!!!

  • #2
    Re: Aansuu:(

    LOlz... tumhara yeh thread parh ker me ki aankh mein aansu aa gaye

    btw: me ro leti ho... infact hansi or aansu do aisi cheezein hain jo me ke liye rokna bauaht mushkil kaam hai :$

    itna hansti ho itna hansti ho ke me ki aankh mein aansu aa hi jaate hain or kabhi itna roti ho foozol baato per ke khud hi hansi aa jaati hai :lol

    OMG... look my eyes are wet... hahahaha

    lub you... :hug

    Comment

    • #3
      Re: Aansuu:(

      Originally posted by ummid View Post

      acha karti ho roti ho...u ki sehat achi rahey gi....

      lolz yep hansi or aansuu jitna roko utna hi zoroon shorron se atey hain....:lol

      thank u meedoo 4 ur reply :hug:
      Last edited by BhaTaktii RooH; 30 October 2010, 20:41.
      .......................!!!!!

      Comment

      • #4
        Re: Aansuu:(

        Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

        thank u meedoo 4 ur reply :hug:
        anytime girl :wink

        Comment

        • #5
          Re: Aansuu:(

          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
          kabhi kabhi hamara zameer hamein mulamat karta hai k hum ne kisi ko dukh pohonchaya hai..
          hum unhein dukhi nahii karna chahtey..magar phir bhi hum unhein dukhi kar jatey hain..
          ap k dukh or dard intehaa ko pohonch chukey hotey hain is k bawajood ap apney chahney waley ko dard dey jatey hain..ya phir khud ko us k hawaley kar detey hain or buhut zyada rotey hain.... ya phir us ko dekh kar muskura detey hain or apney dukh bhool jatey hain...:d1:
          kabhi kabhi jub ap buhut dukhi hoon tu ap "aik lafz" suntey hain ya phir kuch baatein apney aas paas moujood logoo se jo un alfaaz se ap ka happiness level barrhana chahtey hain..
          ya aik na'kaam koshish karna chahtey hain ap ko muskurata dekhney ki..:wstupid:
          laikin afsoos wo kuch lafz ap k dil mai khanjar ki tarah lagtey hain or ap ko na chahtey howe un ko dukh dena parrta hai kkyunki ap mayoos hochukey hotey hain ...
          kyunki us waqt ap ki zaroorat hoti hai...

          "RONA"

          xindagii main bhut saari mushkilein ati hain..or dukhoon ki wajoohat tu ginni nahi jatein itni zyada hoti hain...:garmi:
          tu aisey main ap k dil k sub se qareeb ap ka dukh bantney wala or koi nahiin hota siwaye aik k .....

          "AP K ANSOO"

          kabhi kabhi ap apney kamrey main bina wajeh akeley baiTh jatey hain..apnii kambal le kar apney Thandey bed mai bilkul aisey simat k baith jatey hain jaisey..aik chotta sa darra howa masoom bacha..372-scare

          is k bawajood k logoo ne humesha ap ko aik hanstey muskuratey insaan k roop mai jana..:dance2:

          kyunki shayad ap ko guzarna parra ho kuch mushkil halaat se..Judayi, Na'kaami pyaar mai:shyy: ya parrhayi mai, Dhoka ya kuch or..
          in halaat ko sirf wohi samaj sakta hai jo in se guzar raha ho.....tu wo apney aansowoon ko apna behtareen dost manta hai jo us ka dukh bantey hain:hug:

          SO....

          roney se ghabraana nai..darna nahiin sharmana nahiin...:ys:

          kyunki ap k aansoo ap k dard ki shifaa hain...apney aansowoon k qaid na karo..
          hum kyun akhir apney aansoo dosroon se chupatey hain...balkey aksar khud se bhi???:hhh:
          yahan tuk k kuch mard tu apney aansoo is had tuk qaid kar letey hain, apney dard or dukh ko is hud tuk chupatey hain k buhut se amraaz ka shikaar hojatey hain...372-shock

          jub k hum jantey hain k aansoo tu jism se naqsaan'deh mawaad ko bahir nikaltey hain...

          tu meri azeez Behnoon...!!!

          hamarey aansoo behna tu buhut asaan hai...hamarey jazbaat tu buhut hi nazuk hain....humara dil tu bus....aah...
          :shyy::p

          Main..:hairdrayer:..main tu aksar akeley main itna rotii hon k hichkii lag jati hai..:cmm:..mujhey acha lagta hai..:lpop:..mujhey lagta hai k ye aansoo apney ander 100 diloon ki capacity liye baithey hain...so in ko sub kuch keh do..ye chup kar beh jayein gey or tumharey raaz apney saath khushk kar dein gey....

          So Logoo....

          :cmm:Kabhi Kabhi Ro Diya Karo:cmm:
          Roonaa koii changaa kamm naii......

          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Aansuu:(

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Roonaa koii changaa kamm naii......

            uncle kabhi ro k dekho....kya mazza ata hai...ahaa'.....:hairdrayer:
            .......................!!!!!

            Comment

            • #7
              Re: Aansuu:(

              Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
              uncle kabhi ro k dekho....kya mazza ata hai...ahaa'.....:hairdrayer:
              female kaaa aakhrii Hathyyarr haii Roonaaa...

              soo u koo hii suit kartaa haii...
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #8
                Re: Aansuu:(

                میرے سے تو پڑھا ہی نہیں گیا

                کیوں

                کیو نکہ ابھی تمھارا ایک تھریڈ"میری خواہشیں "اتنی مشکل سے پڑھ کر نکلا ہوں کہ دماغ اور آنکھیں دونوں دکھ رہے ہیں :(۔
                اور اب دوبارہ اتنی لمبی تحریر ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟نہیں اب نہیں پڑھ سکتا۔
                اُمید ہے کہ تم نے لکھا ہے تو اچھا ہی لکھا ہوگا اللہ جی تمھیں اس کی جزا عطا فرمائیں آمین
                Last edited by S.Athar; 30 October 2010, 21:23.
                :star1:

                Comment

                • #9
                  Re: Aansuu:(

                  rona aurat ka hatyaar nahi balke rone se aakhri kaanta bi nikal jata hai or dill saaf ho jaate hai :alhamd: isi liye allah g ne aurat ko aik nazuk or hasaas banaya hai :hohe:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aansuu:(

                    mujhe rona aey to ro leti hun or hansi aey to hans leti hun...dono zaruri hote hen kabhi kabhi

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aansuu:(

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      Roonaa koii changaa kamm naii......

                      Han jee.... aap tu paida hotay waqat bhi hans rahay thay....

                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aansuu:(

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        mujhe rona aey to ro leti hun or hansi aey to hans leti hun...dono zaruri hote hen kabhi kabhi
                        Ye tu sab k saath hopta hai...kabhi aisa hoa k kisee ku rona aye aur woh hansana shrorro ker dy...aur kisee ku hansee aye tu rona shorro ker day...???

                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aansuu:(

                          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                          kabhi kabhi hamara zameer hamein mulamat karta hai k hum ne kisi ko dukh pohonchaya hai..
                          hum unhein dukhi nahii karna chahtey..magar phir bhi hum unhein dukhi kar jatey hain..
                          ap k dukh or dard intehaa ko pohonch chukey hotey hain is k bawajood ap apney chahney waley ko dard dey jatey hain..ya phir khud ko us k hawaley kar detey hain or buhut zyada rotey hain.... ya phir us ko dekh kar muskura detey hain or apney dukh bhool jatey hain...:d1:
                          kabhi kabhi jub ap buhut dukhi hoon tu ap "aik lafz" suntey hain ya phir kuch baatein apney aas paas moujood logoo se jo un alfaaz se ap ka happiness level barrhana chahtey hain..
                          ya aik na'kaam koshish karna chahtey hain ap ko muskurata dekhney ki..:wstupid:
                          laikin afsoos wo kuch lafz ap k dil mai khanjar ki tarah lagtey hain or ap ko na chahtey howe un ko dukh dena parrta hai kkyunki ap mayoos hochukey hotey hain ...
                          kyunki us waqt ap ki zaroorat hoti hai...

                          "RONA"

                          xindagii main bhut saari mushkilein ati hain..or dukhoon ki wajoohat tu ginni nahi jatein itni zyada hoti hain...:garmi:
                          tu aisey main ap k dil k sub se qareeb ap ka dukh bantney wala or koi nahiin hota siwaye aik k .....

                          "AP K ANSOO"

                          kabhi kabhi ap apney kamrey main bina wajeh akeley baiTh jatey hain..apnii kambal le kar apney Thandey bed mai bilkul aisey simat k baith jatey hain jaisey..aik chotta sa darra howa masoom bacha..372-scare

                          is k bawajood k logoo ne humesha ap ko aik hanstey muskuratey insaan k roop mai jana..:dance2:

                          kyunki shayad ap ko guzarna parra ho kuch mushkil halaat se..Judayi, Na'kaami pyaar mai:shyy: ya parrhayi mai, Dhoka ya kuch or..
                          in halaat ko sirf wohi samaj sakta hai jo in se guzar raha ho.....tu wo apney aansowoon ko apna behtareen dost manta hai jo us ka dukh bantey hain:hug:

                          SO....

                          roney se ghabraana nai..darna nahiin sharmana nahiin...:ys:

                          kyunki ap k aansoo ap k dard ki shifaa hain...apney aansowoon k qaid na karo..
                          hum kyun akhir apney aansoo dosroon se chupatey hain...balkey aksar khud se bhi???:hhh:
                          yahan tuk k kuch mard tu apney aansoo is had tuk qaid kar letey hain, apney dard or dukh ko is hud tuk chupatey hain k buhut se amraaz ka shikaar hojatey hain...372-shock

                          jub k hum jantey hain k aansoo tu jism se naqsaan'deh mawaad ko bahir nikaltey hain...

                          tu meri azeez Behnoon...!!!

                          hamarey aansoo behna tu buhut asaan hai...hamarey jazbaat tu buhut hi nazuk hain....humara dil tu bus....aah...
                          :shyy::p

                          Main..:hairdrayer:..main tu aksar akeley main itna rotii hon k hichkii lag jati hai..:cmm:..mujhey acha lagta hai..:lpop:..mujhey lagta hai k ye aansoo apney ander 100 diloon ki capacity liye baithey hain...so in ko sub kuch keh do..ye chup kar beh jayein gey or tumharey raaz apney saath khushk kar dein gey....

                          So Logoo....

                          :cmm:Kabhi Kabhi Ro Diya Karo:cmm:

                          Nice sharing Raniya...waisy fil haal mujhay na rona aa raha hai..na hansee aa rahee hai..

                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aansuu:(

                            Originally posted by ummid View Post

                            ... infact hansi or aansu do aisi cheezein hain jo me ke liye rokna bauaht mushkil kaam hai :$

                            itna hansti ho itna hansti ho ke me ki aankh mein aansu aa hi jaate hain o

                            Hansna achee baat hai....laiykin akalay main hansana sahi baat nahi......pata nahi akaly main aap ku hansatay hoaye dekh ker loog kia samjhain???

                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aansuu:(

                              Originally posted by mehreen View Post
                              rona aurat ka hatyaar nahi balke rone se aakhri kaanta bi nikal jata hai or dill saaf ho jaate hai :alhamd: isi liye allah g ne aurat ko aik nazuk or hasaas banaya hai :hohe:
                              Sahi faramaya aap nay... lykin aurat ho ya mard.... jo maza Allah k hazoor rotay hoye apnay gunahoon ki muafi mangtay hoaye ata hai woh kisee aur cheez per ronay main nahi ata..

                              Working...
                              X