Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

To Be A Professional.....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: To Be A Professional.....!

    Originally posted by AbgeenA View Post
    yani ab me ap se darun bhi?372-haha


    wah Rita ................yar u nay dil khush kar dia :hugs: koi tu me ka sath daita ha ....such b olnay mai ....aik kaway ko kawa kahnay mai :lol

    Comment


    • #17
      Re: To Be A Professional.....!

      Originally posted by Fari Pari View Post
      wah Rita ................yar u nay dil khush kar dia :hugs: koi tu me ka sath daita ha ....such b olnay mai ....aik kaway ko kawa kahnay mai :lol
      :taali:

      Comment


      • #18
        Re: To Be A Professional.....!

        Originally posted by saraah View Post
        asslamoalikum respected members



        kesay hain aap


        aap me se kon kon job krta hai........

        kya aap bata sktay hain how to b a good professional ?
        apnay coleagues k sath kesa rawwya hona chhaiye
        head k sath kesa ....
        agar heads ek se zayda hon tou?
        aur b kuch iss ziman me ??
        W sallam,....... Mulazzammat koo Main Mulazzamm kii Jammaa samjhtaa hooo,,Lihazzaa job kaa sawallhii nahii paidaa hootaa...albataa main thoraa print media aoor social work say related bhii hoo..iss hawallayy say i can share my experience.........Print media main competition itnaa haii kehh Baqooll merayy Usttad kayy Tamam fieldzz main aaggay Barhannay kaa lieyy Seerhii hootii hain but print media aik aissii field haiii yahhan parr Jisssmooo koohii Phallang karr aaggay Barhaa jaa saktaa haii.....2nd NGO work kay liey inssann kaaa Social honaa aoor sabb kayy sath banaa karr rakhnii partii haiii..even keh apnnay enemies koo bhii hanss kaa milnaa parrttaa haiiii
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #19
          Re: To Be A Professional.....!

          Originally posted by Fari Pari View Post
          Wsalam sarah madam !





          Head se baat kartay howay thora sa attitude hona chiaya ....

          is zimay mai yahi kaho gi kah aagar ap chaho tu koi ap se mazaq ya frank nahi ho sakta na hi insult kar sakta ....aur agar ap khud dawat do tu dosray moqa nhi chortay !
          agreed fari

          lakin in do points ko achi trah explain kar dou

          thank u
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #20
            Re: To Be A Professional.....!

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam,



            , aur na he muj se kisi ki khushamad hoti he. Mein jeans aur T-shirts pehan ke jata tha, mein ne kabi ziada formal honay ki kooshish nahi ki. Mein boss ki izat kerta tha lekin barabari ki bunyaad per :lol Mere ex-boss ne mujay aik baar sunanay ki kooshish ki to mein ne pairoon per jawaab de dia aur kaha ke mein job choor raha hoon aur phir mere boss ne he muj se moaafi mangi.

            . Professionalism se ziada mein is cheez per focus kerta hoon ke aap jahan job kerte hein aap ki dignity aur self-esteem maintain rahay. Mere nazdeek job kerna aik mutually beneficial association hoti he, is mein dono parties directly benefit le rahi hoti hein to is mein koi bhi kisi per ehsaan nahi ker raha hota. Aur isi nazriye ke tehat mein aagay berhta hoon :ys:
            Aik cheez jis per mein ne sub se ziada focus kia, wo apnay aap ko update kerne mein. I think meri nazar mein bus yahi aik professionalism ka criteria he.
            yeh 2 kaam muj se b nae hotay

            aur agreed

            thanks aamir
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #21
              Re: To Be A Professional.....!

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              W sallam,....... Mulazzammat koo Main Mulazzamm kii Jammaa samjhtaa hooo,,Lihazzaa job kaa sawallhii nahii paidaa hootaa...albataa main thoraa print media aoor social work say related bhii hoo..iss hawallayy say i can share my experience.........Print media main competition itnaa haii kehh Baqooll merayy Usttad kayy Tamam fieldzz main aaggay Barhannay kaa lieyy Seerhii hootii hain but print media aik aissii field haiii yahhan parr Jisssmooo koohii Phallang karr aaggay Barhaa jaa saktaa haii.....2nd NGO work kay liey inssann kaaa Social honaa aoor sabb kayy sath banaa karr rakhnii partii haiii..even keh apnnay enemies koo bhii hanss kaa milnaa parrttaa haiiii
              hmmm sahi kaha
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #22
                Re: To Be A Professional.....!

                BAQI tumam members k reply aur good wishes ka b bohat shukria

                :)
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #23
                  Re: To Be A Professional.....!

                  Originally posted by Ishwa View Post
                  superb...boht mzay ka rply hy...waisy ap k sb replies hi interesting hotay hain sialkoty bhai or main zrur parhti hon
                  U ne me ko sharminda ker dia Ishu :shyy:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: To Be A Professional.....!

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    yani ab me ap se darun bhi?372-haha
                    Tum us baat se daro jo u ne ki :fight:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: To Be A Professional.....!

                      Originally posted by Fari Pari View Post
                      wah Rita ................yar u nay dil khush kar dia :hugs: koi tu me ka sath daita ha ....such b olnay mai ....aik kaway ko kawa kahnay mai :lol
                      Fari, ub u me ko kawa kahoo gi. Kabi apna rang dekha he, kawa bhi dekh ker khud per fakhar kerne lagta he ke chalo muj se koi to aala he :lol
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: To Be A Professional.....!

                        Originally posted by saraah View Post
                        yeh 2 kaam muj se b nae hotay

                        aur agreed

                        thanks aamir
                        Tum 2 choor ke 3, 4, 5 kaam kar sakti ho. What you need is determination and concentration and focus and wisdom and psychological insight and and hand working and if not then fitay moun :hairdrayer:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: To Be A Professional.....!

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Tum us baat se daro jo u ne ki :fight:
                          me ne kia baat ki?:mm:

                          Comment


                          • #28
                            Re: To Be A Professional.....!

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            me ne kia baat ki?:mm:
                            rehne do :think:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: To Be A Professional.....!

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              rehne do :think:
                              nahi nahi bataen na....kala kawa me ne to nahi kaha tha...khud hi kaha tha k darun...kale kawe se:lol

                              Comment


                              • #30
                                Re: To Be A Professional.....!

                                Originally posted by AbgeenA View Post
                                nahi nahi bataen na....kala kawa me ne to nahi kaha tha...khud hi kaha tha k darun...kale kawe se:lol
                                wo jo baat me ne highlight kerni thi ub nai kerni :think:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X