Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

To Be A Professional.....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • To Be A Professional.....!

    asslamoalikum respected members



    kesay hain aap



    aap me se kon kon job krta hai........

    kya aap bata sktay hain how to b a good professional ?
    apnay coleagues k sath kesa rawwya hona chhaiye
    head k sath kesa ....
    agar heads ek se zayda hon tou?
    aur b kuch iss ziman me ??
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: To Be A Professional.....!

    Originally posted by saraah View Post
    asslamoalikum respected members



    kesay hain aap



    aap me se kon kon job krta hai........

    kya aap bata sktay hain how to b a good professional ?
    apnay coleagues k sath kesa rawwya hona chhaiye
    head k sath kesa ....
    agar heads ek se zayda hon tou?
    aur b kuch iss ziman me ??

    Wsalam sarah madam !

    kasi ho! maina ghalti se job start ki ha :lol
    professional honay kay lia sariyal hona zarori nhi ...bas kam sincerely karna chaiya ya samjh kar kah ya kar kay hi ap ko halal kamai milnni ha !

    collegues bohat important hotay hian ....agar sirf females hian tu unkay sath hasi mazaq shugal limits mai karna chaiay asay kam jaldi hota ha aur thakawat zyada nhi hoti ...ya mera personal experience ha.

    Head se baat kartay howay thora sa attitude hona chiaya ....

    is zimay mai yahi kaho gi kah aagar ap chaho tu koi ap se mazaq ya frank nahi ho sakta na hi insult kar sakta ....aur agar ap khud dawat do tu dosray moqa nhi chortay !
    Last edited by fari; 6 May 2010, 19:30.

    Comment


    • #3
      Re: To Be A Professional.....!

      f9...hm to g abi student hain:yaay:

      Comment


      • #4
        Re: To Be A Professional.....!

        Originally posted by Fari Pari View Post
        Wsalam sarah madam !

        kasi ho! maina ghalti se job start ki ha :lol
        professional honay kay lia sariyal hona zarori nhi ...bas kam sincerely karna chaiya ya samjh kar kah ya kar kay hi ap ko halal kamai milnni ha !

        collegues bohat important hotay hian ....agar sirf females hian tu unkay sath hasi mazaq shugal limits mai karna chaiay asay kam jaldi hota ha aur thakawat zyada nhi hoti ...ya mera personal experience ha.

        Head se baat kartay howay thora sa attitude hona chiaya ....

        is zimay mai yahi kaho gi kah aagar ap chaho tu koi ap se mazaq ya frank nahi ho sakta na hi insult kar sakta ....aur agar ap khud dawat do tu dosray moqa nhi chortay !
        official fari pari :lol

        Comment


        • #5
          Re: To Be A Professional.....!

          Originally posted by ummid View Post
          official fari pari :lol
          :shyy:

          Comment


          • #6
            Re: To Be A Professional.....!

            no job

            Comment


            • #7
              Re: To Be A Professional.....!

              Wa Alaikum Assalam ,

              me nay derh saal huaa job chhor dee:hphp:
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: To Be A Professional.....!

                Originally posted by saraah View Post
                asslamoalikum respected members



                kesay hain aap



                aap me se kon kon job krta hai........

                kya aap bata sktay hain how to b a good professional ?
                apnay coleagues k sath kesa rawwya hona chhaiye
                head k sath kesa ....
                agar heads ek se zayda hon tou?
                aur b kuch iss ziman me ??
                Wa Alaikum Aslam,

                Mein to choota sa bucha tha jub job start ker di :shyy: me ko kia pata ke professional aur attitude aur blah blah kia hota he. Me ko inna pata he ke aap ke ander Professionalism se ziada wisdom honi chahiye, aur aap ko pata hona chahiye ke aap kia ker rahay hein aur longer run mein ap ko is ka kia faida ho ga. aap ka faida hama'waqt company ke faiday se bhi mashroot ho sakta he.

                Mein ne job ki, kafi mehnat ki aur rough and tough kism ka attitude rakha. Mujay boundries aur limits ka ziada nai pata, aur na he muj se kisi ki khushamad hoti he. Mein jeans aur T-shirts pehan ke jata tha, mein ne kabi ziada formal honay ki kooshish nahi ki. Mein boss ki izat kerta tha lekin barabari ki bunyaad per :lol Mere ex-boss ne mujay aik baar sunanay ki kooshish ki to mein ne pairoon per jawaab de dia aur kaha ke mein job choor raha hoon aur phir mere boss ne he muj se moaafi mangi.

                Is ke ilawa mujay 2 European companies mein job kerne ka bhi experience he. Aur na-jaiz baat to mein un ki bhi nahi suni kabi. Aik boss ne aik najaiz baat ki aur wo abi tak bhugat raha he. Professionalism se ziada mein is cheez per focus kerta hoon ke aap jahan job kerte hein aap ki dignity aur self-esteem maintain rahay. Mere nazdeek job kerna aik mutually beneficial association hoti he, is mein dono parties directly benefit le rahi hoti hein to is mein koi bhi kisi per ehsaan nahi ker raha hota. Aur isi nazriye ke tehat mein aagay berhta hoon :ys:

                Aik cheez jis per mein ne sub se ziada focus kia, wo apnay aap ko update kerne mein. I think meri nazar mein bus yahi aik professionalism ka criteria he.
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: To Be A Professional.....!

                  Originally posted by AbgeenA View Post
                  no job
                  Kisi ne kia khoob kaha he faraz
                  Jhoob bolay kawa katay, kalay kaway se dariyo :ys:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: To Be A Professional.....!

                    Originally posted by Fari Pari View Post
                    Wsalam sarah madam !

                    kasi ho! maina ghalti se job start ki ha :lol
                    professional honay kay lia sariyal hona zarori nhi ...bas kam sincerely karna chaiya ya samjh kar kah ya kar kay hi ap ko halal kamai milnni ha !

                    collegues bohat important hotay hian ....agar sirf females hian tu unkay sath hasi mazaq shugal limits mai karna chaiay asay kam jaldi hota ha aur thakawat zyada nhi hoti ...ya mera personal experience ha.

                    Head se baat kartay howay thora sa attitude hona chiaya ....

                    is zimay mai yahi kaho gi kah aagar ap chaho tu koi ap se mazaq ya frank nahi ho sakta na hi insult kar sakta ....aur agar ap khud dawat do tu dosray moqa nhi chortay !
                    :thmbup:
                    mujhay jo kehna tha pari nay keh diyaaaaa....
                    Last edited by *Rida*; 7 May 2010, 08:48.
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #11
                      Re: To Be A Professional.....!

                      Originally posted by saraah View Post
                      asslamoalikum respected members



                      kesay hain aap


                      aap me se kon kon job krta hai........

                      kya aap bata sktay hain how to b a good professional ?
                      apnay coleagues k sath kesa rawwya hona chhaiye
                      head k sath kesa ....
                      agar heads ek se zayda hon tou?
                      aur b kuch iss ziman me ??


                      i have no job but i am doing internship
                      as per requirement of my course. ess internship ko 15 days hochuke hain aur total 6 weeks ki he..n i am doing really well here.

                      positive attitude towards colleagues and boss is very important coz that can develop good social contacts as well as healthy environment at the workplace.
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: To Be A Professional.....!

                        walikm assalam wr wb
                        main tou abhi bacha hoon aor agay bhi parhna chahta hoon.......:shyy:and for u all the best...........:ys:

                        Comment


                        • #13
                          Re: To Be A Professional.....!

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Wa Alaikum Aslam,

                          Mein to choota sa bucha tha jub job start ker di :shyy: me ko kia pata ke professional aur attitude aur blah blah kia hota he. Me ko inna pata he ke aap ke ander Professionalism se ziada wisdom honi chahiye, aur aap ko pata hona chahiye ke aap kia ker rahay hein aur longer run mein ap ko is ka kia faida ho ga. aap ka faida hama'waqt company ke faiday se bhi mashroot ho sakta he.

                          Mein ne job ki, kafi mehnat ki aur rough and tough kism ka attitude rakha. Mujay boundries aur limits ka ziada nai pata, aur na he muj se kisi ki khushamad hoti he. Mein jeans aur T-shirts pehan ke jata tha, mein ne kabi ziada formal honay ki kooshish nahi ki. Mein boss ki izat kerta tha lekin barabari ki bunyaad per :lol Mere ex-boss ne mujay aik baar sunanay ki kooshish ki to mein ne pairoon per jawaab de dia aur kaha ke mein job choor raha hoon aur phir mere boss ne he muj se moaafi mangi.

                          Is ke ilawa mujay 2 European companies mein job kerne ka bhi experience he. Aur na-jaiz baat to mein un ki bhi nahi suni kabi. Aik boss ne aik najaiz baat ki aur wo abi tak bhugat raha he. Professionalism se ziada mein is cheez per focus kerta hoon ke aap jahan job kerte hein aap ki dignity aur self-esteem maintain rahay. Mere nazdeek job kerna aik mutually beneficial association hoti he, is mein dono parties directly benefit le rahi hoti hein to is mein koi bhi kisi per ehsaan nahi ker raha hota. Aur isi nazriye ke tehat mein aagay berhta hoon :ys:

                          Aik cheez jis per mein ne sub se ziada focus kia, wo apnay aap ko update kerne mein. I think meri nazar mein bus yahi aik professionalism ka criteria he.
                          superb...boht mzay ka rply hy...waisy ap k sb replies hi interesting hotay hain sialkoty bhai or main zrur parhti hon

                          Comment


                          • #14
                            Re: To Be A Professional.....!

                            i m doing job with denmark companies
                            making databases and PHP programing with sql server.
                            doing all alone in my home...thanks GOD

                            Comment


                            • #15
                              Re: To Be A Professional.....!

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              Kisi ne kia khoob kaha he faraz
                              Jhoob bolay kawa katay, kalay kaway se dariyo :ys:
                              yani ab me ap se darun bhi?372-haha

                              Comment

                              Working...
                              X