Re: kabhi khud ko azmaya hai kabhi ?
walaikom Assalam .....han ... main bhi aisa karti rehti hoon.... MSA ki tarah bhi aur ....... u remember main pehlay aap ko kitnay PM karti thi ... falaN nay yeh kar diya .... woh kar diyaa.... lakin ab aisa nahin .....jab koi mairay sath negetively behave karta hai .....jo woh khud bhi bardasht nahin kar sakta ..... bus aisay waqt mein main dekhti hoon agla banda kitna ghatiya pan ka muzahira kar sakta hai ... aur main kitna bardasht kar sakti hoon.......but it requires constancy of character .....tab mamla mairay aur ALLAH TALA kay beech hota hai ......is context mein aur bhi buht sari batain aa jati hain ...... lakin yahan sirf aazmany ki baat ho rahi hai tu itna hi kaafi hai.....:D....
aik aur baat ..:D.... kabhi kabhi ...aami mujhay kehti hain isay apnay imtehan ki tarah samjho .... keh tum apnay chotay coznz ko sanbhal sakti ho,...., behla sakti ho ya nahin ...:hehe: ...
aur sometimes aisa hota hai naaa.... koi hamain kehta hai ...nahin yeh tu nahin ho sakay ga tum say.... aur phir.....ham tamam salahiyatain (zahni aur jismani) us kaam per laga daitay hain ...pata nahin isay khud ko aazmana kehian gay ya nahin ....haan potential ka zuroor pata lag jata hai ... jaisay MSA ki designing ki koshish .....:D.....
Originally posted by Aanchal
View Post
Originally posted by MSA

Comment